Re: Islam or Jihad
@
السلام عليكم و رحمة الله
sub sey pehley ap sub sey maafi chahtii hoon wadey ko poora karney main itnii takheer k liye..
phir yeh k asolun ye thread first page sey start hona chahye tha jo na hosaka..laikin khair..jaisey Abudujana ne kaha..k pehley manfii tasaweer ki wazahat ki koshish ki gayii ub Insha'Allah musbat baat hogii...
so main yahan jihad k mafhoom ya aqsaam waghera par baat shuru nai karoon gii kyunki un main koi ikhtilaaf nahiin..baat hogii yahan un istilahaat ki jo Jihad se jurrey zaroor hain magar Jihad se un ka koi wasta nahii..
jin main sar'e'fehrist hai ..JIHAD'E'AKBAR'O'ASGHAR....
Jihad ki tareekh main jo sub sey barra zarb jihad ko laga hai wo hai Jihad ko akbar'o'asghar main taqseem karna...Kuffar ko jub ye andaza laga k musalmaan jub aik saff hokar jihad ka na'ra buland kartey hain tu wo In k saamney tik nai patey...tu unhoon ne is museebat sey bachney k liye halool talaash karna shuru kiye...jin main sub sey behtar hul unhein mila...Musalmanoon ko Pur'aman tareeqey se jihad sey door karna..or bilkul wo is main kaamyaab bhi howe..Jihad sey unhein nijaat milli or wo islamii dunya par qaabiz ho key baith gaye..
or wo tareeqa jis ne muslamaanoo ko jihad sey door rakha or itney arsey tak zaleel rakha wo hai..Jihad ki Akbar or Asghar main taqseem..
unhoon ne yeh kaha k Jihad'e'asghar kufaar se larrai hai or Akbar nafs or shaitaan sey...or yeh kaafir bhut hi Hoshyaar or aqal'mund hain ..jantey hain k nafs or shaitaan sey xindagii bhar chutkara pana mushkil hi nahiin na'mumkin hai...tu isi liye musalmaanoo ko is mai laga diya...or is k liye unhoon ne Hazoor Pak Sallalahu alaihi wassalam sey mansoob aik jhotti hadees waza' ki..jo hamarii behan Crystal ne bhi yahan share kii...or jub yeh hadees aik aam musalmaan ko milli tu us ne socha k jub main jihad'e'akbar kar sakta hoon tu kya karoon ga jihad'e'asghar kar k...tu wo lag gaya apnii nafs or us ki khwahishaat se larrney main...
or wo jin mai aj bhi khair baqii hai wo yeh sochtey hain k chalo jub jihad'e'akbar sey farigh hojaon tu jihad'e'asghar bhi hojaye ga..
is hadees ki sanad k baarey main agar baat karnii ho tu wo bhi alag se zaroor hogii..
ab yeh yaqeen tu hochala k is hadees ko waza' karney wala Jihad sey shadeed nafrat or Islam sey shadeed hiqd karney wala hai..
Jihad fee Sabeelillah jaisa koi amal nahii..or is baat ka saboot yeh hadees hai..
or isi tarah Abu Huraira Raziallahu Anhu sey yeh ravayat hai...
yeh doosri hadees main yeh bilkul wazeh hai k is sahabii ne Hazoor Pak sallalahu alaihi wassalm sey ijazat maangii k wo ibadat k liye logoon sey alag rehna chahtey hain..tu Hazoor pak Alaihi'salam ne unhein mana kar diya...or us sey bhi behtar amal yaani Jihad ka kaha...
so yahan sey is hadees ka batil hona sabit hota hai...
Wallahu A'lamu bi'sawaab...
ab agar is nuqtey par behas karnii ho tu plz move on...
@
السلام عليكم و رحمة الله
sub sey pehley ap sub sey maafi chahtii hoon wadey ko poora karney main itnii takheer k liye..
phir yeh k asolun ye thread first page sey start hona chahye tha jo na hosaka..laikin khair..jaisey Abudujana ne kaha..k pehley manfii tasaweer ki wazahat ki koshish ki gayii ub Insha'Allah musbat baat hogii...
so main yahan jihad k mafhoom ya aqsaam waghera par baat shuru nai karoon gii kyunki un main koi ikhtilaaf nahiin..baat hogii yahan un istilahaat ki jo Jihad se jurrey zaroor hain magar Jihad se un ka koi wasta nahii..
jin main sar'e'fehrist hai ..JIHAD'E'AKBAR'O'ASGHAR....
Jihad ki tareekh main jo sub sey barra zarb jihad ko laga hai wo hai Jihad ko akbar'o'asghar main taqseem karna...Kuffar ko jub ye andaza laga k musalmaan jub aik saff hokar jihad ka na'ra buland kartey hain tu wo In k saamney tik nai patey...tu unhoon ne is museebat sey bachney k liye halool talaash karna shuru kiye...jin main sub sey behtar hul unhein mila...Musalmanoon ko Pur'aman tareeqey se jihad sey door karna..or bilkul wo is main kaamyaab bhi howe..Jihad sey unhein nijaat milli or wo islamii dunya par qaabiz ho key baith gaye..
or wo tareeqa jis ne muslamaanoo ko jihad sey door rakha or itney arsey tak zaleel rakha wo hai..Jihad ki Akbar or Asghar main taqseem..
unhoon ne yeh kaha k Jihad'e'asghar kufaar se larrai hai or Akbar nafs or shaitaan sey...or yeh kaafir bhut hi Hoshyaar or aqal'mund hain ..jantey hain k nafs or shaitaan sey xindagii bhar chutkara pana mushkil hi nahiin na'mumkin hai...tu isi liye musalmaanoo ko is mai laga diya...or is k liye unhoon ne Hazoor Pak Sallalahu alaihi wassalam sey mansoob aik jhotti hadees waza' ki..jo hamarii behan Crystal ne bhi yahan share kii...or jub yeh hadees aik aam musalmaan ko milli tu us ne socha k jub main jihad'e'akbar kar sakta hoon tu kya karoon ga jihad'e'asghar kar k...tu wo lag gaya apnii nafs or us ki khwahishaat se larrney main...
or wo jin mai aj bhi khair baqii hai wo yeh sochtey hain k chalo jub jihad'e'akbar sey farigh hojaon tu jihad'e'asghar bhi hojaye ga..
is hadees ki sanad k baarey main agar baat karnii ho tu wo bhi alag se zaroor hogii..
ab yeh yaqeen tu hochala k is hadees ko waza' karney wala Jihad sey shadeed nafrat or Islam sey shadeed hiqd karney wala hai..
Jihad fee Sabeelillah jaisa koi amal nahii..or is baat ka saboot yeh hadees hai..
جاء رجل إلى النبي صلى الله عليه وسلم وقال : يارسول الله دلني على عمل يعادل الجهاد فقال عليه السلام لا أجده ثم قال : هل تستطيع إذا خرج المجاهد أن تدخل مسجدك فتقوم ولا تفتر وتصوم ولا تفطر ؟ فقال : ومن يستطيع ذلك يارسول الله
( أن رجلا من أصحاب رسول الله صلى الله عليه و سلم مر بشعب فيه عيينة من ماء عذب فأعجبه طيبه و حسنه فقال : لو اعتزلت الناس و أقمت في هذا الشعب ، ثم قال : لا أفعل حتى أستأمر رسول الله عليه و سلم ، فذكر ذلك لرسول الله صلى الله عليه و سلم فقال : لا تفعل ، فإن مقام أحدكم في سبيل الله أفضل من صلاته في أهله ستين عاما ، ألا تحبون أن يغفر الله لكم و يدخلكم الجنة ، اغزوا في سبيل الله ، من قاتل في سبيل الله فواق ناقة وجبت له الجنة .)

Comment