Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Get Reputation Point.........

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Get Reputation Point -- Part XXII ( Ramzaan Special )

    124,000 l3kin sirf 25 a3s3 hain jinka Quran m3i zikar hai

    Comment


    • Re: Get Reputation Point -- Part XXII ( Ramzaan Special )

      Originally posted by *khushi* View Post
      124,000 l3kin sirf 25 a3s3 hain jinka Quran m3i zikar hai
      Khushi aap ne shayad mere pochay gaye question ko theek se nahi parha,

      Mai ne Rasoolon ki tada'ad ke baare me posha hai, jub ke 124,000 to Farishton ki tada'ad hai :)

      Comment


      • Re: Get Reputation Point -- Part XXI ( Ramzaan Special )

        Originally posted by *Rida* View Post
        Walaikom Assalam

        Ashi aur Crystal thinking ki baat apni jaga sahih hai ...
        lakin khas is topic per main nay yeh perha hai ....keh sari zameen ko
        HAZRAT MUHAMMAD SAW ki ummat kay liye sajda gaah bana diya gaya....
        aur JANNAT main janay wali safooN mein say 80 safain HAZRAT MUHAMMAD SAW ki ummat ki hongi....
        :SubhanAllhaa:
        sigpic

        Comment


        • Re: Get Reputation Point -- Part XXII ( Ramzaan Special )

          313 :)
          sigpic

          Comment


          • Re: Get Reputation Point -- Part XXII ( Ramzaan Special )

            Originally posted by Ms.Khan View Post
            313 :)
            Correct Answer :thmbup:





            Congratulation


            ~*~ Ms.Khan ~*~



            You got a reputation point


            Comment


            • Re: Get Reputation Point -- Part XXII ( Ramzaan Special )

              Originally posted by Mr.Khan View Post
              Correct Answer :thmbup:





              Congratulation


              ~*~ Ms.Khan ~*~



              You got a reputation point



              sigpic

              Comment


              • Get Reputation Point -- Part XXIII ( Ramzaan Special )







                Question ~ Qura'an Shareef ki pehli sorat ka naam bataye? Neez ye soorat ki muqaam per nazil hui?




                Best Of Luck







                Comment


                • re: Get Reputation Point -- Part XXIII ( Ramzaan Special )

                  Tarteeb k lehaz sey Pehli soorat Surah-e-Fathiha hai jo Makkah mein nazael hoey

                  wasey sab sey pahli Wahi Surha-e-Aalaq hai jo Ghair-e-hira(Makkah) mein nazel hoey
                  I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                  Comment


                  • Re: Get Reputation Point -- Part XXII ( Ramzaan Special )

                    Originally posted by Ms.Khan View Post

                    congrates bhabi :D
                    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                    sigpic

                    Comment


                    • Re: Get Reputation Point -- Part XXII ( Ramzaan Special )

                      Originally posted by Mr.Khan View Post
                      Khushi aap ne shayad mere pochay gaye question ko theek se nahi parha,

                      Mai ne Rasoolon ki tada'ad ke baare me posha hai, jub ke 124,000 to Farishton ki tada'ad hai :)
                      Hold on!

                      Acc. to my knowledge

                      Allah T'ala ney iss zameen per takreeban aik laak chobees hazaar NABI bhejey hein. hamein in ka exact no. nahi maloom as Quran mey ALlah T'ala ka farmaan hai:

                      And messengers We have mentioned unto thee before and messengers We have not mentioned unto thee; ... (An-Nissa-164)

                      In ambiya karam mey sey kuch Rasool they: Rasool: jin ko aik law diya gaya (a book or saheefa)

                      Jin ko books di gai :
                      Hazrat Musa(a.s), Hazrat dawood(a.s), Hazraf Isa (a.s.) aur Hazrat Muhammad (s.a.w)

                      Jin ko sahaaif diye gaye:
                      Hazrat Ibrahim(a.s)
                      (baki k names mujhey nahi maloom...)
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • Re: Get Reputation Point -- Part XXII ( Ramzaan Special )

                        great

                        I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                        Comment


                        • Re: Get Reputation Point -- Part XXII ( Ramzaan Special )

                          Originally posted by Xai View Post
                          Hold on!

                          Acc. to my knowledge

                          Allah T'ala ney iss zameen per takreeban aik laak chobees hazaar NABI bhejey hein. hamein in ka exact no. nahi maloom as Quran mey ALlah T'ala ka farmaan hai:

                          And messengers We have mentioned unto thee before and messengers We have not mentioned unto thee; ... (An-Nissa-164)

                          In ambiya karam mey sey kuch Rasool they: Rasool: jin ko aik law diya gaya (a book or saheefa)

                          Jin ko books di gai :
                          Hazrat Musa(a.s), Hazrat dawood(a.s), Hazraf Isa (a.s.) aur Hazrat Muhammad (s.a.w)

                          Jin ko sahaaif diye gaye:
                          Hazrat Ibrahim(a.s)
                          (baki k names mujhey nahi maloom...)
                          :thmbup:
                          For New Designers
                          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                          Comment


                          • Re: Get Reputation Point -- Part XXII ( Ramzaan Special )

                            khan bhasi xai sahe keh rahi hain is liya k ap ny rasoolon ki tadad pouchi hain jo k ek lakh 24 hazar hain aur farishton ki tadad main dekh k baatati ho n
                            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                            sigpic

                            Comment


                            • Re: Get Reputation Point -- Part XXII ( Ramzaan Special )

                              Originally posted by ashi View Post
                              khan bhasi xai sahe keh rahi hain is liya k ap ny rasoolon ki tadad pouchi hain jo k ek lakh 24 hazar hain aur farishton ki tadad main dekh k baatati ho n
                              Jee bilkul, Mai is per work out kar ke tasfeeli jawab don ga :insha: :)

                              Comment


                              • Re: Get Reputation Point -- Part XXIII ( Ramzaan Special )

                                Originally posted by Tanha Hassan View Post
                                Tarteeb k lehaz sey Pehli soorat Surah-e-Fathiha hai jo Makkah mein nazael hoey

                                wasey sab sey pahli Wahi Surha-e-Aalaq hai jo Ghair-e-hira(Makkah) mein nazel hoey
                                Sahi Jawab :clap:





                                Congratulation


                                ~*~ Hassan ~*~


                                You got a reputation point :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X