Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ek behad mukhtasir nazm ..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ek behad mukhtasir nazm ..

    *KISS*
    na aawaaz de kar
    na jhinjhoR kar..
    jagaataa tha mujh ko
    hameshaa hi woh...
    miree band aankhoN
    ko bas choom kar

    Last edited by shummu; 5 September 2007, 17:10.

  • #2
    Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

    :rose
    Kabhi kabhi alfaaz woh kuchh biyaan nahin kar saktey jo dil kehna chahta hai. Aisey hi kuchh taa'sar ab hain keh is mukhtasir sey pyari si nazam mein jo biyaan hai uska ehsaas wohi mehsoos kar saktey hain jo is ehsaas sey aashna ho. Kuchh logon key paas ehsaas to bohat sey hain magar woh inhein qalam'band nahin kar saktey, shummu qudrat ney aap ko woh khoobi di hai keh chand alfaaz mein bohat kuchh kah jati hai :) Khush rahiye aur hamesha isi tarha likhti rahiye :)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

      hummm ....... nice izhar e muhbbat......
      but "sub" ko yeh "chance" nahin miltaa hahahahahah
      any ways achi koshis hai..
      Zaid Hammid on Sawat War..
      A must Watch..

      Comment


      • #4
        Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

        Originally posted by Masood
        :rose
        Kabhi kabhi alfaaz woh kuchh biyaan nahin kar saktey jo dil kehna chahta hai. Aisey hi kuchh taa'sar ab hain keh is mukhtasir sey pyari si nazam mein jo biyaan hai uska ehsaas wohi mehsoos kar saktey hain jo is ehsaas sey aashna ho. Kuchh logon key paas ehsaas to bohat sey hain magar woh inhein qalam'band nahin kar saktey, shummu qudrat ney aap ko woh khoobi di hai keh chand alfaaz mein bohat kuchh kah jati hai :) Khush rahiye aur hamesha isi tarha likhti rahiye :)

        Adaab masood jee..hamesha ki tarah ek baar bhi khule dil se hausla afzaayi farmaane ka dili shukriya qubool farmaayeiN...pehli baar nazm likhi thi....mujhe khushi hui aapko achchi lagi..thanx :rose

        Comment


        • #5
          Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

          Originally posted by tauseeftariq
          hummm ....... nice izhar e muhbbat......
          but "sub" ko yeh "chance" nahin miltaa hahahahahah
          any ways achi koshis hai..
          thanx :)

          Comment


          • #6
            Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

            Originally posted by Jhumroo
            bahot Khoob shummu...achchhaa Khayaal thaa aur Dhang se adaa kiyaa. bahot shukria share karne ke liye :rose
            bahut shukriya Jhumroo .jee....aap ko hamari adna si koshish pasand aayi :salam:

            Comment


            • #7
              Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

              Originally posted by shummu View Post
              Salam ahl-e-bazm!
              abhi baiThe baiThe maazi ki yaadon meiN kho si gayi thi ,aankheiN nam ho gayiN aur yak lakht ek nazm ho gayi..pata nahi kisi laayaq hai bhi ke nahi kyonki amooman main ghazlien likhti hoon nazmien nahi...nazm behad mukhtasir hai....aur agar aap ise feel kar sake to aap ko ye nazm kuch na bolte hue bhi bahut kuch bolti hui nazar aayegi ...

              *KISS*
              na aawaaz de kar
              na jhinjhoR kar..
              jagaataa tha mujh ko
              hameshaa hi woh...
              miree band aankhoN
              ko bas choom kar

              ahan kuch bhi na kaha aur keh bhi gaey....shayad aisay hee mokon k liey kaha gaya hay:) ....chund mukhtasir se alfaaz mein mann k ehsas ko bht khobsurti se byan kia hay aap nay Shumaila ji:rose :rose
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

                Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                ahan kuch bhi na kaha aur keh bhi gaey....shayad aisay hee mokon k liey kaha gaya hay:) ....chund mukhtasir se alfaaz mein mann k ehsas ko bht khobsurti se byan kia hay aap nay Shumaila ji:rose :rose

                THANK U SO MUCH ESHAA JEE :rose :)

                Comment


                • #9
                  Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

                  Sallam
                  janab bohat hi piyrei nazam hai .......................waqe agar meshsooos kia jauye to ye bohat hi geri baaaaaaat hai ..........aap k dil ne jo baaaaaaaaat mehsoos ki yaqennan ham ne bhi wo mehsooos ki great............keep it up
                  Har-Fun-Moula

                  Comment


                  • #10
                    Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

                    Originally posted by Hamsafar View Post
                    Sallam
                    janab bohat hi piyrei nazam hai .......................waqe agar meshsooos kia jauye to ye bohat hi geri baaaaaaat hai ..........aap k dil ne jo baaaaaaaaat mehsoos ki yaqennan ham ne bhi wo mehsooos ki great............keep it up
                    shukriya ise parhne aur mehsoos karne ka :)

                    Comment


                    • #11
                      Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

                      very nice !!!

                      Comment


                      • #12
                        Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

                        shummu ji bohot ache nazam likhe hai....mughe pasand aae....lekhte rahea :rose
                        Last edited by Wafa; 14 October 2006, 00:44.
                        sigpic


                        Comment


                        • #13
                          ussay milna saleebon ke gali mein/ ussay kehna wo sach keyon bolta tha

                          Comment


                          • #14
                            Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

                            Originally posted by wareesha View Post
                            very nice !!!
                            Thank u very much..!

                            Comment


                            • #15
                              Re: Ek behad mukhtasir nazm ..

                              v nice shummu ji

                              Comment

                              Working...
                              X