Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Get Reputation Point.........

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Get Reputation Point -- Part XXIV ( Ramzaan Special )







    Question ~ Islami Kitaaben Ki Tada'ad kitni hai? Neez Koun si kitaab kis Rasool per Nazil hui ?







    Best Of Luck







    Comment


    • Re: Get Reputation Point -- Part XXIV ( Ramzaan Special )

      Name of books
      1.zaboor hazret daod a.s

      2.turaat hazret mosa a.s

      3.injeel hazret esa a.s

      4.quran pak hazret muhammad pbum



      meaning of books

      1.bhery haroof main likhi gai kitaab


      2.roshni


      3.aschi kahber


      4. Perha gaya
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment


      • Re: Get Reputation Point -- Part XXIV ( Ramzaan Special )

        Originally posted by ashi View Post
        Name of books
        1.zaboor hazret daod a.s

        2.turaat hazret mosa a.s

        3.injeel hazret esa a.s

        4.quran pak hazret muhammad pbum



        meaning of books

        1.bhery haroof main likhi gai kitaab


        2.roshni


        3.aschi kahber


        4. Perha gaya
        Buhat umda jawab :clap:





        Congratulation


        ~*~ ashi ~*~


        You got a reputation point


        Comment


        • Get Reputation Point -- Part XXV ( Ramzaan Special )

          Doston



          Question ~ Qura'an Pak ka nazool kitne arsay me mukamal hua?





          Best Of Luck





          Comment


          • Re: Get Reputation Point -- Part XXV ( Ramzaan Special )

            22 years 6 month...(Taqreeba 23 years)
            I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

            Comment


            • Re: Get Reputation Point -- Part XXV ( Ramzaan Special )

              Originally posted by Tanha Hassan View Post
              22 years 6 month...(Taqreeba 23 years)
              Sahi Jawab :clap:





              Congratulation


              ~*~ Hassan ~*~


              You got a reputation point


              Comment


              • Re: Get Reputation Point -- Part XXIV ( Ramzaan Special )

                thanks
                ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                sigpic

                Comment


                • Re: Get Reputation Point -- Part XXV ( Ramzaan Special )

                  Thankx a lot brother
                  I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                  Comment


                  • Get Reputation Point -- Part XXVI ( Ramazan Special )






                    Question ~ Islam me shariyat ke mutabiq Zaka'at kin logon per farz hai aur Zaka'at ka kiya nisaab hai?






                    Best Of Luck
                    Last edited by Mr.Khan; 5 September 2009, 10:02.

                    Comment


                    • Re: Get Reputation Point -- Part XXVI ( Ramazan Special )

                      Quran mein 8 qisam k loogo per zakat faraz hona

                      faqeer

                      maskeen

                      amley-e-zakat

                      Molft ul qalab


                      ghulam azaad kervana


                      qaaraz daar

                      musafir

                      fesebi llilaah

                      yeh loogoo zakaat k haqdaar hain


                      2.5% Nisab hai zakat ka her sahiba istat jo balig ho us per zakat faraz hai
                      I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                      Comment


                      • Re: Get Reputation Point -- Part XXVI ( Ramazan Special )

                        zikaat ka nisaab 7 1/2 tula sona

                        52 1/2 chandi yani total arahi fised
                        nisaab sy muraad wo kam y kam maal ya jaidad jis per zakaat farez ho

                        jo log zakkat ada kerty hain un ko ( sah-e-bay nisab kehty hain

                        aur qarez daaar
                        musafir

                        hajet mendh
                        muskeen
                        yeh seb haqdaar hain

                        aur zakaat k meaning( paak kerna) yeh info k liya batay ahain
                        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                        sigpic

                        Comment


                        • Re: Get Reputation Point -- Part XXVI ( Ramazan Special )

                          Originally posted by Tanha Hassan View Post
                          Quran mein 8 qisam k loogo per zakat faraz hona

                          faqeer

                          maskeen

                          amley-e-zakat

                          Molft ul qalab


                          ghulam azaad kervana


                          qaaraz daar

                          musafir

                          fesebi llilaah

                          yeh loogoo zakaat k haqdaar hain


                          2.5% Nisab hai zakat ka her sahiba istat jo balig ho us per zakat farz hai
                          Hassan bhai, ap ne jo 8 logon ka zikar kiya hai jin ko Zaka'at deni chahye woh Zaka'at ke masarif me aata hai matlub ke woh log Zaka'at ke haq daar hai,

                          "Zaka'at kin logon per farz hai" is ka matlub ye hai k kin logon ko Zaka'at aada karni chahye yaani sahib-e-nisaab log :)

                          Aur aap ka jawab bhi incomplete hai, sirf 2.5% feesad nisaab zaka'at ka nisaab nahi hai, 2.5% to aap ko zaka'at ada karni hoti hai ( ashi ne mukamal nisaab bayaan kiya hai)
                          Originally posted by ashi View Post
                          zikaat ka nisaab 7 1/2 tula sona

                          52 1/2 chandi yani total arahi fised
                          nisaab sy muraad wo kam y kam maal ya jaidad jis per zakaat farez ho

                          jo log zakkat ada kerty hain un ko ( sah-e-bay nisab kehty hain

                          aur qarez daaar
                          musafir

                          hajet mendh
                          muskeen
                          yeh seb haqdaar hain

                          aur zakaat k meaning( paak kerna) yeh info k liya batay ahain
                          Sahi Jawab :clap:





                          Congratulation


                          ~*~ ashi ~*~


                          You got a reputation point :thmbup:


                          Comment


                          • Get Reputation Point -- Part XXVII ( Ramzaan Special )






                            Question ~ Nabi Kareem (S.A.W.) ki namaz-e-janaza kin Sahaba (R.A) ne parhaii?





                            Best Of Luck :thmbup:



                            Comment


                            • Re: Get Reputation Point -- Part XXVII ( Ramzaan Special )

                              رسول اللہ صلی اللہ علیہ و علی آلہ وسلم کی میّت مُبارک کو اُن کی قمیص میں ہی غُسل دِیا گیا اور غُسل دینے والے ، اُن کے چچا العباس ، العباس کے بیٹے الفضل اور قثم ، اور علی بن ابی طالب ، اُسامہ بن زید ، اوس بن خولی ، اور رسول اللہ صلی اللہ علیہ و علی آلہ وسلم کے غُلام شقران رضی اللہ عنہم اجمعین تھے

                              Comment


                              • Re: Get Reputation Point -- Part XXVII ( Ramzaan Special )

                                Originally posted by HumSafar View Post
                                رسول اللہ صلی اللہ علیہ و علی آلہ وسلم کی میّت مُبارک کو اُن کی قمیص میں ہی غُسل دِیا گیا اور غُسل دینے والے ، اُن کے چچا العباس ، العباس کے بیٹے الفضل اور قثم ، اور علی بن ابی طالب ، اُسامہ بن زید ، اوس بن خولی ، اور رسول اللہ صلی اللہ علیہ و علی آلہ وسلم کے غُلام شقران رضی اللہ عنہم اجمعین تھے
                                Aur Namaz-e-Janaza kinho ne parhaii?

                                Comment

                                Working...
                                X