Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Get Reputation Point.........

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Get Reputation Point -- Part XVII ( Ramzaan Special )

    Congrates XAI.....:rose

    Comment


    • Re: Get Reputation Point -- Part XVII ( Ramzaan Special )

      Originally posted by shummu View Post
      Oh sorry got confused...NAAM ki jaagah maine socha aapne poocha ke ZIKR aaya hai... kyonki ZIKR un sab khwaateen ka aaya hai jo mention hua hai magar DIRECT NAAM sirf BIBI MARYAM ka hi hai...
      :)

      Comment


      • Get Reputation Point -- Part XVIII ( Ramzaan Special )

        Doston




        Question ~ Nabi Kareem (S.A.W.) ki naat sub se pehle kin Sahaba (R.A.) ne parhi? ( Sub se pehle Na'at Khuwan koun thay )





        Best Of Luck
        Last edited by Mr.Khan; 1 September 2009, 21:24.

        Comment


        • Re: Get Reputation Point -- Part XVIII ( Ramzaan Special )

          (ka,ab bin zubair )jo pehlay shair b thay aur ap ny nabi pak PBUM k liya naat likhi the aur peri the aur nabi pak PBUH ny inaam b diya tha jahan tak main ny perha hain
          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

          sigpic

          Comment


          • Re: Get Reputation Point -- Part XVII ( Ramzaan Special )

            Congratz Xai...:phool:
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment


            • Re: Get Reputation Point -- Part XV ( Ramzaan Special )

              congratulations Ms. Khan
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment


              • Re: Get Reputation Point -- Part XVII ( Ramzaan Special )

                Congratz chiips

                Comment


                • Re: Get Reputation Point -- Part XVIII ( Ramzaan Special )

                  Originally posted by Mr.Khan View Post
                  Doston




                  Question ~ Nabi Kareem (S.A.W.) ki naat sub se pehle kin Sahaba (R.A.) ne parhi? ( Sub se pehle Na'at Khuwan koun thay )






                  Best Of Luck
                  Hazrat Hassan bin Sabit
                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment


                  • Re: Get Reputation Point -- Part XVIII ( Ramzaan Special )

                    congrats RIDA
                    I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                    Comment


                    • Re: Get Reputation Point -- Part XVIII ( Ramzaan Special )

                      Originally posted by *Rida* View Post
                      Hazrat Hassan bin Sabit (R.A.)
                      Sahi Jawab :thmbup:



                      Congratulation


                      ~*~ Rida ~*~

                      You got a reputation point

                      Comment


                      • Get Reputation Point -- Part XIX ( Ramzaan Special )

                        Doston



                        Question ~ Nabi aur Rasool me kiya farq hai?




                        Best Of Luck

                        Comment


                        • Re: Get Reputation Point -- Part XIX ( Ramzaan Special )

                          Walaikum Assalam

                          Rasool: jin pe Allah ki kitab nazil hui aur jinho ne farishto ko dekha...
                          Nabi: jin pe kitab nazil nahi hui aur unho ne Rasool'oN pe nazil hui kitab ko follow kia...plus unho ne farishto ko khuwab me dekha

                          :donno:

                          Comment


                          • Re: Get Reputation Point -- Part XIX ( Ramzaan Special )

                            Nabi:Jin per Kitaab ya sahifa nazel hoey ho


                            Rasool.....Pegham punchney wala...in per kitab ya sahifey ka nazaol nahi hua hota
                            I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                            Comment


                            • Re: Get Reputation Point -- Part XIX ( Ramzaan Special )

                              rasool k meaning pegham pohchany wala aur
                              nabi k meaning khaber dyne wala

                              nabi aur rasool main farq yeh hain k rasool khas sahib e kitaab hotain hain aur jab ky nabi aam hoty hain aur sahab e kitab hona zarori nhe her rasool nabi hota hainm lakin her nabi rasool nhe hota
                              ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                              sigpic

                              Comment


                              • Re: Get Reputation Point -- Part XIX ( Ramzaan Special )

                                Originally posted by MSA View Post
                                Walaikum Assalam

                                Rasool: jin pe Allah ki kitab nazil hui aur jinho ne farishto ko dekha...
                                Nabi: jin pe kitab nazil nahi hui aur unho ne Rasool'oN pe nazil hui kitab ko follow kia...plus unho ne farishto ko khuwab me dekha

                                :donno:
                                Originally posted by ashi View Post
                                rasool k meaning pegham pohchany wala aur
                                nabi k meaning khaber dyne wala

                                nabi aur rasool main farq yeh hain k rasool khas sahib e kitaab hotain hain aur jab ky nabi aam hoty hain aur sahab e kitab hona zarori nhe her rasool nabi hota hainm lakin her nabi rasool nhe hota
                                Aap dono ka Jawab Sahi hai....:clap:

                                is Get Repu Walay game ke 2 winners hen.

                                Kyun ke ap dono ke jawabawat ko mila kar is question ka mukamal answer banta hai:)



                                Congratulation


                                ~*~ MSA ~*~

                                &

                                ~*~ ashi ~*~


                                You both got a reputation point

                                Comment

                                Working...
                                X