Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Apka Khiyaal About Co-Education?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

    Originally posted by Last Knight
    :masha :tauba :tauba
    Mubarak hu pher tto mithaii khilaain

    Thankuus
    Mithai u ko SPY BHAI khilaain ge thiik?:lpop:

    Comment

    • #92
      Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

      Originally posted by Barish

      ME n UMMID SIS n abbi bhai r the winners!
      yahoooooooooooooo

      Comment

      • #93
        Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

        Originally posted by ummid
        yahoooooooooooooo
        :eye: :lpop: :eye:

        Comment

        • #94
          Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

          Originally posted by Barish
          Chand per pohanch jaane se
          Mars per step rakh dene se

          Hum ab farq nahi kerte ise liye hi to aj kal kuch families main boys ki tarah ab girls se bhi nahi poocha jata k ap late q ai???.......sara day or nit eager wo concerts mai spend ker dain to bhi koi farq nahi perta unko jo AURAT or MARD k darmiaan k farq ko khatam ker chuuke hain

          Baqi MBA separate institutions bhi kerwate hain

          Aap ki koi thos dalil nahin hain, zabardati ke 1-2 puraney example de kar ham sachayi se munh nahin chhipa saktey, aap kah rahi hain ke koi zaroori nahin ke koi co ed se qualified hai to uski favor karey...kyon nahin karega...?...apne co ed ko zabardasti Islam se jod diya...hamari roz marra ki zindagi mein kitney aise fa'al hain jise Islam ijaazat nahin deta...phir bhi log kartey hain, taalim haasil karna gunah to nahin.

          btw maine kaha ke aaj ka zamana co ed ka hai, co ed ke education policy ala terin aur advance hota hai banisbat seperate education policy ke, aur aaj puri duniya mein co ed hai, hamey zamaney ke saath chalna chahiye.

          Aap ko apney tareeqe ke education policy mubarak ho, mujhey apne tareeqe ka.

          Further No More Discussion

          Allah Hafiz
          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

          Comment

          • #95
            Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

            Assalaam o alekum,

            Barish, ummid & abid main aap teenoon ki daleeloon se poori tareh se muttafiq hun :thmbup: :thmbup: :thmbup: :salam: :salam: yeh khud ko modernern kehnien waale such poochoo to modern bhi nahin hain
            :tang: RISK IS MY BUSINESS

            DANGER IS MY GAME

            DONT PLAY WITH ME
            BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

            Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

            Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

            Comment

            • #96
              Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

              Originally posted by Spy009
              .

              Further No More Discussion
              assalamaalaikum
              bhai hum kahan discussion kar rahe hai:cc:
              baat tu kab ki khatam ho choki hai. hum log tu jeet bhi gaye hai
              kahi aap jealousssssssssssssssssssssssss tu nahi ho gaye.(joking)
              khush rahiye.
              or haan! zamane ke saath chaliye apne aap ko badaliye mat.
              allahafiz.

              Comment

              • #97
                Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                Originally posted by khurram_shaikh

                thankssss a lot khurram bhai.

                Comment

                • #98

                  mere diyye hoe tamaam dalaayil bilkul THOOS the ager nahi hoote to ap "FURTHER NO MORE DISCUSSION" ka banner nahii uthaate.....balk merii batoon ka jawaab dete!

                  Dalaayil to aapke bilkul KHOOKLE the......u said k co-edu institutes advanced technology,modern thoughts se equipped hoote hain per i can give u the proof of mannnnnnny separate institutes which r separate but r equipped wid advanced technology n modern thoughts!

                  so apki kahii hoe baat 0% bhi SAHEE SABIT nahi ho paai!

                  Poore dunya mai FAHAASHI bhi aam hai to kiya humin POOORI DUNYA K SAATH CHALNE KI KHAATIR AB ISKO BHI APNANAA PARE GA?

                  copy wo karin jo +ve ho.......chahe old ho ya new.......!!!

                  apke is FURTHER NO MORE DISCUSSION se discussion CLOSE NAHI HO JAI GI SIR!

                  discussion is still open 4 those who wanna DISCUSS!

                  thx 4 ur contribution(ager dosri side nahi hooti to discussion ka maza nahi ata) n Allah Hafiz!:salam:

                  Comment

                  • #99
                    Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                    Originally posted by khurram_shaikh
                    Assalaam o alekum,

                    Barish, ummid & abid main aap teenoon ki daleeloon se poori tareh se muttafiq hun :thmbup: :thmbup: :thmbup: :salam: :salam: yeh khud ko modernern kehnien waale such poochoo to modern bhi nahin hain
                    Walikum Assalam!!

                    :) :) :) :) :) :) :)
                    :) :) :) :) :) :)
                    :) :) :) :) :)
                    :) :) :) :)
                    :) :) :)
                    :) :)
                    :)

                    WELL SAID BHAI!:clap:
                    n thx a lottt 4 ur kind support!!!:salam:

                    Comment

                    • Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                      Originally posted by ummid
                      assalamaalaikum
                      bhai hum kahan discussion kar rahe hai:cc:
                      baat tu kab ki khatam ho choki hai. hum log tu jeet bhi gaye hai
                      kahi aap jealousssssssssssssssssssssssss tu nahi ho gaye.(joking)
                      khush rahiye.
                      or haan! zamane ke saath chaliye apne aap ko badaliye mat.
                      allahafiz.

                      Walikum Assalam!

                      Humko humki JEET per khushi hai chahe koi discussion close kare ya open

                      Comment

                      • Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                        yehan b co education chal rahi hay kia??:)

                        Comment

                        • Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                          Originally posted by Last Knight
                          yehan b co education chal rahi hay kia??:)
                          :cc: :tauba Nahii toooo:lpop:

                          Comment

                          • Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                            Originally posted by Barish
                            Walikum Assalam!!

                            :) :) :) :) :) :) :)
                            :) :) :) :) :) :)
                            :) :) :) :) :)
                            :) :) :) :)
                            :) :) :)
                            :) :)
                            :)

                            WELL SAID BHAI!:clap:
                            n thx a lottt 4 ur kind support!!!:salam:
                            Assalaam o alekum,

                            Its not any kind of support baarish mainien usse hi shaabaashi di jisse deni chaahiye thi so no need of sayin thnx its my duty to encourage ppl like u :) :) rahi baat perhnien ki to perhnien waalaa kahin bhi perh saktaa hai isskaa experience mujhe hai mainien apni perhaayi CONVENT SCHOOL mien shuru ki lekin 12th se aage nahin jaa sakaa jabke wahin mere chhootaa bhai nien MUNICIPAL school mien perhaayi ki aur aaj woh MBA hai
                            :tang: RISK IS MY BUSINESS

                            DANGER IS MY GAME

                            DONT PLAY WITH ME
                            BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                            Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                            Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                            Comment

                            • Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                              Originally posted by khurram_shaikh
                              Assalaam o alekum,

                              Its not any kind of support baarish mainien usse hi shaabaashi di jisse deni chaahiye thi so no need of sayin thnx its my duty to encourage ppl like u :) :) rahi baat perhnien ki to perhnien waalaa kahin bhi perh saktaa hai isskaa experience mujhe hai mainien apni perhaayi CONVENT SCHOOL mien shuru ki lekin 12th se aage nahin jaa sakaa jabke wahin mere chhootaa bhai nien MUNICIPAL school mien perhaayi ki aur aaj woh MBA hai
                              Walikum Assalam!
                              Hmmmmmmm.......:) :)
                              ab to mai thx bhi nahi ker sakti!

                              4 shukerya 4 sharing ur experience!!!
                              buhat se loog choote choote schools n colleges se perh ker buhat aage tak jaate hain no doubt!

                              Comment

                              • Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                                Originally posted by khurram_shaikh
                                mere chhootaa bhai nien MUNICIPAL school mien perhaayi ki aur aaj woh MBA hai
                                Great...God bless your younger brother...he is the real qualified persona
                                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                                Comment

                                Working...
                                X