Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Fiqre Se Fiqrah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Fiqre Se Fiqrah======

    chorne ko to log baRee lambii lambiichoRte haiN
    :lol

    Comment


    • #17
      Re: Fiqre Se Fiqrah======

      nuqsaan har us cheez main kayoun hota hai jo humaye pasand hoti hai ? :cc:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #18
        Re: Fiqre Se Fiqrah======

        ye lafz ;;pasand'' bhi ek shetaanii charkha hay

        Comment


        • #19
          Re: Fiqre Se Fiqrah======

          hum ny suna hai k chand per aik burhya rehte hai to chargha kat'te rehte hai .vo thakte nahe hai kia ..:p

          Comment


          • #20
            Re: Fiqre Se Fiqrah======

            sunne ko to ham ne bhu suna.
            lekin
            kya kabhi tum see aake wo buRhiyaa milii?
            tum ne use dekha?
            :lol

            Comment


            • #21
              Re: Fiqre Se Fiqrah======

              Originally posted by najma
              sunne ko to ham ne bhu suna.
              lekin
              kya kabhi tum see aake wo buRhiyaa milii?
              tum ne use dekha?
              :lol

              AOA,

              Ye sonnain k liye naak aur sans laine k liye kan hote to kahsa lagta:cc:


              Sohail Abbasi.
              Apna haq ada karo.

              Comment


              • #22
                Re: Fiqre Se Fiqrah======

                :thinking
                http://www.genericviagra2015shop.com/

                Comment


                • #23
                  Re: Fiqre Se Fiqrah======

                  AOA,


                  Acha to ab ye sochne ki baat hai chalain hathoon se soch k batain:hathora


                  Sohail Abbasi.
                  Apna haq ada karo.

                  Comment


                  • #24
                    Re: Fiqre Se Fiqrah======

                    haathoN se kaam naheeN chalega

                    Comment


                    • #25
                      Re: Fiqre Se Fiqrah======

                      hmm to phir pao say chal jay ga kiya ?
                      http://www.genericviagra2015shop.com/

                      Comment


                      • #26
                        Re: Fiqre Se Fiqrah======

                        mujhe tumse phir se milnay ka ishtiyaaq hai

                        Comment


                        • #27
                          Re: Fiqre Se Fiqrah======

                          Ishtiyaaq mera classfellow tha.
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #28
                            Re: Fiqre Se Fiqrah======

                            ham hamesha fist class meiN hi safar karte haiN

                            Comment


                            • #29
                              Re: Fiqre Se Fiqrah======

                              main jab bhi train ka safar karoon business class mein karta hoon (kaam walon key paisey hain na :lol )
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #30
                                Re: Fiqre Se Fiqrah======

                                safar mei agar koi haseen saathi ho tu kiya kehnay

                                Comment

                                Working...
                                X