Pesh Lafz
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Pegham Course - Oracle 8 Basics
Collapse
X
-
Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics
Theek hai bacho aik aik kar key apna andraaj karwatey jao aur fees yaad rakhna - warna koi course nahin ho ga :zuban:tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics
Thank es k liy..............aur mera khiyal hay k aaj kal Sara net hee database kee bunyad per chal raha hay...her jaga jehan hum register huty hain ya online shoping krety hian wohan database mojood huta hay....
aur data base hopital main....Cds center main aur mail serves jaisy k yahoo aur hotmail yehan bee use huta hay
Comment
-
Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics
me bhi agai Sir :eye:
wese mene D.I.T me oracle parhi thi, or mujhe boht interesting lagti thi :lpop:but practice nahi rahi ab ...isliye thori bhool gai hon :embarasse aap se dobara seekh ker sab yaad ajayega
sigpic
Comment
-
Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics
:dua salam, vry good masood bhai, app start karay. ham say ready to learning oracle. app download ka link dijay pls.....
Example1: App banking ko hi lay lay...kay phlay register par sab hota tha.. wo lambay lambay register..ab server hotay hain...jaha sara database save hota hain. jaisay online banking..ATM yah sab Database hi hain..jo tamam accounts ki information rakhta hain..kay kab kitnay paisay trsfer hoay kab kitnay nikalay. Etc.....
Example2: Hotels ki lay lay.. Ajkal hotel main MS Fidelos system use hota hain. wo bhi aik database hi hain. kab kon check in hoya kab kon check out hoya uska bills wegera. reservation Etc.....
baki ki 3 Example App sab day day werna :a stick: uncle Masood Agay ki class start nahi karay gay, ,, chaloo jaldi say...Last edited by D@y W@lk3r; 9 December 2006, 01:04.ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh
Comment
-
Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics
Originally posted by wareesha View Post:salam:
1 EXP: A big exp of data base is our " NADRA" system.
2 EXP: In Liabrary system . ( 4 the information of users and books )
3 EXP: In Schools also data base are uses .(4 the fee of std).
Comment
-
Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics
:salam: Asalam alikum masood bhai and all members
Bohat khushi :rose hoi ke humere "peghem" per jahan aur informative chizen mojood theen waheen ab computer course mein se ek important subject database ko bhi sikaya ja raha hai :jazak: .without a databse aj kal koi bhi chiz possible nahi hai database ek tarha ka record hota hai jis ko use kar ke hum kisi bhi chiz ke baree mein jaan sakte hain for example
1: "NADRA " Ap sab jante hon gay ke NADARA mein humara data collect kar ke humara ID card banta hai.
2: "HOSPITALS" Hospitals mein patients ka data databse mein rakha jata hai ke kab konsa mariz admit hua isko kya beemari thi konse dr ne isko dekha kya kya test houe aur kab wo discharge hua.
3:"AIRLINE " Airline mein passenger ka database banaya jata hai ke passenger ka nam kya hai.iski destination kya hai isi base per ticket issue kiya jata hai.
umeed hai ke meri di gai example se apko logo ko database ki defination samjhne mein asani ho gi.:thmbup:
Comment
Comment