Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Fiqre Se Fiqrah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Fiqre Se Fiqrah======

    Maths samajhna aur rakham ka hisab bilkul alag alag baitain hai na..ab raqam ky hisaab main formulas to nahe lagty na itny dhaair :p

    Comment


    • Re: Fiqre Se Fiqrah======

      formulas tu chemistry mein bhi tang kerte they mager maths ka tu pucho hi nahin dard e sar thaa

      Comment


      • Re: Fiqre Se Fiqrah======

        aik baat hai mujhey apney school key dor mein siraf teen mazameen pasand huwa kartey they, Math, Chemistry aur Physic :)
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: Fiqre Se Fiqrah======

          physics sy zada boring mujhy koe aur subject nahe lagta :(
          neeend aany lagte the phy perh ker to :p:p

          Comment


          • Re: Fiqre Se Fiqrah======

            mujhey to kaaaaafi ratein ho gaein hain theek tarha sey neend hi nahin aai - pattah nahin kya (k)ho geya hai :(
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: Fiqre Se Fiqrah======

              raat ko jab neend nahe ate to really bohat gussa aata ha.kuch samajh he nahe ata ky kia keroo ..:embarasse

              Comment


              • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                gussa bohat kharaab hota hai aur gussay mei insaan apnay hosh kho bethta hai :fuming:

                Comment


                • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                  phir gussa khatam hony kay baad hosh ko ja ker dhond ker lana perta hai :p:zuban:

                  Comment


                  • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                    or ager hosh na milay to smagh lain kay abb app ko sari dunya zindagi bhar pagel kahay gi kun kay gusay may insan paglo say bhi bater ho jata hay :lol
                    http://www.genericviagra2015shop.com/

                    Comment


                    • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                      Is laiy ager aap chahty hain k loog apko pagal na kahy to apno hosh ko sambhal ker rakhna chahiyay gussay mai bhe aur us ki hifazat kerne chahiyay..kioky akser gussay main he hosh kho jata hai bary mazy sy :p:wk

                      Comment


                      • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                        Ghussa haram hota hai, magar yeh woh cheez hai jis per qaboo paana bohat mushkil hota hai, qaboo paa lein to bohat kuchh hasil ho jaey - magar......
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                          mager gussa kerte waqt aksar is baat ko nazer andaz kiya jata hai......

                          Comment


                          • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                            agar yeh baat nazar andaaz na ho aur insaan issey apney sha'oor mein rakhey to phir ghussa karey hi kyun`????
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                              lakin kuch log hote hain jinhen gussa bahut kam ata hai mujhey herat hoti hai un logon ke zabt per ...

                              Comment


                              • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                                zabt karna bhi aik kisam ki ibadat hai. Bohat kuchh bardasht karna bhi kisi kisi ka kaam hai.
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X