Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ek behad mukhtasir nazm ..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

    coolllllllllllllllllllllllllll
    :rose :rose :rose :rose :rose

    Comment


    • #17
      Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

      NIce bohat khoob thanx for sharing

      Ray_0f_Hope

      Comment


      • #18
        Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

        Originally posted by Wafa View Post
        shummu ji bohot ache nazam likhe hai....mughe pasand aae....lekhte rahea :rose
        thanx wafaa jee :rose warna to kuch logon ko to is nazm pe aiteraaz tha ke female hone ki wajah se mujhe aisa likhna shobha nahi deta ..lagta hai un logon ne parween shakir ko nahi parha jo ke ek mustanid shaaira thin aur aise kayi jazbon ko badi khoobsurati se kalaamband kiya tha :)

        Comment


        • #19
          Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

          ws aur bahut shukriya yahan tashreef laane ka aur hamare kalaam ko parhne aur saraahne ka....hum aap ko is bazm mein khushaamadeed kehte hain :rose

          aate rahiyega..!

          shumaila

          Comment


          • #20
            Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

            Originally posted by <<Muqadas>> View Post
            v nice shummu ji
            thank u so much Muqadas jee... btw very nice nick :)

            Comment


            • #21
              Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

              Originally posted by blossom420 View Post
              coolllllllllllllllllllllllllll
              thanxxxxxxxxxxxxxxxx

              Comment


              • #22
                Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

                Originally posted by ray_of_hope View Post
                NIce bohat khoob thanx for sharing
                shukriyaa ise parhne aur saraahne ka :)

                Comment


                • #23
                  Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

                  Originally posted by shummu View Post
                  Salam ahl-e-bazm!
                  abhi baiThe baiThe maazi ki yaadon meiN kho si gayi thi ,aankheiN nam ho gayiN aur yak lakht ek nazm ho gayi..pata nahi kisi laayaq hai bhi ke nahi kyonki amooman main ghazlien likhti hoon nazmien nahi...nazm behad mukhtasir hai....aur agar aap ise feel kar sake to aap ko ye nazm kuch na bolte hue bhi bahut kuch bolti hui nazar aayegi ...guzaarish hai ki is ke mehz lafzon pe na jaayein balki is ke andar pinhaan jazbon ko samajhne ki koshish karein.

                  *KISS*
                  na aawaaz de kar
                  na jhinjhoR kar..
                  jagaataa tha mujh ko
                  hameshaa hi woh...
                  miree band aankhoN
                  ko bas choom kar


                  BEHOODAH COMMENTS ARE NOT ALLOWED! - Masood!
                  Last edited by Masood; 4 August 2007, 14:59.
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

                    ...
                    Last edited by shummu; 1 April 2008, 15:17.
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #25
                      Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

                      Originally posted by shummu View Post
                      Salam ahl-e-bazm!
                      abhi baiThe baiThe maazi ki yaadon meiN kho si gayi thi ,aankheiN nam ho gayiN aur yak lakht ek nazm ho gayi..pata nahi kisi laayaq hai bhi ke nahi kyonki amooman main ghazlien likhti hoon nazmien nahi...nazm behad mukhtasir hai....aur agar aap ise feel kar sake to aap ko ye nazm kuch na bolte hue bhi bahut kuch bolti hui nazar aayegi ...guzaarish hai ki is ke mehz lafzon pe na jaayein balki is ke andar pinhaan jazbon ko samajhne ki koshish karein.

                      *KISS*
                      na aawaaz de kar
                      na jhinjhoR kar..
                      jagaataa tha mujh ko
                      hameshaa hi woh...
                      miree band aankhoN
                      ko bas choom kar



                      so sweeeeeeeet ............. :phool:
                      sigpic

                      Comment


                      • #26
                        Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

                        Originally posted by 'SamRazi' View Post
                        so sweeeeeeeet ............. :phool:
                        thank u....

                        Comment


                        • #27
                          Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

                          very nive

                          Comment


                          • #28
                            Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Bohat ghatiya nazam he...bulke bohat se bhi ziada ghatiya he...bulke us se bhi ziada ghatiya he...bulke jitna mein soochta hoon us se bhi ziada ghatiya he.

                            aur mein kia kahon :donno:

                            Aamir,
                            Insaani soch key ghatiya honey ki aur bohat sari elamaat hain, kuchh samney hoti hain aur kuchh posheedah! Kuchh log apney jazbaat ka izhaar sar-e-aam kartey hain aur kuchh ghut ghut ker martey hain aur maar detey hain!!

                            Shummu ney jis baat ka izhaar kiya hai, woh aik aurat ki nafsiyaati aarzu hai apney mehboob apney shohar apney us mard key liye jis sey woh wabasta hoti hai - mera dawa hai keh Maii Hawa sey ley ker - yes, aap ki apni khawateen tak - har aurat ki aarzu hai keh uska shohar ussey is andaaz mein chahey jiska izhaar Shummu ney kiya hai - mera yeh dawa bhi hai keh HAR mard chhup chhup ker auraton sey aisi batein suneney ki khawahish rakhtey hain, agar aurat sar-e-aam iska izhaar kar dey to kya buraii hai???

                            Shummu ney jiskey liye likha hai, main us ko aap sey bohat behtar janta hoon aur shummu ko bhi main aap sey bohat behtar janta hoon - lehaza jis baat ki aap ko samajh nahin us per tabsraa na kiya kijiye!
                            Last edited by Masood; 4 August 2007, 17:18.
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #29
                              Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

                              Aik Mukhtasir Maghar Khoobsurat Nazm Khoobsurat Ehssasat Liye howay :)
                              Zindagi Thak Gaye ..!!

                              Comment


                              • #30
                                Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

                                nice

                                Comment

                                Working...
                                X