Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Apka Khiyaal About Co-Education?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

    Originally posted by Spy009
    [/color][/size][/font]
    Mashoom Bachhi...batein to Daadi Amma ki jaisi karti ho...:sword: :tumain:


    :chair:
    Me se jhagra nahi kerne ka.....
    warna me u ko aisa ker don gi

    Comment


    • #77
      Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

      Originally posted by Barish
      Me se jhagra nahi kerne ka.....
      warna me u ko aisa ker don gi
      Afwaaon pe dhyan naa den:hb: :bskb:
      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

      Comment


      • #78
        Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

        Originally posted by Spy009
        Afwaaon pe dhyan naa den:hb: :bskb:
        Main to nahi deti dihaan :salam: :lpop:

        Comment


        • #79
          Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

          :lol :thmbup: Jaisa k yehan per behas chal rahi rahi hay........
          es ka to yehi matlab hay k co-education nahi huni chayee....
          choti choti baaton ko aik bara issue bana laina kaha ka asoool hay??

          Comment


          • #80
            Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

            Originally posted by Barish
            MASHALLAH NICE THOUGHTS SIS!:thmbup: :thmbup:
            Carry on!!!

            Apne buhat khoobsoorat words use ker k bat ko waqai buhat clear kiya hai n i m also wid u.....

            thx 4 sharing ur opinion!
            KHUSH RAHIYYE!:)
            shukriya baarish sis aap ne tabiyat khush kardi.................
            jab koi hum khayal mil jaye tu kitni khushi hoti hai na?
            mujhe bhi bauhat khoshi ho rahi hai!
            jo co-ed ko taraqi samajhte hai such dil karta hai unhein apne ustadon se milaon jo co-ed mei nahi padhe lakin hamesha merit mei aaye hain or aaj keh dur ki har nayi technology se ummda tur per waqif hai.
            khush rahiye!

            Comment


            • #81
              Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

              Originally posted by Last Knight
              :lol :thmbup: Jaisa k yehan per behas chal rahi rahi hay........
              es ka to yehi matlab hay k co-education nahi huni chayee....
              choti choti baaton ko aik bara issue bana laina kaha ka asoool hay??
              LK sahab (with due respect)
              choti choti baatein hi bade masalon ko janam deti hai!
              burai ka khatma shoro mei hi ho jaye tu accha hota hai kyun keh pude ko jad se allag karna aasan hai pedh ko nahi!
              khush rahiye
              allahafiz.

              Comment


              • #82
                Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                Originally posted by Spy009
                Your quote italic highlighted is totally wrong, aap kis zamaney ki baat kar rahey hain, log chand per ja chukey hian, space mein tair rahey hian, Mars pe bahut jald insan ka qadam step inn honey wala hai...aur yeh aurat mard ke bich mein farq laa kar ham yaqeenan 12th century mein pahunch jayenge.

                Rah gayi burai wali baat to yeh to sirf aur sirf girsl hostel mein bhi milega, buray log sabhi jagah hain, sabhi mahol mein hain, iska yeh matlab nahin ke co ed bura ho gaya.

                Co ed agar na ho to girls bahut peechhey rah jayengi, unka dayera kitchen, silayi kadhayi tak hi rah jayega.
                Phir to ladkiyan Medical, MBA karney se rah gayi

                Aaj puri duniya mein co ed hai, agar co education nahin hai to uska education standard low hai and education pattern will be unrecognized, jiska koi value nahin hoga.
                Chand per pohanch jaane se
                Mars per step rakh dene se




                Hum ab farq nahi kerte ise liye hi to aj kal kuch families main boys ki tarah ab girls se bhi nahi poocha jata k ap late q ai???.......sara day or nit eager wo concerts mai spend ker dain to bhi koi farq nahi perta unko jo AURAT or MARD k darmiaan k farq ko khatam ker chuuke hain





                Baqi MBA separate institutions bhi kerwate hain

                Comment


                • #83
                  Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                  Originally posted by ummid
                  assalamaalaikum.
                  mr. spy009
                  mein usi zamane ki baat kar rahi hon jis mein aaj hum or aap saans le rahe hai.


                  I think now I am more clear. Phir bhi koi etaraz ho tu shoq se uthaiye, I am always ready to clear my point of view.
                  Khush rahiye.
                  Allahafiz.

                  Walikum Assalam SIS!





                  Comment


                  • #84
                    Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                    Originally posted by Spy009
                    Salam

                    Aap itni jal kyon gayi...yeh koi maidan e jung to nahi...apna apna opinion pesh kiya gaya hai,
                    Chand ki khoobsurati aur badsoorati se matlab nahin hai, baat ho rahi hai taraqqi ki,

                    Har chiz ka negative pahloo nahin hota, pabandiyan jahan zyadah hoti hain, wahin se ladkiyan zyadah bhagti hain, aur koun kahta hai ke wahan burayiyan nahin hoti, boys ko choren...girls hostel ka jayeza len...achhey boorey log sabhi jagah hai to iska result poorey pe nahin dalna chahiye. Insaan ko waqt ke saath chalna chahiye, log 12th century lantern wale zamaney pe to nahni jayega naa....jahan log soap ki jagah mitti se nahatey thay.
                    Western ka ham blame lagatey hain zara imaandari se batayen koun Eastern country hai jo western ko follow nahin kar raha hai, Europe aur US ki burayi kartey hain lekin jana wahin chahtey hian, job wahin karna chahtey hain. Filme, music, dance western design garments se koun Eastern country bacha hai, aap Pakistan ke hain Islamic country hai to weekend Friday ki jagah Sunday kyon hai. To jo qaul hai wo fa'a nahin, to blame lagana naa insaafi huwi, iss liye hamey waqt ke saath chalna chahiye, warna peechey rah gaye to result ghulami ka hoga.
                    sorry 2 say per co edu ki favour ker k ap bhi western culture ko follow ker rahe hain

                    co-edu k beghar hum kiya waqt ka saath choor dete hain???kiya hum dunya ki news se na-ashna ho jate hain???kiya latest tech n books perhna hamare liye gunah-e-kabeera ho jata hai???

                    ghulami se nijaat k bad kiya Quaid-e-Azam ne ye kaha tha k KHABARDAAR JO SEPARATE INSTITUTE MAI PERHE WARNA PHIR SE GHULAAM HO JAO GE?

                    kiya unho ne ghulami ki reason mai kabhi separate edu ko blame diya?

                    kiya unho ne separate edu ko khatam kerne per emphasize kiya?

                    Comment


                    • #85
                      Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                      Originally posted by ummid
                      Tasleem!
                      First of all mein koi jali nahi hon! Or dusri baat mujhe yeh bhi pata hai keh yeh medan-e-jang nahi hai!
                      I totally agree with you keh har cheez ka sirf negative pehloo nahi hota!

                      Taraqi ke naam per auraton ka istehsaal karne walon ki koi kami nahi hai!
                      Islam ka duniya mein aana or duniya ke kone kone mei phelna yahi sub se badi taraqi hai iske baad aap kis taraqi ki baat kar rahe hai.
                      Aaj hum mazhab ki baat karte hoyed arte hai kyun ke istarah hum per buniyaad pasand or rajaat pasand (narrow mind) hone ki chaap pad jati hai.
                      Ek aur baat waqt ke saath chalna aur waqt ke saath badlna do alag baatein hai! waqt ke saath chalne ka matlab hai keh aap apne iqtedar, apni tehzeeb ko lekar naye zamane ki har cheez se aashna ho jaye. Or waqt ke saath badlne ka matlab hota hai aap apni tehzeeb-o-tamadun ko chod kar naye rang mein rang gaye!
                      Humein waqt ke saath chalna hai badlna nahi hai!
                      Aur raha sawal eastern countries jo west ko follow karti hai tu aap cheen ko deklein unhun ne apna culture nahi choda, japan ko deklen who bhi apne culture ko mazbooti se pakde hoye hai!
                      Jo accha ahi use dekein jo bigad gaya hai use sudharne ki koshish kijye!
                      Warna quran mein tu likha hi hai na:

                      Matlab TUMHARE LIYE TUMHARA DEEN MERE LIYE MERA DEEN.
                      Koi baat bori lagi ho tu SORRY!
                      aap ne apni raye di mein ne apni.
                      Khush rahiye.
                      allahafiz.
                      WELL SAID SIS!:clap:

                      this ques often arise in my mind that y only we r copying other cultures y not other follow our culture???

                      KHUSH RAHIYYE!

                      Comment


                      • #86
                        Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                        Originally posted by aabi2cool

                        aslamo alykum meri taraf se sab behan bhaiuon ko , mery khiyal main hamray moashry ka sab se bara almiya ye hy k jab kabhi bhi hameen kisi baat per guftgu kiliye kaha jata hy to hum asal mozu se hut jaty hain aur aik dosry ki ikhtilafi raay ko bardasht naheen karty .ab yahaan bhi yehi hua hy k mohtarma ny jo sawalaat kiye hain un main aik sawal ye bhi tha k ...kia aap k khiyal main co-education islamic socity kiliye nuqsan de hy ya iss ka hona koi ghalat baat naheen?
                        ye tah asal sawal jis ka hameen jawab dena chaiye tha kiuonk muslmaan hony k naty hameen is hi sawaal par gour karna chaiye tha aur islamic point of view peesh karna chaiye tha jo k islaam ki demand hy?likin afsoos sab ny apni apni zati raay to de k k hameen co education pasand hy iss liya aur iss k ye ye faydey hain iss liye ye honi chaiye likn asal sawal ka jawab kisi ny naheen diya seway khalil sahib k unhoon ny jung k waqea se qayaas karty huy co education ko jayez qaraar diya aur sath main likha k islaam main iss ki ijazaat hy (likin pata naheen wo islaam kon sa hy )mery khiyaal main ye un ki apni zaati ray hy aur wo akasar iss kisam ki ray de jaty hain ?begair mutalia kiya .
                        rahi baat ye k co education islamic socity kiliy achi hy ya naheen to seedhi se baat hy k ye deen ALLAH ki tarf se nazil karda hy aur sharee qawaneen khuday bazrg u bartar k banay huy hain un main hargiz koi siqam yani kami naheen ho sakti lehaza jab islaam mardo aur urat k azadana ikhtilaat ko mana farmata hy to lazmin iss main hikmateen ziyada hian un faydoon ki banisbat jo aap tamaam loogon ny co education k haq main diye hain . ab mery khiyaal main mujh ko yahaan mardo aurat k azadana ikhtlaat par koi quran o aur sunnat se dalil peesh karny k zaroorat naheen kiuon k aap sab log hi janty hon gay iss mozu par aap logon ny zaroor khuch na khuch paraha hoga.lehaza hameen chaiye k hum apny deen ka defa kareen na k magrbiyat zada moashray se mutasar bhokar apny deen hi ka huliya begaar leen .w/slaam aabid:phool:

                        Walikum Assalam!

                        thx k apne mere topic k keen point ko jana.....
                        n thx 4 sharing ur precious opinion!

                        KHUSH RAHIYYE ALWAYS!

                        Comment


                        • #87
                          Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                          Originally posted by Last Knight
                          humm
                          dekhain G yehi sabit hugia hay k ager asad perhta raha hy to es ka matlab hay k theek hee hay:mm:
                          innnnnnnnna nicoooo or solid proof....:kr: :slap: :D

                          Comment


                          • #88
                            Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                            Originally posted by Last Knight
                            :lol :thmbup: Jaisa k yehan per behas chal rahi rahi hay........
                            es ka to yehi matlab hay k co-education nahi huni chayee....
                            choti choti baaton ko aik bara issue bana laina kaha ka asoool hay??
                            JI OR MAIN CO-EDUCATION K NAA HOONE KO PROOF KER CHUKI HON......!!!:eye:

                            TO JEET HOI SEPARATE INSTITUTIONS KI.....:lpop: :lpop:

                            ME n UMMID SIS n abbi bhai r the winners!

                            Comment


                            • #89
                              Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                              Originally posted by ummid
                              shukriya baarish sis aap ne tabiyat khush kardi.................
                              jab koi hum khayal mil jaye tu kitni khushi hoti hai na?
                              mujhe bhi bauhat khoshi ho rahi hai!
                              jo co-ed ko taraqi samajhte hai such dil karta hai unhein apne ustadon se milaon jo co-ed mei nahi padhe lakin hamesha merit mei aaye hain or aaj keh dur ki har nayi technology se ummda tur per waqif hai.
                              khush rahiye!

                              Thakuus sis! or is main apne bhi mera buhat sath diya so me too thankful 2 u!:phool:

                              ji buhat se aise cases bhi hain jo bacche street lights ki roshni mai perh ker or taat k schools se perh ker buhat aage gai or successful rahe......co-education is not a key to modern world n technology......u can go 2wards succuess n new world by separate institutions also!:)

                              :rose KHUSH RAHIYYE ALWAAYS!:rose

                              Comment


                              • #90
                                Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                                :masha
                                Originally posted by Barish
                                JI OR MAIN CO-EDUCATION K NAA HOONE KO PROOF KER CHUKI HON......!!!:eye:

                                TO JEET HOI SEPARATE INSTITUTIONS KI.....:lpop: :lpop:

                                ME n UMMID SIS n abbi bhai r the winners!
                                :tauba :tauba
                                Mubarak hu pher tto mithaii khilaain

                                Comment

                                Working...
                                X