Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

    baki replies bad main :D:

    welcome shaim :p bari dair say ai hoo :p chaloo dair aid durst aaid :phool:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

      bohat achi behes chal rahi he gud:thmbup:carry on:D:

      Comment


      • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

        Originally posted by Gul View Post
        Saaaman OH GOD ...Jia jee koi new baat la-ein naa aap kitni baar iss baat ko dhuraa chuki hein ....and mein kai baar iss baat ko apni daleel k zariyay ..deny kar chuki hoon :) ...
        ...yeh koi breakfast nahi k subah k liyay bread and egss aaj hee store se la k rakhnay hein ..yeh poori LIFE ki baat hai...
        aik khatoon jo u can say 21 ki age se jon karti rahien ..24 years ki age mein shadi hoi yani oss nay qareban 3 saal job ki...oss ko aadat ho gai independed honay ki in the meanings of KHUD KAFEEL....oss k hubby ko ya ghar waloun ko oss ki job se problems hein ...ab wo kia karay ...oss ki life ka ek hissa oss nay khud apni marzi se guzara ..ab wo shadi k baad apnay khawand ak munh deykhay ..gee har cheez k liyay ...oss ko COP karna mushkil ho ga k nahi ....oss k bad hallat kisi b extreme per ja saktay hein ....... haan agar khuda na khwasta ...aisay haalat ban jaaein k oss khatoon ko shadi k bad job karna par ja-ay ....tu oss k liyay sab haalat sazgaar hein aur tab wo job kar sakti hein ...!
        aap ka sad face mujhay har giz acha nahi lagta :) kion k that makes me sad too....magar ...........karoon mein kia meri aadat hai muskaranay ki :rose
        take it easy ...and try to understand my point ...DONT MAKE UR BEAUTIFUL face SAD .kion k iss face se mein tu raazi honay wali nahi :khi:..Keep smiling....:rose
        Oh GOD dear sis mainy to abhi 2 3 baar aik he baat ko dohraya hay to app us aik eh baat sy ukta gai hain ....kia khwateen apni aik he qisam ke zndagi say nahi ukta sakteen??kia un ka dil nahi krta apny ghar say nikalny ko ???kia us ka dil nahi krta k us ki ruki c zindagi main koi change aa ja'ay ....kia woh apny app ko khud mukhtaar nahi bnana chahteen kia woh nahi chahteen k hum log bhi apny paeroon per khari ho sakeen ?????
        main bhi yehi baat app ko samjhana chahti hoon k yeh koi breakfast nahi hay jis k liay hum log raat ko he eggs or milk etc laa kr rakh sakty hain...yeh poori zindagi hay jis main humain koi bhi cheez itni asaani say nahi millti...agr app is aat ke bhi favour main hain k zrorat k wqt krni chaheay to app he btain k jab kisi jo job ke zaroorat ho ge to kia usay un eggs etc ke trhaan aik din pehly he mill ja'ay ge??kia app aik raat main job talash kr sakti hain??????yaan agr app ko job mill bhi ja'ay to app nay sari zindagi job na ke ho or app ko achanak kisi office ka moon daikhna apry ga to app whaan per logoon ak moon daikhain geen...job nahi kr pa'ain geen.....
        jab us k ghar waloon ko problem ho to woh job chod day usay kisi hakeem nay to nahi btaya k tum nay sari zindagi job nahi krni:khi:...

        agr khwateen job kr bhi lain to kia hrj hay ??????????kia hum apny moashry ke aurtoon per itna bhi trust nahi kr sakteen k woh job kr sakte hain........or is k sath sath woh baqe actinities ko bhi poora kr lain geen?
        mujhy to un khwateen per poora yaqeen hay k woh job bhi kr lain geen or apny ghar ko bhi sanbhal lain geen...or rahi baat aik hee baat krny ke to dear sister yhaan per aik he topic dia gia hay debate ka.. jis per humain behas krni hay so woh main kr rahi hoon:)
        or main kisi bhi baat say confuse nahi hoti dont u worry and keep smile 2:)

        Comment


        • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

          Originally posted by Gul View Post
          [FONT=Georgia][SIZE=4][COLOR=Indigo][I][FONT=Georgia]
          aap SHARAFT ko jaanch nahi saktien ..aaap ki niyat ek dum Clear hai aap JOB iss liyay karti hein k aap apnay waqt ka masraf ( jo aap k khiyal mein mulazmat karnay se hai) acha rakhein magar Jahan aap kam karti hein wahan parhay likhay EDUCATED
          ok right main aap ki is baat say agree karti houn kay job karnay wali female ko Males say parishnian hoo sakti hain ....lekan yeh maslaye job na karnay wali khawateen ki sath bhi hotay hian :D: bas cheezoun ko handle karna ana chaye ....aik post main aap nay kaha tha aisi ladies ko bus main mard bhi jaga nahi daytay hian ......yeh mardoun ki ghalat tarbeyat hovi na ? unhay jaga nahi deeni to kisi ko bhi nahi daian gay ...ab unhay kia pata yeh aurat job kay leye ja rahi hai ya ghar kay kisi kaam say :)
          jis male nay cheerna hota hai kisi female ko woh modern khawateen ko bhi cheer sakta hai or naqaab wali ko bhi ..usay bas larki chaye hoti hai :khi:
          job karnay say atleast yeh to pata chal jata hai na kay bahir ki dunia main kis kisem kay loog rehtay hian or aap ko apnay aap ko kesay bacha kay reakhna hai ....:thmbup:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

            Originally posted by jia View Post
            aurtoon ko is mushkil wqt k liay tiyar rehna chaheay jis ke wajah say unhain job krni per sakte hay

            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

              Originally posted by Aanchal View Post
              yeh bhi debate ka hissa hai na :D deekhian main kehna chah rahi houn kay aik aurat ghar main beath kay apna time fazool zaya karey fashion, dramye main khoo kay bachoun ko sahi time pay khana kheelana hi bhool jaye kay akay drama khutem hoo pher uthoun gee
              janab aap k kehan hai k zaman fast hai ::D: tu AAJ KAL tu darmay 4. 4 baar repeat hotay hein is liyay i think kis b khatoon ko yeh problem nahi k darama khatam ho ga tu oth kar kahan dey gee....:lpop:...aur agar aisa nahi ho tu b VCR's ki sahoolat tu ho gee na oss khatoon k pass jo KHAWAND ki kamai per fashion karna afford kar sakti hai to 3ya 4000 pak rupess ka VCR kai maani rakhta hai ..:khi:aanchal jee kuch solid baat karein dear ! :khi:
              Originally posted by Aanchal View Post

              ....to yeh sab sahi mana jata hai ...agar woha urat bahir ja kay yeh waqat apni kisi achi job main guzarey or bachoun ko bhi sab kuch time pay day to is ko bora kio samjha jata hai :donno:.......
              yeh to vohi baat hovi bad acha badnaam bora :khi:
              BURAAI tab buraaai hoti hai jab oss ko samjha ja-ay ...pehla ghalt kaam hamysha bharii hota hai oss k baad ..... sab aasaan ho jata hai yehan tak k .....BURA hee nahi lagta wo kaam phir..:) hamari society ka yeh problem hee tu hai .....K BURAAI AUR ACHAAI ko panay panay paimaany dey rakhay hein ....! aur yeh b aam baat hai k ek shakhs buraa kaam karay tu wo GUNAAH hai magar jab sara moashra hee wo karnay lagay tu ...zamany aur waqt ki zaroorat keh diya jaata hai ....( i am not taling only about the discussion's issue theer are so many other things , in our society ..) anyway
              I AM AMAZED really :eye:
              kitna tazaad hai na ....ek aur5at ghar mein daramay deykhnay mein i tna tiem zaya kar deyti hai k wo bachoun ko khana nahi khila saktiiiiiiiiiii
              and aik aur jo job kar k oss waqt wapic aati hai jab k oss ka bachay school se wapic aa k ..home work kar rahay hotay ....tu wo bachoun ka buhat khiyal rakh sakti ....hai ! OH MY GOD SO AMAZING ! ........!
              NOW AGAIN just a Comfortable smile :) :comfort:

              Comment


              • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                Originally posted by Aanchal View Post
                Team A ki taraf say main apni debate start karti houn
                Bismillah kar kay baat shuru kartay hian :D:

                hamara topic hai kia khawateen ko mulazamat karni chaye ? to sab say pehlay humye yeh deekhna chaye kay jo mulazamat ki jati hai us kay kia hasil hota hai ? pesay or apni taleem ka acha istamal ....na pesay kamnay main kio boorai hai na taleem kay istamaal main to pher khawateen jobs kio nahi kar sakti ?:)

                pesy ki daur mai bhagty bhagty hi hum ny rishtoon ko faramoosh krna seekha hai.....dekhin Mard n Aurat ager duties divide kr lain to ziada faeda hoota hai e.g Mard job ki responsibility ly n ik Aurat ghar sambhaaly to life mai balance rehta hai....:)

                2ndly, taleem ka istimaal wo bachoon ki parwarish or even self developement ki soorat mai utha sakti hai :)
                ik illeterate person to khud ko sambhal sakta to babies ko kese sambhaaly gi :)

                Comment


                • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  ..
                  mera aiksawal hai aik majboori ki halat main job karey or job main jo maslaye masaailyl houn woh bhi sab theek manye jatay hain kay majboori hai bas ...agar shok say job wali main maslye masayil a jaian to yeh ghalat ,,,job karey hi na aurat ..aisa kio ?:mm:
                  .

                  :)

                  Deykehin DEAR ! jab sar par parti hai na tu ...insan kia karta wo masal k *gdahay ko b bap *( Lahol wala ) b man-na parta hai ....
                  PROBLEMS se khelna aurat ki agar majboori hai tu oss mein tu deen nay b choot dee na aurat ko kai muqamaat per jo fraa-iz hein wo b adaa karnay ki choot...majboori mein koi olti harkat karna se behtar hai k ek idaray mein nokri karay ...phir wo massa-il se b iss liyay niptay gee k oss k pass aur koi way out nahi hai ..magar aik aurat jo mazay mein apnay parents k sath ya apnay hubby k sath reh rahai hai aur Aallah rakhay wo kama k b laa rahay hein tu ..koi tukkk nahi ban-ti k wo .....Phir b kamanay k liyay ja-ay ...aur apnay liyay aur doosroun k liyay problems kahri karya ..bul-keh iss tarah jo haqdaar hein , wo beychaari job ko dhoondhti reh jaaein gee aur yeh khawateen apnay huubyz k asar O rasookh se ..sifarshein laraa k job karein gee aur ................Oh GOD !..........

                  anyway I hopr u got my point and ur answer ..:)


                  Comment


                  • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    har cheez ki aik limit hoti hai larki ..had say zaida sirf apni khawaishat ko deekhna bhi to ghalat hai ...or kisi ki khawaishat ko daba kay reakhna bhi to sahi nahi :)
                    Aanchal jee ! Khawhishaat ko ki baat ..bari ghambeer hai .....:wk jee hamein apni desires ko dabana chahiyay magar wishes ko zaroor poora karna chahiyay wo b ek Hadd mein reh kar ..aur wo hadd hamein hamaar deen deyta hai ...yeh hum aap sab hee jantay hein agar zaroorat pari tu I will quote them here too :)
                    Originally posted by Aanchal View Post
                    tum team A ki hoo ya team B ki ?:hehe:

                    Yeh sawal nah karein ...yeh wo awaam hein jo momlay ko KOOL down karti hein magar khud Pistti jati hai beychaari :(

                    :)

                    Comment


                    • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      dosroun ko bhi to khayal reakhna chaye :mm:
                      husband wife sab ko balance hoo kay chalna chaye :rose
                      Originally posted by Aanchal View Post
                      :thmbup:
                      main nay yeh note kia hai job karnay wali zaida tar larkiyan ghar or bahir donoo ko theek taraha say chala rahi hoti hai or ghar pay rehnay wali zaida tar sirf aik side ki hoo jati hai ..ghar main beshak sab kuch ata hai lekan bahir ki dunia ka unhay kuch nahi pata hota :)

                      mere aik friend hai job karti hai, ghar ka sara kaam usay ata hai ...job kar kay apnay behan bahoun ko khud hi set kia ..parhai main help karti hai ,..bahir kay saray kaam kar daiti hai .......un kay parents yehi kehtay hian yeh mere sirf beeti nahi beeta bhi hai :D:


                      :rose

                      Kam karana aata hai NOTE IT DOWN ..::) karti hein ka koi zikar nahi :kr::rose


                      Originally posted by Aanchal View Post
                      yehi to sab say bara masla hai kay yehi samjha jata hai kay sirf khawateen hi compromise karian ...agar miyan biwi main sahi understanding hai to usay apni wife ki job say kabhi koi masla nahi hoo sakta ....or jab bachay sanbhlnay ki baat ati hai to sirf aurat ko nahi mard ki bhi zimmdari hoti hai bachay ki parwirish :D:
                      Aap b Agar use karnay lagein ...agar aisa ho tu na...magar aisa hota nahi na :):lpop:

                      Mard ki zimadaari bey-shak ...equal hai .magar bachoun ki tarbiyat mein na k ghar k kamoun mein wo alag baat k agar wo kar lein tu onn ko barrAI hai nahi karein tu yeh ziamdaari tu sirf aurat ki hee hai na ... MARD manage kar sakta hai kion k oss ko Job se 7 bajay chutti hoti hai tu oss ko koi aur zimadaari nahi hoti magar ...aurat jab 7 bajay MARDOUN ki tarah gahr mein daakhil ho gee tu oss k jab sab ghar k kamoun ka ambaaar nazar --aa-ay gaa tu kia wo sab kuch sahi tareeqay se kar sakay gee ??NEVER

                      Comment


                      • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                        Originally posted by Shaim View Post
                        pesy ki daur mai bhagty bhagty hi hum ny rishtoon ko faramoosh krna seekha hai.....dekhin Mard n Aurat ager duties divide kr lain to ziada faeda hoota hai e.g Mard job ki responsibility ly n ik Aurat ghar sambhaaly to life mai balance rehta hai....:)

                        2ndly, taleem ka istimaal wo bachoon ki parwarish or even self developement ki soorat mai utha sakti hai :)
                        ik illeterate person to khud ko sambhal sakta to babies ko kese sambhaaly gi :)

                        JEE JEE buhat sahi kaha :) Fully Agreed ...itni se baat inn ki samjh mein nahi aa rahai deykhein na .............:tauba

                        Comment


                        • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                          Originally posted by Gul View Post
                          janab aap k kehan hai k zaman fast hai ::D: tu AAJ KAL tu darmay 4. 4 baar repeat hotay hein is liyay i think kis b khatoon ko yeh problem nahi k darama khatam ho ga tu oth kar kahan dey gee....:lpop:...aur agar aisa nahi ho tu b VCR's ki sahoolat tu ho gee na oss khatoon k pass jo KHAWAND ki kamai per fashion karna afford kar sakti hai to 3ya 4000 pak rupess ka VCR kai maani rakhta hai ..:khi:aanchal jee kuch solid baat karein dear ! :khi:


                          yeh solid baat hi hai ,,,aap na manian to main kia kar sakti houn :)
                          main nay khud deekha hai yehs ab :na:


                          BURAAI tab buraaai hoti hai jab oss ko samjha ja-ay ...pehla ghalt kaam hamysha bharii hota hai oss k baad ..... sab aasaan ho jata hai yehan tak k .....BURA hee nahi lagta wo kaam phir..:) hamari society ka yeh problem hee tu hai .....K BURAAI AUR ACHAAI ko panay panay paimaany dey rakhay hein ....! aur yeh b aam baat hai k ek shakhs buraa kaam karay tu wo GUNAAH hai magar jab sara moashra hee wo karnay lagay tu ...zamany aur waqt ki zaroorat keh diya jaata hai ....( i am not taling only about the discussion's issue theer are so many other things , in our society ..) anyway


                          borai or achai kay beach main aik bareek si line zaror hoti hai ...yeh to banday pay hai woh koon si raah chunta hai ?:) ...us ki taleem kia usay itna bhi nahi seekhati kay kia sahi hai or kia ghalat ?
                          I AM AMAZED really :eye:
                          kitna tazaad hai na ....ek aur5at ghar mein daramay deykhnay mein i tna tiem zaya kar deyti hai k wo bachoun ko khana nahi khila saktiiiiiiiiiii
                          and aik aur jo job kar k oss waqt wapic aati hai jab k oss ka bachay school se wapic aa k ..home work kar rahay hotay ....tu wo bachoun ka buhat khiyal rakh sakti ....hai ! OH MY GOD SO AMAZING ! ........!
                          NOW AGAIN just a Comfortable smile :) :comfort:
                          jinhay zimmdari ka ehsas hota hai woh aurtian in sab batoun ka bhi khayaal reakahti hian :lpop: aap nay jinhay deekha hai woh na kaeti houn ..jinhay main janti houn woh sab theek thaak kaam karti hian ....jab zarorat parey to job ko kuch waqat key leye choor kar pher doobara say start kar laiti hain ....insaani akal bhi koi cheez hoti hai jis ka istamaal woh karti hain :D:
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                            Originally posted by Shaim View Post
                            pesy ki daur mai bhagty bhagty hi hum ny rishtoon ko faramoosh krna seekha hai.....dekhin Mard n Aurat ager duties divide kr lain to ziada faeda hoota hai e.g Mard job ki responsibility ly n ik Aurat ghar sambhaaly to life mai balance rehta hai....:)

                            2ndly, taleem ka istimaal wo bachoon ki parwarish or even self developement ki soorat mai utha sakti hai :)
                            ik illeterate person to khud ko sambhal sakta to babies ko kese sambhaaly gi :)

                            Originally posted by Gul View Post

                            JEE JEE buhat sahi kaha :) Fully Agreed ...itni se baat inn ki samjh mein nahi aa rahai deykhein na .............:tauba

                            agar woh donoo zimdaaroeoun ko sahi sanbhaal sakti hai ..apna talent donoo jaghoun pay sahi istamal kar sakti hai pher kia masla hai ?:lpop:
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                              Originally posted by Gul View Post

                              Kam karana aata hai NOTE IT DOWN ..::) karti hein ka koi zikar nahi :kr::rose



                              ghar ja kay kahana vohi pakati hai :lpop: main nay kaha na un kay parents kehtay hain yeh hamri beeti bhi hai or beeta bhi

                              Aap b Agar use karnay lagein ...agar aisa ho tu na...magar aisa hota nahi na :):lpop:

                              Mard ki zimadaari bey-shak ...equal hai .magar bachoun ki tarbiyat mein na k ghar k kamoun mein wo alag baat k agar wo kar lein tu onn ko barrAI hai nahi karein tu yeh ziamdaari tu sirf aurat ki hee hai na ... MARD manage kar sakta hai kion k oss ko Job se 7 bajay chutti hoti hai tu oss ko koi aur zimadaari nahi hoti magar ...aurat jab 7 bajay MARDOUN ki tarah gahr mein daakhil ho gee tu oss k jab sab ghar k kamoun ka ambaaar nazar --aa-ay gaa tu kia wo sab kuch sahi tareeqay se kar sakay gee ??NEVER

                              :na:bachoun ki zimmdari donoo ki hai ..ham yeh nahi kehs aktay mard kar laian to barapan hai or na karay to un pay yeh zimmdari nahi hai ......

                              woh aisi job karey jis say woh sab theek waqat pay kar lay to ? 7 bajye na to kam waqat key leye job karey pher ?
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment


                              • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                                Originally posted by Gul View Post
                                Aanchal jee ! Khawhishaat ko ki baat ..bari ghambeer hai .....:wk jee hamein apni desires ko dabana chahiyay magar wishes ko zaroor poora karna chahiyay wo b ek Hadd mein reh kar ..aur wo hadd hamein hamaar deen deyta hai ...yeh hum aap sab hee jantay hein agar zaroorat pari tu I will quote them here too :)


                                khawaishat or wishes aik hi kheet ki mooli hai na :lol
                                yeh dabian woh dabaian har cheez daba daba kay aik din khud zameen main dab jaian ...yehi hai zindagi ?:donno:
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X