Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pegham Course - Oracle 8 Basics

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

    Oracle kia hota hai ? is ka maqsad kia hai computer main ? or is ki full form kia hai ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • #17
      Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

      waise to is forum per meri yeh pehli post hai per mujhe bhi sikhni hai oracle waise yeh hoti kia hai is ko install kese kerte hain

      سبق پھر پڑھ صداقت کا عدالت کا شجاعت کا
      لیا جائے گا تجھ سے کا م دنیا کی امامت کا

      Comment

      • #18
        Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

        Originally posted by Khalil View Post
        aur school waloon ka kaam hee kia huta hay fee hee akhti kerna
        U R ABSOLUTELY RIGHT :donno:

        Comment

        • #19
          Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

          [quote=Muhammad-abid;287597]Salam to you Sir
          i am a student of B.com but i am intrested in IT so thats way i will also parsticipate but i can,t connect net daly i will all you lectures every sunday and do its applications kindly told me whats i should do now for learing I will be too much thankfull to you if teach about OB. and told me whats i should purchase for it

          Comment

          • #20
            Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

            Nice to See a usefull information .

            Comment

            • #21
              Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

              Assalam O Alaikum All Users Of Pegham .com Special Salam For Masood Bhai
              Sir Jee Yon To Mey New Hoon Magar Jeysey Hi Orical Ka Dekha Key Classes Ho Rahi Hain Jaldi Say Login Howa Mujhey Bara Shoq Tha Orical Seekhney Ka
              Or Ab Mujhey Aysa Lagta Hai Key Mey Seekh Jaonga
              Well I Want To Say A Lot Of Thanks To Masood
              Sub Apna Khayal Rakhain
              Allah Hamian Yonhi Aik Dosrey Ki Madan Karney Mey Mashghool Rakhain ( Ameen )
              Allah Haffiz

              Comment

              • #22
                Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                Originally posted by Aanchal View Post
                Oracle kia hota hai ? is ka maqsad kia hai computer main ? or is ki full form kia hai ?
                Originally posted by mbadarkhan View Post
                waise to is forum per meri yeh pehli post hai per mujhe bhi sikhni hai oracle waise yeh hoti kia hai is ko install kese kerte hain

                Jab office mei aap outlook express aur explorer mei expert ho jayein to aap ko mazeed comlications mei dalney ke liyeh ORACLE kerwaya jata hai ...jese humarey office mei ho raha hai ........ Hum issey bhugat rahey hain :tauba
                sigpic

                Comment

                • #23
                  Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                  Posts ka comment baad mein karoon ga...
                  Attached Files
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #24
                    Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    Oracle kia hota hai ? is ka maqsad kia hai computer main ? or is ki full form kia hai ?
                    Originally posted by mbadarkhan View Post
                    waise to is forum per meri yeh pehli post hai per mujhe bhi sikhni hai oracle waise yeh hoti kia hai is ko install kese kerte hain
                    Agar aap yeh samajh kar is course mein dakhal huwey hain keh Oracle ko fancy si application ho gi jismein for Aanchal's sake Graphics ka kaam ki jaa sakta hai, ya picture manipulation ki jaa sakti hai to phir yeh ghalat course hai :zuban: - Oracle aik DATABASE hai. Isko samajhney key liye yeh misaal lijiye:

                    Aap key paas 1000ron unique paintings hain, unka naam aap ney Word, Excell ya kisi bhi jaggah per likhey huwey hain. Ab yeh 1000ro paitings, 100ron mukhtalif artists ki hon gi to unka bhi record aap ko likhna ho ga - is tarha apa ki list growing growing hoti jaey gi. Kisi bhi database mein yeh information aisey mehfooz ki jaa sakti hai keh aap agar aik Artist ka search karein to uski tumaam paitings, woh kahan per located hain yeh sab track aap key samney aa jata hai. Yeh informations ko mehfooz karney ka zakheera hai :)
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #25
                      Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                      [quote=Muhammad-abid;287598]
                      Originally posted by Muhammad-abid
                      Salam to you Sir
                      i am a student of B.com but i am intrested in IT so thats way i will also parsticipate but i can,t connect net daly i will all you lectures every sunday and do its applications kindly told me whats i should do now for learing I will be too much thankfull to you if teach about OB. and told me whats i should purchase for it
                      Just pay attention to Course here :p - Welcome on board :rose
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #26
                        Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                        Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                        Jab office mei aap outlook express aur explorer mei expert ho jayein to aap ko mazeed comlications mei dalney ke liyeh ORACLE kerwaya jata hai ...jese humarey office mei ho raha hai ........ Hum issey bhugat rahey hain :tauba
                        Aap ko yaqinan ACCESS sey nijaat dilwaii jaa rahi ho gi - Access bhi aik database hai jissey ham databases ka khilona kehtey hain...:cc:
                        Last edited by Masood; 11 December 2006, 11:45.
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #27
                          Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                          Sochiyey aur btaiyey:

                          Achha ji ab mera aap logon sey aik sawaal hai:

                          Aap key paas 2 address books hain: aik clients ki aur aik friends ki. Annam client ki hasiyat sey aap key paas register hoti hain aur aap ki dost ban jati hain. Kya aap Annam ko apney client ki address book sey nikal kar friends ki address book mein daal lein gey? Ya phir ussey clients hi key address book mein rehney dein gey aur jab friends ki fehrist dekhni ho, aap yaad rakhein gey keh Annam aap ki dost abhi tak Clients ki book mein hai???? Ya phir aap teesri soorat mein aik naii address book bnaein gey jis mein both clients and friends hon????? Give your suggestions after keeping in mind keh how Oracle will work in this case....
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #28
                            Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                            Originally posted by Masood View Post

                            hum Annam ko client ki address book me bhi register karenge...or friend ki address book me bhi karenge :embarasse
                            sigpic

                            Comment

                            • #29
                              Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                              Originally posted by Ms.Khan View Post
                              hum Annam ko client ki address book me bhi register karenge...or friend ki address book me bhi karenge :embarasse
                              Sadia yeh to double registration ho gi na aur phir kya double update kiya karo gi? :wk
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              • #30
                                Re: Pegham Course - Oracle 8 Basics

                                Originally posted by Masood View Post
                                Sadia yeh to double registration ho gi na aur phir kya double update kiya karo gi? :wk
                                :cc: i think phir new address book banayenge jis me both clients n frnds honge :wk warna doosri soorat me hum kis kis ko yaad rakhenge k ye hamari client bhi thi :(
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X