Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

    Originally posted by jia View Post
    ab theek hay ab to main kisi qisam ka shaq nahi kr rahi na:)

    SHAQ aap per tu har giz nahi ...:)..magar shak aur wehmoun ki shikar aap zarro hein :eye:k agar aaj job na ki aur kal karni par gai tu ...koi problem na ho ja-ay iss liyay abhi se practice .. karein

    ek saaf baat kahoon!!!!!!!!!!
    Mein B ek aurat hoon .. MAA hoon ..iss ki mujhay ko tarbiyat nahi mili thee jaisay self grooming k courses hotay hein khud ko khoobsoorat tareen bana-nay k ya Cooking ki classes ya ..Computer courses .....yeh jab waqt aata hai na itnay kathin time se aurat khud ba khud qudarati tur per tiyaar ho jaati hai ..hai koi iss kathin kaam? :phool:

    Comment


    • #92
      Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

      Originally posted by Shaim View Post
      M Really Sorry I ve joined v late but actually my PC was suffering 4m viral infection :(

      but now INSHALLAH Me Here :dua
      No Problem dear WORRY NOT :) ..bulkeh FIKAR NOT ! :)
      aap sahi time per aai hein mujhay b fresh mind ki zaroorat thee ...:) WELCOME :)salam:

      Comment


      • #93
        Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

        Originally posted by Shaim View Post
        Starting In The Name Of ALLAH :rose

        Aj ka topic Aurat or uska mulazmat krna hai......kiya Aurat ko mulazmat krni chahye ya nahi???
        Main "NAHI" k haqq mai jaoon gi.......or main apny topic ko kuch is tarah defend krna chaahon gi k......Aurat ka tasawwur hamesha se hamary muas'ry mai "Ghar Ki Zimmedar" ka hi raha hai.....q k Aurat apny ghar k lye buhat ziada caring or zimmydaar hooti hai baat ye nahi k mardon mai ye khoobyan nahi.......mardoon ko bhi ALLAH TAALA ny in tamam senses n feelings se nawaza hai pr mard or Aurat ki zimmedaryon mai buhat fark hai.....
        ik Aurat apny ghar ki nighibaan tasawwur ki jaati hai........jab wo student ho tab uski saari tawajju apni studies pr or jb studies complete to usy ik nae ghar ki zimmydaari somp di jaati hai jahan nae ghar k sabhi logon or apny Husband ki zimmydaari us pr hooti hai.

        Ab hum us zimmydaari ko zer-e-behes laaaty hain jo k ik Aurat pr hooti hain.
        ghar k sabhi kaam waghera.....let suppose apk paas ik full time servent bhi hai even then kuch cheezin aise hooti hain jo ik Aurat jis se sb rishty mansoob hain usy sar-anjaam deni hooti hain......or ager usky paas ik bhi servenmt nahi to sab usy khud hi krna hai isky ilawa sab se ziada xpect ik Aurat se usky Bacchy krty hain jinka poora haqq hoota hai apni Maa'n pr k wo unki nighidasht kary or unhy poori tawajju de specially initial yrs mai........

        So in tamaam zimmydaarion k bais ik Aurat job nahi kr sakti........or ager kary to sab hi rishty sab hi zimmydarian buri tarah se mutaa'sir hooti hain....jiski wajah se mera Opinion Khawateen k job NA KARNY k haqq mai jaata hai.....!

        Abhi k lye Itna hi.....
        baaqi main mazeed justifications k sath aon gi taaky apny topic ko defend kr sakoon

        KHUSH RAHYYE
        Ma'ASSALAM!

        Nice Participation Shaim jee ! :thmbup: Thanx ! for adding more ! :)

        Comment


        • #94
          Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

          Originally posted by Gul View Post
          No Problem dear WORRY NOT :) ..bulkeh FIKAR NOT ! :)

          aap sahi time per aai hein mujhay b fresh mind ki zaroorat thee ...:) WELCOME :)salam:

          Shukran 4 Ur Warm Welcome sis!
          hopefully ab i ll share sum warm n crispy stuff :D

          Comment


          • #95
            Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

            Originally posted by Gul View Post
            Nice Participation Shaim jee ! :thmbup: Thanx ! for adding more ! :)

            m going through all stuff shared by u n all
            i must say
            every 1 iz going v nice :clap:

            Comment


            • #96
              Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

              Originally posted by Gul View Post
              :) sirf ek muskarahat :) :rose :wk
              main nay yehi deekha hai yeh reality hai :blush:
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #97
                Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                Originally posted by Gul View Post

                OH dear ! :)
                Claps and cheers for that lady jis nay jo chaha oss ko mil giya :)
                yep or jo usay mila us ki job say mila warna aaj vohi ki vohi hoti :donno:
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #98
                  Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                  Originally posted by Gul View Post

                  :) .....Kia kahoun ab mein :) .....
                  Larkon ki tarbiyat .....yehan kahan se aa gai baba!?:) hmm yeh zaroor ho sakta hai k jab aik MOTHER working ho tu wo olaad ko sahi se time nahi dey sakay gee tu .............!!!!!!!!!!!!! :D:
                  yeh bhi debate ka hissa hai na :D deekhian main kehna chah rahi houn kay aikaurat ghar main beath kay apna time fazool zaya karey fashion, dramye main khoo kay bachoun ko sahi time pay khana kheelana hi bhool jaye kay akay drama khutem hoo pher uthoun gee ....to yeh sab sahi mana jata hai ...agar woha urat bahir ja kay yeh waqat apni kisi achi job main guzarey or bachoun ko bhi sab kuch time pay day to is ko bora kio samjha jata hai :donno:.......
                  yeh to vohi baat hovi bad acha badnaam bora :khi:
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #99
                    Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                    Originally posted by Gul View Post

                    (yeh ek alag issue hai .........! iss per b AANchi jee kabhi koi debate rakhiyay ga :)..)


                    ok ji :eye:


                    yehan per iss ziman mein yeh zikr har giz nahi k ....jis ghar mein mard nahi wahan aurat ko mulazmat karni chhaiay ya nahi....KION k ..wahan tu valid reason hai na ..bhikari tu nahi banay gee aurat....kama k hee apnay behanoun ya maa ko khila-ay gee naa...

                    mera aiksawal hai aik majboori ki halat main job karey or job main jo maslaye masaailyl houn woh bhi sab theek manye jatay hain kay majboori hai bas ...agar shok say job wali main maslye masayil a jaian to yeh ghalat ,,,job karey hi na aurat ..aisa kio ?:mm:


                    )
                    ...
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment


                    • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                      Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                      well ap me ko ik baat bataien......ager urat apni marzi karay gi kisi ki nahi sunay go...us ko perwa nahi ho gi husband ki....musharay ki.....koi us ko izat day ga? bataien.......
                      har cheez ki aik limit hoti hai larki ..had say zaida sirf apni khawaishat ko deekhna bhi to ghalat hai ...or kisi ki khawaishat ko daba kay reakhna bhi to sahi nahi :)


                      tum team A ki hoo ya team B ki ?:hehe:
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                        Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                        ya me yahi keh rahi hoon na keh....shadi say pehlay ager wo khud ko establish kerna chahti hai tu ker lay...job kerna chahaye tu ker lay....but after shadi......i dont think so keh.....us ko job kerni chahiye......jab tak us ko zaroort na ho....



                        vohi to main keh rahi houn kay jab time hai sab kuch hai ghar ko bhi manage kar sakti hai pher kio na karay job ?:tauba
                        her baat insaan apni marzi per nahi chor sakta na..keh us ki apni marzi kaya hai....jab ais duniya main rehna hai tu..apnay ird gird ka b khayal rakhna chahiye.....
                        dosroun ko bhi to khayal reakhna chaye :mm:
                        husband wife sab ko balance hoo kay chalna chaye :rose
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                          Originally posted by jia View Post
                          or rahi job or ghar samnbhalny ki baat to jo lrkian apny ghar k liay job kr sakte hain woh apny gharoon ko bhi ba'khooobi sanbhal sakti hain...infact woh sanbhalti hain ...mery khiyal main jo smajhdaar lrkiaan hoon ge woh donoon kaam khobsoorti k saath anjaam day sakte hain otherwise unhain smajhdaar nahi kaha ja sakta

                          .
                          :thmbup:
                          main nay yeh note kia hai job karnay wali zaida tar larkiyan ghar or bahir donoo ko theek taraha say chala rahi hoti hai or ghar pay rehnay wali zaida tar sirf aik side ki hoo jati hai ..ghar main beshak sab kuch ata hai lekan bahir ki dunia ka unhay kuch nahi pata hota :)

                          mere aik friend hai job karti hai, ghar ka sara kaam usay ata hai ...job kar kay apnay behan bahoun ko khud hi set kia ..parhai main help karti hai ,..bahir kay saray kaam kar daiti hai .......un kay parents yehi kehtay hian yeh mere sirf beeti nahi beeta bhi hai :D:


                          :rose
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                            aik baat yeh bhi samnay ai hai survey say kay aurtian apni amdni ka zaidatar hissa apnay ghar pay lagati hain ....
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                              Originally posted by jia View Post
                              agr koi aurat job krti hay to woh money making k liay eh krti hay or usay apny ghar ka pata hota hay k woh araam say ghar jaa kr sab kuch handle kr lay ge kion k ghar wally us ki batoon ko asaani say smajh sakty hain ..laikin rahi baat job k time ke to jab koi job krta hay to whaan us ki mrzi nahi chalti k woh time say pehly ghar chali ja'ay yaan phir time say pehly job say chutti kr lay....or ghar wally to phir hr baat ko smajh sakty hain kion k un k ghar k halat un say chopy nahi hoty...unhain pata hota hay k jo job kary ga usay job k liay ziyada time nikalna ho ga.....agr unhaibn manzoor ho ga to woh un ko job krwa lain gay otherwise nahi....or jo job krti hain un k ghar waloon ko to automaticaly pata hota hay k job k roles bhi hoty hain jo k sab ko follow krny prty hain .....offfice ka kaam humain khud he krna hota hay jo k hr haal main hona cha'he'ay jab k ghar k bary main hum janty hain k kai or log bhi gahr per hain jo k us k hissay ka kaam kr sakty hain........kion k job woh apny ghar k liay kr rahi hay to ghar wally itna to kr he sakty hain????
                              ..[/COLOR][/I][/B]

                              yehi to sab say bara masla hai kay yehi samjha jata hai kay sirf khawateen hi compromise karian ...agar miyan biwi main sahi understanding hai to usay apni wife ki job say kabhi koi masla nahi hoo sakta ....or jab bachay sanbhlnay ki baat ati hai to sirf aurat ko nahi mard ki bhi zimmdari hoti hai bachay ki parwirish :D:
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment


                              • Re: debate *kia Khawateen ko mulazamat karni chaye?*

                                Originally posted by jia View Post
                                khwateen ko job zaror krni cha'he'ay laikin is ka mtlb yeh nahi hay k woh sari zindagi job krty he guzar dain ....agr un ko thora bohat experience ho ga job k bary main to woh kisi bhi wqt job kr sakti hain or agr unhain aisa koi chance na milla to woh zarorat k wqt bhi job nahi kr sakain geen:(......
                                :thmbup:
                                yep main bhi yehi keh rahi houn job karnay ka matlab yeh nahi kay sari zindagi is main lagay rehian ...zindagi ki buhat si stages hoti hai jesay jesay aurat samjah sakti hai kay woh ab job or ghar donoo ko manage kar lay gee zaror karay ...........yeh nahi zarorat sar pay aan parey pher karay ...........zarorat aan pari to pher zaida maslaye hotay hian job karnay main ,...sab say bari baat job dhoudnna ...itna confidence hi nahi rehta un main ...
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X