Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Fiqre Se Fiqrah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Fiqre Se Fiqrah======

    Dushman sy yaad aya ky jab tak hum kise ky against kuch nahe kahy gay koi kese dushman ho sakta hai hamera..

    Comment


    • #62
      Re: Fiqre Se Fiqrah======

      AOA,


      Kahne se yaad aya loog jane anjane main jane kia kia kah daite hain:)


      Sohail Abbasi.
      Apna haq ada karo.

      Comment


      • #63
        Re: Fiqre Se Fiqrah======

        kya kya sey yaad aaya keh kaisey kaisey log hamari zindagi mein aaey :P
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #64
          Re: Fiqre Se Fiqrah======

          AOA,


          Zindagi se yaad aya k hamari zindagi kitni masroof hoti ja rahyi hai.


          Sohail Abbasi.
          Apna haq ada karo.

          Comment


          • #65
            Re: Fiqre Se Fiqrah======

            Originally posted by khan
            AOA,


            Aqalmand se yaad aya k ahsi batain aqalmand nain karte dushman barR jate hain:lol

            Sohail Abbasi.

            baja irshad
            jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
            yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

            Comment


            • #66
              Re: Fiqre Se Fiqrah======

              Baja irshad say yaad aya kay ya kon hain ?
              http://www.genericviagra2015shop.com/

              Comment


              • #67
                Re: Fiqre Se Fiqrah======

                Irshad mery ek teacher ka naam hai..kafi strick hain wo

                Comment


                • #68
                  Re: Fiqre Se Fiqrah======

                  AOA,


                  Kia ustaad zalim the.:cc:


                  Sohail Abbasi.
                  Apna haq ada karo.

                  Comment


                  • #69
                    Re: Fiqre Se Fiqrah======

                    zaalim sy yaad aya k zaalim to nahe but bohat zada dant'ty hain..cheekhty hain,gussa kerty hain

                    Comment


                    • #70
                      Re: Fiqre Se Fiqrah======

                      AOA,


                      Ghusse se yaad aya k gussa sahait k liye acha nain hota:)


                      Sohail Abbasi.
                      Apna haq ada karo.

                      Comment


                      • #71
                        Re: Fiqre Se Fiqrah======

                        icecream khana bohat acha hota hai ..:)

                        Comment


                        • #72
                          Re: Fiqre Se Fiqrah======

                          AOA,


                          Warna aik glass pani pi lain:)


                          Sohail Abbasi.
                          Apna haq ada karo.

                          Comment


                          • #73
                            Re: Fiqre Se Fiqrah======

                            pani ka naam sun kar mujhay bhi piyaas lag gai hai ab :-)
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • #74
                              Re: Fiqre Se Fiqrah======

                              piaasy sy yaad aaya ky piaas sirf sady & thandy pani sy he bujh sakte hai..cold drink ya kise aur soft drink sy nahe ..

                              Comment


                              • #75
                                Re: Fiqre Se Fiqrah======

                                thandey paani sey piass kabhi nahi bujhti :P
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X