Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Apka Khiyaal About Co-Education?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

    Originally posted by Spy009
    Khisyani billi khamba nochey
    BILLI to thiiik hai :eye: :eye:
    per khisyani........
    khisiyaani sirrf bille hote hain bilayan nahi ok?:khi: :lpop:

    Comment

    • #62
      Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

      [quote=Spy009]
      Originally posted by Barish

      Yes zaroori nahin hai but
      For and against ke options mein opinion dalen, aur jiske taraf zyadah points ho wahi uske points huwe...comparatively you'll find out co ed is more benefitted than other education pattern.
      Apk nazdeek kisse cheez ko judge kerne ka crieteria kiya hai?

      ap is ques ka answer dain isske baad main apki baat per kuch keh sakon gi

      KHUSH RAHIYYE!

      Comment

      • #63
        Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

        Originally posted by Barish
        Here i also agree wid ur views
        per according 2 UMMID SIS.......
        co-education ki waja se moqe ziada or easily faraaham ho jaate hain burai k phelne k......

        baqi acche bure log no doubt her jaga hote hain or jo burai ka rasta nikalna chahin wo nikaal bhi lete hain....

        KHUSH RAHIYYE!
        :rose :rose :rose :rose :rose

        Comment

        • #64
          Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

          Originally posted by Last Knight
          :rose :rose :rose :rose :rose

          KHL bhai apne co-education ko ISLAMIC POINT OF VIEW se sahee sabit kerna tha

          we r waiting 4 that:)

          Comment

          • #65
            Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

            Originally posted by Barish
            KHL bhai apne co-education ko ISLAMIC POINT OF VIEW se sahee sabit kerna tha

            we r waiting 4 that:)
            dear main ny jo baat kee thi...
            Osy hum deduction kehty hain .....
            yehni k ager koi kaam hu raha hun aur os kee taraz ka koi aur kaam ker lia jay.....
            jaisa k main ny bataya tha k Jang main male aur female sath huty hain...HAJ main b aisa hee huta hay....................ager hum taleem hasil kerain jaisa k kerny ka HAQ haiy aisa hee dil main rakhy k hum Jehad ker rahay hain...
            to pher ager hamara zehan yeh samjy k hum aisy hee hain jaisa k es new world kee technolgy hasel kerny k liy Jang kee tiyari ker rahain hain....
            --------------------------
            khair wohan main ny sabit ka keh ker shaid ghalti kee thi........:tauba
            kiun k ager main sabit ker doo to pher kia hee baat hay
            sorry for tht......................................

            Comment

            • #66

              JAANG k halaat or HAJJ k halaat TALEEM KERNE se buhat alag hain.....taleem hasil kerne k liye apko atleast 14/16 classes or even more than that perhna hota hai.....

              Student life enjoy kerne k liye hoti hai to us mai her insaan khul ker jeena chahta hai.....q k teenage bhi khatam ho rahi hoti hai....co-education mai ap curricular activities main participate nahi ker sakte......na hi ap khul ker jee sakte ho q k apko kuch baton ka khiyaal rakhna perta hai

              JAANG or HAJJ 2 serious n RELEGIOUS events hain in mai fitne ka kon soch sakta hai??

              PERHAAI koi serious ya RELEGIOUS cheez nahi hai is main enjoyment/friendship/participation ye sab ho sakta hai is liye apk us rule ko hum yahan implement ker k ISLAMIC point of view se co-education ko thiik nahi keh sakte

              no need of sorry!:)
              hum ik discussion ker rahe hain or discussions aksar pationate ker deti hain to hum aise batin ker dete hain......apne apni taraf se to proove kerne ki koshish ki thi na....its ok bhai!

              KHUSH RAHIYYE!

              Comment

              • #67
                Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                [quote=Barish]
                Originally posted by Spy009

                Apk nazdeek kisse cheez ko judge kerne ka crieteria kiya hai?

                ap is ques ka answer dain isske baad main apki baat per kuch keh sakon gi

                KHUSH RAHIYYE!
                Points already bataya chuka hai, chalo phir se bata deta hoon,

                Kisi chiz ko judge karney ke criteria yeh hai ke main sabse pehle dekhta hoon, ke wo
                1.) Kitna fayedemand hai, aur justified hai (in positive sense)
                2.) Awam ko kitna fayeda ho raha hai
                3.) Advance technology, naye khyalata
                4.) Time ke saath chalna (in positive sense)

                Bata diya...ab ladna matt
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment

                • #68
                  Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                  Originally posted by Barish
                  co-education mai ap curricular activities main participate nahi ker sakte.....

                  Kis ne kaha extra curricular mein participate nahin kar saktey, kartey hain upto 12th stadard tak boy-girls both participate, extra curriculam, school functions, PTA Meeting, Annual Function, Festival function, Dance and stage drama etc. etc.

                  they boty participate very well.

                  PERHAAI koi serious ya RELEGIOUS cheez nahi hai is main enjoyment/friendship/participation ye sab ho sakta hai is liye apk us rule ko hum yahan implement ker k ISLAMIC point of view se co-education ko thiik nahi keh sakte

                  no need of sorry!:)
                  Phir Islam...maine pehle bataya ke Islamic point of view se sochenge...to itney saarey replies honge...ke padhtey padhtey...:budhu:
                  Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                  Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                  Comment

                  • #69
                    Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                    Originally posted by Barish
                    JAANG k halaat or HAJJ k halaat TALEEM KERNE se buhat alag hain.....taleem hasil kerne k liye apko atleast 14/16 classes or even more than that perhna hota hai.....

                    Student life enjoy kerne k liye hoti hai to us mai her insaan khul ker jeena chahta hai.....q k teenage bhi khatam ho rahi hoti hai....co-education mai ap curricular activities main participate nahi ker sakte......na hi ap khul ker jee sakte ho q k apko kuch baton ka khiyaal rakhna perta hai

                    JAANG or HAJJ 2 serious n RELEGIOUS events hain in mai fitne ka kon soch sakta hai??

                    PERHAAI koi serious ya RELEGIOUS cheez nahi hai is main enjoyment/friendship/participation ye sab ho sakta hai is liye apk us rule ko hum yahan implement ker k ISLAMIC point of view se co-education ko thiik nahi keh sakte

                    no need of sorry!:)
                    hum ik discussion ker rahe hain or discussions aksar pationate ker deti hain to hum aise batin ker dete hain......apne apni taraf se to proove kerne ki koshish ki thi na....its ok bhai!

                    KHUSH RAHIYYE!
                    :phool: :phool: :phool:

                    Comment

                    • #70
                      Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                      [quote=Spy009]
                      Originally posted by Barish

                      Points already bataya chuka hai, chalo phir se bata deta hoon,

                      Kisi chiz ko judge karney ke criteria yeh hai ke main sabse pehle dekhta hoon, ke wo
                      1.) Kitna fayedemand hai, aur justified hai (in positive sense)
                      2.) Awam ko kitna fayeda ho raha hai
                      3.) Advance technology, naye khyalata
                      4.) Time ke saath chalna (in positive sense)

                      Bata diya...ab ladna matt

                      MAIN NAHI LERTI:tauba coz i m MASHOOM BACCHI:lpop: :eye:

                      apka or mera crieteria different hai isse liye hamare views main contradiction hai....

                      mera 1st crieteria kise bhi cheez k liye khaas tor per wo cheez jo hamari life mai daily shaamil hai usko judge kerne k liye me ka 1st crieteria ye hai k RELEGION allow kerta hai ya nahi?

                      ager RELEGION yes ker de to phir wo cheez honi chahiye otherwise nahi....

                      baaqi usk baad mera crieteria bhi approx wahi hai jo apka hai...

                      waqt k sath chalna chahiye lekin apni tehzeeb ko bholna nahi chahiye wo batin jo ab puraani ho gaain lekin faidemand hain main unko nahi chorti.....

                      anyways thx 4 ur comments!

                      (Relegion ko 1st crieteria dene ka matlab ye nahi hai k mAin buhat acchi Muslim hon ya ISLAM ko properly follow kerti hon......aksar ghaltiaan hoti hain jaan bojh ker)

                      KHUSH RAHIYYE!

                      Comment

                      • #71
                        Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                        Originally posted by Spy009
                        [/color][/size][/font]

                        Kis ne kaha extra curricular mein participate nahin kar saktey, kartey hain upto 12th stadard tak boy-girls both participate, extra curriculam, school functions, PTA Meeting, Annual Function, Festival function, Dance and stage drama etc. etc.

                        they boty participate very well.

                        [font=Comic Sans MS][size=4][color=#4169e1]

                        Phir Islam...maine pehle bataya ke Islamic point of view se sochenge...to itney saarey replies honge...ke padhtey padhtey...:budhu:
                        wo to mujhko bhi pata hai k participate kerte hain co-education mai both boys n girls:hathora ......common sense ki bat hai jab ik institute mai perhte hain to uski tamaam activities main sath sath hi shamil hon ge na:tauba

                        mere kehne ka matlab tha k co-edu mai sath participation ker k hum again wahi kuch kerte hain jis se ISLAM mana kerta hai
                        or ager ISLAM ko follow karna chahin co-edu mai bhi to hum cirriculum activities main PARTICIPATE NAHI KER SAKTE

                        ab ai meri bat samajh???:tauba :tauba

                        ISLAMIC point of view ko hum nahi chorr sakte spy bhai.....ager ye considerations bhi choor diin to kiya haal ho ga hamara?

                        ISLAM ko 95% bhulaai bethe hain hum muslims isse liye aj western ko copy kerte hain or eastern se buhat peeche hain ager ISLAM ko consider kerna bhi chor diya to sochain phir humin khud ko MUSLIM kehne ka HAQQ kitne percent hamare pas rahe ga?

                        Comment

                        • #72
                          Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                          Originally posted by Last Knight
                          :phool: :phool: :phool:
                          :lpop: :lpop:

                          Comment

                          • #73
                            Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                            Originally posted by Barish

                            mere kehne ka matlab tha k co-edu mai sath participation ker k hum again wahi kuch kerte hain jis se ISLAM mana kerta hai
                            or ager ISLAM ko follow karna chahin co-edu mai bhi to hum cirriculum activities main PARTICIPATE NAHI KER SAKTE

                            ab ai meri bat samajh???:tauba :tauba
                            Daadi Amma...:bteeth: kis zamaney ki shakhshiyat hain aap
                            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                            Comment

                            • #74
                              Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                              Originally posted by Spy009
                              Daadi Amma...:bteeth: kis zamaney ki shakhshiyat hain aap
                              Uncle main dadi maa nahi MASHOOM BACCHI hon......:hathora :slap:

                              Main us zamaane ki shakhsiyat hon jis zamaane ko koi nahi jaan sakta....:lpop: bara unique zamana hai wo.......
                              zamana dewana

                              Comment

                              • #75
                                Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                                Originally posted by Barish
                                Uncle main dadi maa nahi MASHOOM BACCHI hon......:hathora :slap:

                                Mashoom Bachhi...batein to Daadi Amma ki jaisi karti ho...:sword: :tumain:

                                :chair:

                                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                                Comment

                                Working...
                                X