Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Fiqre Se Fiqrah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Fiqre Se Fiqrah======

    Ji haan sahi kaha aap nay Dua kay saath saath un sab kay liye koi Mahfooz thikaana bhi mil kar bananay ki bharpoor koshish karna chahiye.
    :roseENIGMA:rose

    Comment


    • Re: Fiqre Se Fiqrah======

      Allah sub bhater kary ga Inshallah jo bhate ho ga Inshallah wohi ho ga:)

      Comment


      • Re: Fiqre Se Fiqrah======

        Ji haan Insha Allah yeh sab bouhat jald sahi ho ja'aiy ga bas isi tarha Allah say madad maangtay huway sab ki help kartay raihna hay.Halaat baihter ho ja'ain gay.:insha:
        :roseENIGMA:rose

        Comment


        • Re: Fiqre Se Fiqrah======

          kisi ki madad karna dar-asl apni madad karna hay q k aakhirat me apka ajr acha milega

          Comment


          • Re: Fiqre Se Fiqrah======

            Humain har waqt akhrat ki fikar karni chhaye :)
            Allah

            Comment


            • Re: Fiqre Se Fiqrah======

              Ji Haan Akhrat Aur Huqooq.ul.Ibaad Ki Bhi Fikr.. :)
              :roseENIGMA:rose

              Comment


              • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                Allah ne to apni rehmat se Haqooq ul Allah muaf kar dene hain lekan Haqooq ul Ibaad muaf nahi hon ge :)
                Allah

                Comment


                • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                  :) Aap nay bilkul baja farmaya hay.ham ko har tarha in dono baaton ka khayaal rakhna chahiye.yeh nahi sochna chahiye k Huqooq-e-Allah ko pas-e-pusht yeh soch kay daal diya ja'aiy kay woh to muaaf ho hi ja'ain gay.
                  :roseENIGMA:rose

                  Comment


                  • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                    muaf ho hi jayein ge nahi.........Allah tala ne farmaya ke muaf kar sakta hoN...
                    Allah

                    Comment


                    • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                      Yaraam ji sahi kaha aap nay.ham ko in bato'n ka khayaal har haal main rakhna chahiye...yahi likha hay kay yeh nahi sochna chiye kay woh to muaaf ho hi ja'ain gay.yeh to Allah par hi hay k kis ki kis baat par woh rehmat kar day karam karday apna.:)
                      Last edited by hayaa_n; 10 November 2005, 21:26.
                      :roseENIGMA:rose

                      Comment


                      • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                        Aur humay Allah ki rehmat say aur karam say na umeed nahe hona chahiye

                        Comment


                        • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                          Na umeedi ki baat hi nahi k yeh hamaara shaiwa hi nahi.:alhamd: :)
                          :roseENIGMA:rose

                          Comment


                          • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                            sache musalman ka ye shewa nahi ke wo apne bhai ko dhoka de.

                            Comment


                            • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                              Dhoka dene aur dhoke se bachna chahye jahan tak mumkin ho sake
                              Allah

                              Comment


                              • Re: Fiqre Se Fiqrah

                                AOA,

                                Muje Ashfaq Ahmid (marhoom)yaad a gaiye kia piyari batain karte the:rose


                                Sohail Abbasi.
                                Apna haq ada karo.

                                Comment

                                Working...
                                X