Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pegham Course - Oracle 8 Basics

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

    Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
    No we use it to raise requests like stationary, furniture, pantry items etc..........

    :thmbup: mujhey khushi hui hai jaan ker keh aap Oracle seekh rahi hain, I wish keh aap is mein aik maahir DBA ban jaein - phir kya baat hai :wk
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #47
      Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

      Originally posted by sheem View Post
      ahaan good bhai

      mai b inshallah hisa longi :x
      zaroor sis - aap seekhney wali banein - main seekhaney ko tayyar hoon :)
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #48
        Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

        where is the course???????????????

        Comment


        • #49
          Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

          i want also join this kind of forums

          Comment


          • #50
            Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

            Originally posted by Masood View Post
            Nahin, is ka jawab yeh hai:

            Jaisa keh main ney kaha keh Oracle aik relational database hai, jis mein bohat sarey tables ka aapis mein relation hota hai. Ab jab aap FRIENDS key button per click karein gey to Annam is alphabetical list mein namudar ho gi kyun keh Oracle ko maloom hai keh Annam aap key friends list mein bhi mojood hai, aur isi tarha aap jab CLIENTS key button per click karein gey to Annam wahan bhi mojood ho gi - ALTHOUGH aap ney uska records siraf aik jaggah mehfooz kiya tha - issey kehtey hain Oracle ka tables ko combine karna. :)
            matlab yeh k sara kamal relation ka hee hay.

            Comment


            • #51
              Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

              Originally posted by mudasser saqib View Post
              khalil Bhai ......sir ki ijazat say kuch aap k choor rastay ki nazar kar raha hoon..........Sir plz dont mind ......aakhir ko aap sir hain na..

              BICHAR K PHIR MILAIN GAY YAKEEN KITNA THA
              THA TU IK KHWAB MAGAR HASEEN KITNA THA
              MERY ZAWAL SAY PEHLAY WOH MUJHY CHORE GYA
              HASEEN TU THA HE , WOH ZAHEEN KITNA THA
              ok thanks

              Comment


              • #52
                Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                Originally posted by Khalil View Post
                matlab yeh k sara kamal relation ka hee hay.
                Aik object-relational database ka sab sey bada faidah yehi hota hai keh yeh bohat sarey tables sey informations hasil kar key unhein combine kar key result paish karti hai - very smart!
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #53
                  Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                  Originally posted by Masood View Post
                  Aik object-relational database ka sab sey bada faidah yehi hota hai keh yeh bohat sarey tables sey informations hasil kar key unhein combine kar key result paish karti hai - very smart!
                  ok that nice....
                  laikin aik hee kisam kee mahloomat buhat sary tables main hunge to kia data base havy nahi hu jata?

                  Comment


                  • #54
                    Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                    Originally posted by Khalil View Post
                    ok that nice....
                    laikin aik hee kisam kee mahloomat buhat sary tables main hunge to kia data base havy nahi hu jata?
                    main ney jaisey likha tha keh aik tarha ka data 2 tables mein NAHIN ho sakta :)
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #55
                      Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                      mujhe tu bahut khushi ho rahi k aap friends nay oracle per classes sharoon ki hain.......................... :)

                      Comment


                      • #56
                        Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                        Originally posted by Masood View Post
                        Pehla Dars...
                        hmmmmm..... mujhe database ki samajh aa gayi........... :) bahut khooob samjhaya..... :)

                        Comment


                        • #57
                          Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                          very well masood bhai u r doing a wonderfull job I just want to agr mujhay oracel ki practice kerna hoto mujhay kya install kerna hoga or kaisay kerna hoga koe website hai k jaha sy mai oracel k software install kersako but keep in mind i live in Australia where I cannot get any pirated CD so plz tell me any trick from which I can practice it on my PC
                          Thanks
                          AllahHafiz

                          Comment


                          • #58
                            Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                            @ Masood bro.

                            MashAllah you are v good in explaining things :thmbup:

                            keep u p the good work!
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • #59
                              Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                              PLease Grant My 3 days leave.......


                              سبق پھر پڑھ صداقت کا عدالت کا شجاعت کا
                              لیا جائے گا تجھ سے کا م دنیا کی امامت کا

                              Comment


                              • #60
                                Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                                Aslam-u-alkum its so good ya buht payara hay main na is sa buht kuch smaja hay abb main samjhta hoon ka muja computer college jana ki bhi zaroort nahi koon ka mera lia ya asan hay ap ka oracle samjna muja college main oracle bilkl samj nahi ata koon ka wo sahi nahi smajhta Thanks for learing +920333-6477895 ap is tra samjhta rahn .Allah ap ki lambi Umer kra

                                Comment

                                Working...
                                X