Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Get Reputation Point.........

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Get Reputation Point -- Part XIX ( Ramzaan Special )

    congrates aada
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

    Comment


    • Get Reputation Point -- Part XX ( Ramazan Special )

      Doston


      Question ~ Qura'an Majeed me kitne sajday hen?Neez pehla aur akhri sajda kis sipaaray me aatay hen?




      Best Of Luck




      Comment


      • Re: Get Reputation Point -- Part XX ( Ramazan Special )

        QURAN MAJEED MAIN 14 SAJDAY HAIN LAKIN IMAAM SHAFI K MUTABIQ PENDERWAN(15) SAJDA PARA NUM 17 ( IQTERAB) SOREH MOMIN AYET NUMBER 77 MAIN HAIN AUR YEH CHOTI MENZIL HAIN IS KA TERJUMA HAIN K "AY IMAAN WALLO TUM ROKO KIA KERO AUR SAJDA KIA KERO AUR APNE RUB KI IBADAT KIA KERO TUM AYSE NAIK KAM B KIA KERO WADA HAIN K TUM FALAAH PAO GAY
        AUR

        PEHLA SAJDA SOREH AL ARAAF PARA NUM(9)
        AUR AKHERI SAJDA SOREH ALEQ para num(30)
        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

        sigpic

        Comment


        • Re: Get Reputation Point -- Part XIX ( Ramzaan Special )

          congratulations...:)
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment


          • Re: Get Reputation Point -- Part XVIII ( Ramzaan Special )

            Originally posted by Mr.Khan View Post
            Sahi Jawab :thmbup:



            Congratulation


            ~*~ Rida ~*~

            You got a reputation point
            at last....:hehe:
            thanks...
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment


            • Re: Get Reputation Point -- Part XX ( Ramazan Special )

              waooooooooooo congrats ayesha dear
              I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

              Comment


              • Re: Get Reputation Point -- Part XX ( Ramazan Special )

                Originally posted by ashi View Post
                QURAN MAJEED MAIN 14 SAJDAY HAIN LAKIN IMAAM SHAFI K MUTABIQ PENDERWAN(15) SAJDA PARA NUM 17 ( IQTERAB) SOREH MOMIN AYET NUMBER 77 MAIN HAIN AUR YEH CHOTI MENZIL HAIN IS KA TERJUMA HAIN K "AY IMAAN WALLO TUM ROKO KIA KERO AUR SAJDA KIA KERO AUR APNE RUB KI IBADAT KIA KERO TUM AYSE NAIK KAM B KIA KERO WADA HAIN K TUM FALAAH PAO GAY
                AUR

                PEHLA SAJDA SOREH AL ARAAF PARA NUM(9)
                AUR AKHERI SAJDA SOREH ALEQ para num(30)
                Buhat mufassil aur umda jawab :thmbup:





                Congratulation


                ~*~ ashi ~*~


                You got a reputation point :)


                Comment


                • Get Reputation Point -- Part XXI ( Ramzaan Special )

                  Doston




                  Question ~ Huzoor Pak (S.A.W) ko kitni aur kon si cheezon ( Baaton ) me deegar Anbiya (A.S.) per fazeelat di gaii?





                  Best Of Luck






                  Comment


                  • Re: Get Reputation Point -- Part XXI ( Ramzaan Special )

                    Khatam-ul-NABIYEN
                    ALLAH K MEHBOB NABI
                    Akhri UMAT
                    MUQAM-E-WASILA
                    TAMAM NABIYON K SARDAR
                    DUNIYA KI AKHRI KITAB YANI QURAN PAK AP PY NAZIL HOYA
                    OR AP KI SHARIYAT AKHRI HY JO TA QEEYAMAT RAHAY GE
                    میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                    Comment


                    • Re: Get Reputation Point -- Part XXI ( Ramzaan Special )

                      filhal to yehe yad aa re hen no doubt or be hen...
                      میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                      Comment


                      • Re: Get Reputation Point -- Part XXI ( Ramzaan Special )

                        resalet-e- MUHAMMAD PBUM ki khusosiyaat jin ki waja sy unhain dosery tamam ambiyan ikram per fazelat hasil hain:
                        alemgiriyat
                        takmeel-e-deen
                        hifazet-e- kitaab(quran)
                        jamiyet
                        himagheri
                        wakia miraaj

                        khetmay nabowet

                        aur quran pak main irshad hain k
                        " MUHAMMAD PBUM tumhre merdon main sy kisi k baap nhe lakin wo ALLAH k rasool aur akheri nabi hain(soreh ahzab ayet 40)

                        lakin ek aur baat main bata doon bhai k quran pak ki ayet mubarika hain k hum is k (ALLAH ) ky rasoolon main bahem tafreek nhe kerty

                        (soreh bakra ayet 285)
                        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                        sigpic

                        Comment


                        • Re: Get Reputation Point -- Part XXI ( Ramzaan Special )

                          Originally posted by Mr.Khan View Post
                          Doston




                          Question ~ Huzoor Pak (S.A.W) ko kitni aur kon si cheezon ( Baaton ) me deegar Anbiya (A.S.) per fazeelat di gaii?





                          Best Of Luck


                          Walaikom Assalam

                          Ashi aur Crystal thinking ki baat apni jaga sahih hai ...
                          lakin khas is topic per main nay yeh perha hai ....keh sari zameen ko
                          HAZRAT MUHAMMAD SAW ki ummat kay liye sajda gaah bana diya gaya....
                          aur JANNAT main janay wali safooN mein say 80 safain HAZRAT MUHAMMAD SAW ki ummat ki hongi....
                          For New Designers
                          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                          Comment


                          • Re: Get Reputation Point -- Part XXI ( Ramzaan Special )

                            Originally posted by crystal_thinking View Post
                            Khatam-ul-NABIYEN
                            ALLAH K MEHBOB NABI
                            Akhri UMAT
                            MUQAM-E-WASILA
                            TAMAM NABIYON K SARDAR
                            DUNIYA KI AKHRI KITAB YANI QURAN PAK AP PY NAZIL HOYA
                            OR AP KI SHARIYAT AKHRI HY JO TA QEEYAMAT RAHAY GE
                            Originally posted by ashi View Post
                            resalet-e- MUHAMMAD PBUM ki khusosiyaat jin ki waja sy unhain dosery tamam ambiyan ikram per fazelat hasil hain:
                            alemgiriyat
                            takmeel-e-deen
                            hifazet-e- kitaab(quran)
                            jamiyet
                            himagheri
                            wakia miraaj

                            khetmay nabowet

                            aur quran pak main irshad hain k
                            " MUHAMMAD PBUM tumhre merdon main sy kisi k baap nhe lakin wo ALLAH k rasool aur akheri nabi hain(soreh ahzab ayet 40)

                            lakin ek aur baat main bata doon bhai k quran pak ki ayet mubarika hain k hum is k (ALLAH ) ky rasoolon main bahem tafreek nhe kerty

                            (soreh bakra ayet 285)
                            Originally posted by *Rida* View Post
                            Walaikom Assalam

                            Ashi aur Crystal thinking ki baat apni jaga sahih hai ...
                            lakin khas is topic per main nay yeh perha hai ....keh sari zameen ko
                            HAZRAT MUHAMMAD SAW ki ummat kay liye sajda gaah bana diya gaya....
                            aur JANNAT main janay wali safooN mein say 80 safain HAZRAT MUHAMMAD SAW ki ummat ki hongi....
                            Aaap teeno ka jawab apni jaga bilkul sahi hai :)

                            Magar apne sawal ka mai ek Jamea or mukhtasar jawab dena chahon ga.

                            Huzoor Pak (S.A.W) ko 6 baaton (cheezon) ki waja se dosray tamaam Anbiya (A.S.) per fazeelat hasil thi.
                            1. Jamae or Mukhtasir baat karne ki salahiyat
                            2. Nusrat ata hona
                            3. Maal-e-Ghanimat ka halaal hona.
                            4. Khatam-un-Nabi
                            5. Duniya ke tamaam logon ke liye Rasool hona.
                            6. Saari zameen ka musjid ban jana ( Jese ke Rida Sis ne bayaan kiya hai " keh sari zameen ko HAZRAT MUHAMMAD SAW ki ummat kay liye sajda gaah bana diya gaya...." )
                            Last edited by Mr.Khan; 4 September 2009, 15:31.

                            Comment


                            • Re: Get Reputation Point -- Part XXI ( Ramzaan Special )

                              Click image for larger version

Name:	clip_congratulations2.gif
Views:	46
Size:	193.9 KB
ID:	2410001



                              Aap 3no ko Reputation Point Mubarak ho :)



                              crystal_thinking


                              zoni


                              &


                              *Rida*

                              Comment


                              • Get Reputation Point -- Part XXII ( Ramzaan Special )





                                Question ~ Islam me Rasoolon ki tada'ad kitni hai?





                                Best Of Luck





                                Comment

                                Working...
                                X