Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aaiye GIRAH lagaiye(2)-15 rozah SILSILA

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Aaiye GIRAH lagaiye(2)-15 rozah SILSILA

    Originally posted by shummu View Post
    arey bilkul behr mein hai..:thmbup: kya aapne khud likha hai??agar han to waqaii bahut daad pesh hai aapko...waise kaise likha??gungunaa kar ya taqtee karke...?:)
    Gunguna kar nahi aap ne jo tareeqa bataya us k mutabiq likha hai
    ji mene khud likha hai :)
    sigpic

    Comment


    • #62
      Re: Aaiye GIRAH lagaiye(2)-15 rozah SILSILA

      Originally posted by shummu View Post
      zarra nawaaiz ka shukriya... so u think I should include my girah also in poll :khi:
      Yes.....:tea:

      Originally posted by shummu View Post
      welcome magar waiting for ur second entry ok.... koshish kijiye usi khayal ko likhne ki behr mein :thmbup:
      Ok...Waisay Aap Professionally Teacher Hein???
      Shahsigpic

      Comment


      • #63
        Re: Aaiye GIRAH lagaiye(2)-15 rozah SILSILA

        nahi bhai me not a teacher lolz :khi: magar kyon aisa laga??? :eye:

        Comment


        • #64
          Re: Aaiye GIRAH lagaiye(2)-15 rozah SILSILA

          Originally posted by WASI ANJUM View Post
          Gunguna kar nahi aap ne jo tareeqa bataya us k mutabiq likha hai
          ji mene khud likha hai :)

          zabardastttt..tab to aap ko rep. milna chaahiye :rose

          Comment


          • #65
            Re: Aaiye GIRAH lagaiye(2)-15 rozah SILSILA

            Originally posted by shummu View Post
            nahi bhai me not a teacher lolz :khi: magar kyon aisa laga??? :eye:
            Please Unfold Yourself....
            Shahsigpic

            Comment


            • #66
              Re: Aaiye GIRAH lagaiye(2)-15 rozah SILSILA

              Originally posted by shummu View Post
              jee shahdil ye meri girah hai jo maine kabhi lagayi thi aur poori ghazal likhi thi... chunki misra khaasa asaan tha isliye maine yahan diya tabaa azmayai ke liye... jab maine ghazla kahi thi tab bhi ye misra kahin diya gaya tha ...

              MY GIRAAH:

              bas yihii iltijaa hai ki jab bhii milo
              'yun hi mujhse milo muskuraate huwe'!
              bohot khoob shummu ji ,bilkul perfect:clap:

              Comment


              • #67
                Re: Aaiye GIRAH lagaiye(2)-15 rozah SILSILA

                Originally posted by Shahdil View Post
                Please Unfold Yourself....
                then plz see this link:


                http://www.pegham.com/showthread.php?t=37528&page=13

                Comment


                • #68
                  Re: Aaiye GIRAH lagaiye(2)-15 rozah SILSILA

                  Originally posted by Mujahid Khan View Post
                  bohot khoob shummu ji ,bilkul perfect:clap:
                  shukriya nawaazish :):salam:

                  Comment


                  • #69
                    Re: Aaiye GIRAH lagaiye(2)-15 rozah SILSILA

                    Originally posted by shummu View Post
                    nice try!magar afsos be behr ho gaya misra.... try again :thmbup:


                    waise achcha laga ke aap ne is baar participate kiya :rose
                    Ye behr ka silsila me ke pallay nahi par raha hai :pagal:
                    Please try to make me understand in English then I will get it.

                    Comment


                    • #70
                      Re: Aaiye GIRAH lagaiye(2)-15 rozah SILSILA

                      hmm... ho sake to ye articles parhiyega..shayad samajh aa jaaye...

                      http://www.ebazm.com/beher.htm

                      http://www.ebazm.com/beher2.htm

                      http://www.ebazm.com/articles/nikaat1.htm
                      Last edited by shummu; 23 July 2008, 17:17.

                      Comment


                      • #71
                        Re: Aaiye GIRAH lagaiye(2)-15 rozah SILSILA

                        nice sil sil la
                        [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

                        See you Real Face in here 372-shed

                        Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

                        Comment


                        • #72
                          Re: Aaiye GIRAH lagaiye(2)-15 rozah SILSILA

                          Originally posted by shummu View Post
                          poori ghazal ka pata nahi..zamaane pehle kisi forum pe sarwar sahab ne ye misra bataur tarahi diya tha uspe maine ghazla kahi thi..chunki misra sehel tha isliye socha yahan doon taakeh logon ko aasaani ko likhne mein ...why don't u also try?:)
                          poori ghazal hoti to us say naqal maar kay likh deytay na :kr:


                          behar ki abhi samajh nahi ai hai 372-shock


                          mere try 372-scare

                          bhula kay saray zamanay ki talkheyan
                          'yun hi mujhse milo muskuraate huwe'!
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • #73
                            Re: Aaiye GIRAH lagaiye(2)-15 rozah SILSILA

                            Originally posted by shummu View Post
                            u know what..on second thought I do like ur misra... shahdil ke baad aap ka misra sab se behtareen hai ab tak.... :thmbup:
                            waise ye munfarid silsila he jis mein har eik try karsakta he.Poori ghazal likhna tu ap jaise shaiyron ka he kam he.Sab ne umda girah lagai he,Shahdil sahib ka 2nd wala bhi acha shair he par is mein izafat izafi he.agar second thought mein shair acha lagta he tu sab loog meera shair second thought mein dekhein.lol.Aur ap ki girah mein sadgi mein bhi husn he.ab ke mein is micre par mizahia girah lagaon ga
                            ussay milna saleebon ke gali mein/ ussay kehna wo sach keyon bolta tha

                            Comment


                            • #74
                              Re: Aaiye GIRAH lagaiye(2)-15 rozah SILSILA

                              Originally posted by Cage View Post
                              nice sil sil la
                              shukriya..why don't u also try???:)

                              Comment


                              • #75
                                Re: Aaiye GIRAH lagaiye(2)-15 rozah SILSILA

                                Originally posted by Aanchal View Post
                                poori ghazal hoti to us say naqal maar kay likh deytay na :kr:


                                behar ki abhi samajh nahi ai hai 372-shock


                                mere try 372-scare

                                bhula kay saray zamanay ki talkheyan
                                'yun hi mujhse milo muskuraate huwe'!

                                arey sis tension na lo...main hun na..inshallah sikhaa dungi... dekho WASI ANJUM jee ne khud se behr mein likh liya...inshallah tum bhi likh logi :thmbup: accha behr ke hawale se ye links bhi dekhna ..shayad koi kaam aaye....

                                http://www.ebazm.com/beher.htm

                                http://www.ebazm.com/beher2.htm

                                waise tumne bahut achchi koshish ki hai aur misron mein rabt bhi khoob hai magar wahi behr se chook gayi magar khushi is baat ki hai ke khayal achcha hai aur zara si tabdeeli se misra badi aasaani se ikdam behr mein aa jaayega ...main ik second mein misra behr mein likh sakti hun magar main chahungi ke tum khud koshish karo...


                                tum pehle diye gaye misre ko kisi ek flow mein parho baar baar...uske baad apne misre ko usi flow mein parhne ki koshish karo..saaf farq mehsoos hoga..tum apne misre ko flow mein misre ko parh nahi sakogi..baar baar zabaan aTkegi..try it... uske ilawa taqtee bhi ki jaaye 1-2 ke bases pe to bhi wazan mein nahi hain words...

                                ab dekho wazan hai

                                2 1 2,2 1 2, 2 1 2, 2 1 2

                                aur misra hai

                                yun hi mujhse milo muskuraate hue

                                -------------------------------

                                ab ise alag alag likhte hain:

                                2-yun
                                1-hi
                                2-mujh,
                                2-se
                                1-mi
                                2-lo,
                                2-mus
                                1-ku
                                2-raa,
                                2-te
                                1-hu
                                2-e

                                theek?!

                                tumhara misra:

                                bhula kay saray zamanay ki talkheyan

                                ghalat=X ok.......

                                --------------------------------------------------

                                2-bhu X
                                1-la
                                2-kay,
                                2-saa
                                1-re X
                                2-za, X
                                2-maa
                                1-ne X
                                2-ki, X
                                2-tal
                                1-khi
                                2-yaaN

                                tumhara pehla syllable hi ghalat wazan pe hai... bhu- choti awaaz hai jiska wazan hai =1

                                chalo main tumhari thori si help karti hun... main shuru ke kuch alfaaz likh deti hun..aage tum khud misra mukammal karo behr mein...lafz sab wahi honge tumhare misre ke bas aage peeche kardo to behr mein aa jaayenge... :)

                                2 1 2, 2 1 2, 2 1 2, 2 1 2

                                bhoo-l kar ,tum 1 2, 2 1 2, 2 1 2
                                2-1 2, 2....

                                bhool kar tum......

                                aage u continue.... ALL THE BEST :salam:
                                Last edited by shummu; 23 July 2008, 17:41.

                                Comment

                                Working...
                                X