Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

MUBAHISA: Apka Khiyaal About Co-Education?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

    plzzzzzzzzzzzzz LK i also want to know!
    jald az jald sabit kijye!
    (frankly telling dn't take this as taana)

    Comment


    • #47
      Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

      Originally posted by Last Knight
      Nice
      G main to co.education k Hak main hun
      kiun k main ny co education kee hay
      ..........................
      1 sab sy pehly to pakistan main to es k buhat hee faidy hain
      aik to yeh k es gharib mulak main buhat hee kam institute hay jo k alag alag hun male aur female k liy.....
      to yehan aik kee college main taleem huny chayee
      2
      kiun k female zra imaginative huti hain un sy hum new new idiaz b ly sakty hain
      3 mukably ka ruhjan paida huta hay...

      4 aur last main sab sy aham
      hamra islamic socity b es kee ejazat daita hay heeran hain na kaisy
      wo aisy k
      1400 sall pehly Jang main mardoon k shanabashana female ny jang lari hay
      aur sutdent k qalam kee siyahii shaheed k khoon sy ziyada afzal hay
      to aurtain mardon k sath jang larr sakti hay mil ker to kia taleem nahi hasal ker sakti
      aur baakee
      burra zehan her jaga huta hay
      .....................................
      main to co education ko hee prefer kronga
      Last edited by Shaim; 21 January 2006, 13:30.

      Comment


      • #48
        Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

        Originally posted by Spy009
        I am totally against of your thoughts,

        Jab Pegham shuru shuru mein aaya tha to issi tarah ka related subject tha mujhe yaad nahi aa raha hai, shayad Aanchal ji ka start kiya huwa thread tha,
        aap search karen wahan answer mil jayega

        Co ed kisi bhi ma'eyne mein bura nahin hai balke co ed se qualified boys girls ek kaamyab mentality ka personality hota hai, kahin bhi job talash karney ya self settle honey mein ussey koi dushwari nahin hoti hia, unka thinking deegar logon (students) ke comparatively higher hota hai.
        personal experience
        Maine 8th standard tak Co ed mein padha, saath hi 4 years ka co ed public school (MRB Public School, Delhi) mein teaching bhi kiya.










        Comment


        • #49
          Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

          Originally posted by Spy009
          Aayie Co Education ke fayede ginwata hoon,

          1.) Aaj puri duniya mein co education hai, jahan nahin hai (as mainly reason of obstacle is Islam) wahan ka education standard globally bahut low hai. exampale Middle East.
          2.) Co ed schools mein bhejne wale students ke parents bhi qualified hotey hian, unhen regular students ke status se update kiya jata hai, parents bhi bahut attentive and active hotey hain
          3.) Co ed mein chunke monthly fees deni padti hai, iss liye coparatively Govt. School ke students se Co ed ke students 1000 times better hotey hain, aur teachers they are punctual, active, attentive, inspiring, homely, caring, loving and friendly behave, iss liye students aur teachers mein koi deewar nahin hota, students behichak problem pucchhtey hain, jisk solve karna teachers ka DUTY hota hai, kyon ke unn teachers ke uper bhi kisi ka monitor hota hai, controled by some one.
          4.) Co ed mein students ke problems ko baareek bini se dekha jaata hai, parents ke complains bareek bini se dekha jaata hai, uske feed back within time hota hia
          5.) Co ed mein dull students ke uper special care hota hai, special class lagayi jati hai.
          6.) Advance technology, yaa alag alag ways se students mein taalim di jaati hai.
          7.) and many more.
          Ahaan.......:tauba
          1.This is not the case spy bhai....main buhat se aise institutions ko jaanti hon jo standard wise buhat high hain + their edu-system is considered 2 b gr8....i know many separate institutions......can give u references but in Pakistan!

          2.Not essential.....n it is also not neccessary that if parents r well educated only then childern can b highly educated....buhat se log villeges se aate hain or buhat sa perh jaate hain.....main separate institution mai perhti hon n :alhamd: my family background is well educated!

          3.:tauba :tauba regular fee ya semester wise fee to her institution mai hi deni perhti hai....per hamare haan only moderate people used 2 join co-edu.....thatz y it is considered that only they can pay high fees....
          But here many separate institutions have high fee n standard education!Me ki mere teachers se frankness hai in the case of studies n the enviroment of our classes is very frank!

          4.Every highly standard institution has this sort of quality......2've feedback 4om student side n then do practice according 2 that.....no differenciation of co-edu n sep-edu

          5.Again it depends upon the standard......separate institutions have also high standard n recognition....so this aspect is also practised there

          6.high technology is used in every institution there is no hurdle in the way of separate institution 2wards latest technology.....

          7. wat else?

          Comment


          • #50
            Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

            Originally posted by Spy009
            Boys and Girls mein competition ke jazbaat jaagtey hain, ek dusrey ko peechhey chhorney ke liye deeply study kartey hian jiska result bahut hi achha hota hia.
            Competition to sep-institutes mai bhi hota hai......gold medalist to wahan bhi hoote hain......competition among same gender bhi ziada hota hai......thatz y aksar position holders wahan hoote hain.....
            young generation ki psychi hi kuch aise hai k they love competition.......opposite gender is not a factor 2 accelarate that

            Comment


            • #51
              Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

              Originally posted by Withoutsoul

              HMMMMMMMMM
              NICE TOPIC HAI.....
              1. CO-EDUCATION SAI THOUGHTS MAIN WUS-AT AATI HAI....
              2. COMPETITION KI WAJAH SAI INTEREST BARHTA HAI.... (DEPENDS ON TEACHERS AS WELL)
              3. CONFIDENCE DEVELOP HOTA HAI.

              BAQI BURAY ACHAY LOG HAR JAGAH HOTAY HAIN.....

              1.wus'sat to perhai ker k bhi a jati hai is k liye co-edu is not an imp factor
              2.intrest in?????:tauba ......waase teachers acche hon to intrest wase hi berh jata hai + depends k subjects apko pasand hain k nahin
              3. students in separate institutions r also very confident!

              Comment


              • #52
                main aap se ittifaq naheen karta barish sister ,main manta hon k ALLAH ny mardo aur urat main fitrati atraction rakhee hy likin iss ka ye hargiz matlab naheen k koi bhi larka behan jayse azeem reshty ko apni toheen jany , aik muslim kiliye behan ka reshta na serf nasbhi tour per baes e fakhar hy balky sab se pehly har mard aur urat apas main reshta e islam ki wjha se behan bhai hain aur islam ka koi bhi reshta kisi bhi muslim kiliye baes e sharam naheen hona chaiye ..mery khiyal main aap meri baat samjh gae hongee..w/slaam aabi
                :cc:
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • #53
                  Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                  [quote=Barish]
                  quote]
                  aap ny zati ray hee pochi thi shaid:cc:

                  Comment


                  • #54
                    Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                    Originally posted by aabi2cool
                    main aap se ittifaq naheen karta barish sister ,main manta hon k ALLAH ny mardo aur urat main fitrati atraction rakhee hy likin iss ka ye hargiz matlab naheen k koi bhi larka behan jayse azeem reshty ko apni toheen jany , aik muslim kiliye behan ka reshta na serf nasbhi tour per baes e fakhar hy balky sab se pehly har mard aur urat apas main reshta e islam ki wjha se behan bhai hain aur islam ka koi bhi reshta kisi bhi muslim kiliye baes e sharam naheen hona chaiye ..mery khiyal main aap meri baat samjh gae hongee..w/slaam aabi
                    :cc:
                    Ager hum sahee sense main MUSLIM hoon tab apki bat 100% implement hoti hai aabi bhai.....per just think hum kitne percent acchi or pure thoughts rakhte hain next person k liye?
                    hamari her bat,her rishte mai milaawat hai.....

                    Bilkul ye buhat ghalat baat hai ager her boy her girl ko sister samjhe to hamari society kitni khoobsorat or pure c,tamaam burayon se paak ho jai gi.....

                    per aisa hota nahi hai thatz y i said that
                    i've heard these sort of things thatz y told u......this is my personal xperience + my observation about 90% !

                    Baqi minority acchi bhi hai no doubt!:)

                    Comment


                    • #55
                      Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                      [quote=Last Knight]
                      Originally posted by Barish

                      quote]
                      aap ny zati ray hee pochi thi shaid:cc:

                      ji bilkul:lol
                      zaati rai hi maangi thi but u said " MAIN NE CO-EDU KI HAI TO MAIN TO ISK HAQQ MAI HON"

                      thatz y i said k ik cheez ager hum karin to zarori to nahi hai k uska sath sirf isse liye dain q k wo hum ne kiya.........:) ..........we r not perfect.......can do rong,can think rong.......

                      so humin us bat ko support kerni chahiye jo SAHEE hai....beshak hum ne wo na kiya ho q k hamaari baat dosron ko acchai ki taraf deviate ker sakti hai

                      wat do u think?:blush:

                      Comment


                      • #56
                        Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                        Originally posted by ummid
                        co-education..........
                        i think humein co-education ko incourage nahi karna chahiye.
                        hum jis maashrey mein pale badhe hai wahan per ladkey or ladkiyon ke liye alag alag hoodod or qwanin hai. phir sub se badh kar fitarat ne marad or aurat ke bich jo kashish rakhi woh darasal ek ghar takhlikh karney ke liye ideal hai bus agar aap behtarin ghar takhlikh karna chahtey hai (jo hamari masharati zindagi ka sooton hai) tu aap ko mard or aurt keh har chor raste ki nafi karni chahiye. lakin is keh bajay hum or aap kya karte hai????????
                        hum jalti hoi aag per tail daltey hai or saath bachao bachao keh nare lagate hai or koi bewaqoof bhi hamein bachane nahi aata.
                        i think mein ne apni baat kafi clear kardi hai.
                        (this words are not my own words. kafi time pehle kahi padhey jo mere khayalat ki akkasi kar rahe hai)

                        MASHALLAH NICE THOUGHTS SIS!:thmbup: :thmbup:
                        Carry on!!!

                        Apne buhat khoobsoorat words use ker k bat ko waqai buhat clear kiya hai n i m also wid u.....

                        thx 4 sharing ur opinion!
                        KHUSH RAHIYYE!:)

                        Comment


                        • #57
                          Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                          Originally posted by Last Knight
                          Dear Umm
                          Choar rasty her jaga huty hain
                          jehan na b hun wohan b banay ja sakty hain...
                          ager hum co eduction k es liy khilaf hain k mard aur aurat koi khair ekhlaqi herkat na ker dain
                          to yeh baat theek nahi hay......
                          jehan coeducation nahi wohan b yeh sab kuch huta hay



                          waisy aap kee baat ny b kafee akasi kee hay:cc:

                          Here i also agree wid ur views
                          per according 2 UMMID SIS.......
                          co-education ki waja se moqe ziada or easily faraaham ho jaate hain burai k phelne k......

                          baqi acche bure log no doubt her jaga hote hain or jo burai ka rasta nikalna chahin wo nikaal bhi lete hain....

                          KHUSH RAHIYYE!

                          Comment


                          • #58
                            Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                            Originally posted by Spy009
                            Your quote italic highlighted is totally wrong, aap kis zamaney ki baat kar rahey hain, log chand per ja chukey hian, space mein tair rahey hian, Mars pe bahut jald insan ka qadam step inn honey wala hai...aur yeh aurat mard ke bich mein farq laa kar ham yaqeenan 12th century mein pahunch jayenge.

                            Rah gayi burai wali baat to yeh to sirf aur sirf girsl hostel mein bhi milega, buray log sabhi jagah hain, sabhi mahol mein hain, iska yeh matlab nahin ke co ed bura ho gaya.

                            Co ed agar na ho to girls bahut peechhey rah jayengi, unka dayera kitchen, silayi kadhayi tak hi rah jayega.
                            Phir to ladkiyan Medical, MBA karney se rah gayi

                            Aaj puri duniya mein co ed hai, agar co education nahin hai to uska education standard low hai and education pattern will be unrecognized, jiska koi value nahin hoga.
                            :tauba :hathora :slap:
                            Reply u later in detail

                            Comment


                            • #59
                              Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                              Originally posted by Barish
                              :tauba :hathora :slap:
                              Reply u later in detail


                              Khisyani billi khamba nochey
                              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                              Comment


                              • #60
                                Re: Apka Khiyaal About Co-Education?

                                [quote=Barish]
                                Originally posted by Last Knight


                                ji bilkul:lol
                                zaati rai hi maangi thi but u said " MAIN NE CO-EDU KI HAI TO MAIN TO ISK HAQQ MAI HON"

                                thatz y i said k ik cheez ager hum karin to zarori to nahi hai k uska sath sirf isse liye dain q k wo hum ne kiya.........:) ..........we r not perfect.......can do rong,can think rong.......

                                so humin us bat ko support kerni chahiye jo SAHEE hai....beshak hum ne wo na kiya ho q k hamaari baat dosron ko acchai ki taraf deviate ker sakti hai

                                wat do u think?:blush:
                                Yes zaroori nahin hai but
                                For and against ke options mein opinion dalen, aur jiske taraf zyadah points ho wahi uske points huwe...comparatively you'll find out co ed is more benefitted than other education pattern.
                                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                                Comment

                                Working...
                                X