Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pegham Course - Oracle 8 Basics

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

    Originally posted by Ms.Khan View Post
    :cc: i think phir new address book banayenge jis me both clients n frnds honge :wk warna doosri soorat me hum kis kis ko yaad rakhenge k ye hamari client bhi thi :(
    Chalein dekhtey hain keh what the other say :)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #32
      Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

      Originally posted by Masood View Post
      Aap ko yaqinan ACCESS sey nijaat dilwaii jaa rahi ho gi - Access bhi aik database hai jissey ham databases ka khilona kehtey hain...:cc:

      No we use it to raise requests like stationary, furniture, pantry items etc..........
      sigpic

      Comment

      • #33
        Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

        hum...

        main anumm ko. Friends kee list main update ker donga....

        Comment

        • #34
          Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

          main aik baat kehna chaon ga...pehly ORACLE ka lafzi matlab batain plz aur new lecture be aik new thread main huna chayee.

          Comment

          • #35
            Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

            Originally posted by Khalil View Post
            hum...

            main anumm ko. Friends kee list main update ker donga....

            hmmm Need more suggestions :p
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #36
              Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

              Payaray Masood Bhai

              Really I Dont Have Words To Express My Feelings And Appriciation For You. It Is A Great Sacrifice In This Materialistic Time To Teach Others. And No Doubt You Are Going To Give A Huge Share To All Of Your Students. Koi Talab-ilm Is K Siwa Kia Keh Sakta Hay K Woh Poori Koshish Karay Ga K Ustad-e-mohtaram Ko Shikayat Ko Moka Nahi Day Ga...even Main 7 Saal Say It Ki Field Main Kaam Kar Raha Hoon Leken Jo Kuch Aap Sikhany Ja Rahay Hain Us Ka Sirf Naam Suna Hay Aor Wajah Yeh Hey K Meri Field Sey Thora Hat Kar Hay...leken Mujhay Seekhnay Ka Boht Shok Hay. Allah Aap Ka Hami O Nasir Ho.

              Comment

              • #37
                Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                Originally posted by mudasser saqib View Post

                Main yeh jaan sakta hoo keh aap ki field kya hai?
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #38
                  Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                  Originally posted by Masood View Post
                  Sochiyey aur btaiyey:

                  Achha ji ab mera aap logon sey aik sawaal hai:

                  Aap key paas 2 address books hain: aik clients ki aur aik friends ki. Annam client ki hasiyat sey aap key paas register hoti hain aur aap ki dost ban jati hain. Kya aap Annam ko apney client ki address book sey nikal kar friends ki address book mein daal lein gey? Ya phir ussey clients hi key address book mein rehney dein gey aur jab friends ki fehrist dekhni ho, aap yaad rakhein gey keh Annam aap ki dost abhi tak Clients ki book mein hai???? Ya phir aap teesri soorat mein aik naii address book bnaein gey jis mein both clients and friends hon????? Give your suggestions after keeping in mind keh how Oracle will work in this case....
                  waisy...........as clint wo wohan rehy gee...lakin friends ban jany k baad os ko update ker dia jay ga....friend list main laikin os kee primary value i think clint hee rahy gee:lpop:

                  Comment

                  • #39
                    Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                    anam friends ki list main aa gai..........but sir main jis ko friends ki list main lata hoon us ko nikalna booooooooooht bara masla hota hay is liyay ..ab nikalnay ka na kehyay ga.

                    Comment

                    • #40
                      Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                      hardware

                      Comment

                      • #41
                        Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                        Originally posted by mudasser saqib View Post
                        anam friends ki list main aa gai..........but sir main jis ko friends ki list main lata hoon us ko nikalna booooooooooht bara masla hota hay is liyay ..ab nikalnay ka na kehyay ga.
                        loag chooor rasty sy khudh hee nikal jaty hian:shh:

                        Comment

                        • #42
                          Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                          Nahin, is ka jawab yeh hai:

                          Jaisa keh main ney kaha keh Oracle aik relational database hai, jis mein bohat sarey tables ka aapis mein relation hota hai. Ab jab aap FRIENDS key button per click karein gey to Annam is alphabetical list mein namudar ho gi kyun keh Oracle ko maloom hai keh Annam aap key friends list mein bhi mojood hai, aur isi tarha aap jab CLIENTS key button per click karein gey to Annam wahan bhi mojood ho gi - ALTHOUGH aap ney uska records siraf aik jaggah mehfooz kiya tha - issey kehtey hain Oracle ka tables ko combine karna. :)
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #43
                            Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                            khalil Bhai ......sir ki ijazat say kuch aap k choor rastay ki nazar kar raha hoon..........Sir plz dont mind ......aakhir ko aap sir hain na..

                            BICHAR K PHIR MILAIN GAY YAKEEN KITNA THA
                            THA TU IK KHWAB MAGAR HASEEN KITNA THA
                            MERY ZAWAL SAY PEHLAY WOH MUJHY CHORE GYA
                            HASEEN TU THA HE , WOH ZAHEEN KITNA THA

                            Comment

                            • #44
                              Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                              sir yahan tak bilkul samajh aa gai

                              Comment

                              • #45
                                Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                                ahaan good bhai

                                mai b inshallah hisa longi :x

                                Comment

                                Working...
                                X