Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aye Hasrat-i-Dil

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aye Hasrat-i-Dil

    Moin sahib.. aap ki umdah nazam eik baar phir se parhi aur waisay hi taza laggi ... Bohat khoob.. share kernay ka Behad Shukria..:rose

    wafa aur dua ke saath
    withlove :rose

    .......JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.......

    Comment

    • #17
      Re: Aye Hasrat-i-Dil

      Originally posted by withlove
      Moin sahib.. aap ki umdah nazam eik baar phir se parhi aur waisay hi taza laggi ... Bohat khoob.. share kernay ka Behad Shukria..:rose

      wafa aur dua ke saath
      withlove :rose
      Thanx withlove :)
      aap ka buhat buhat shukriya.. :)

      Comment

      • #18
        Re: Aye Hasrat-i-Dil

        Lamha bhai itz jus supebbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbb!

        Comment

        • #19
          Re: Aye Hasrat-i-Dil

          Originally posted by ShAnI
          Lamha bhai itz jus supebbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbb!
          Thanx Shani.. meray shayer... /yhug

          Comment

          • #20
            Re: Aye Hasrat-i-Dil

            bhoat khoab Moin bht acha likha ha :rose

            Comment

            • #21
              Re: Aye Hasrat-i-Dil

              Originally posted by ur_friend
              bhoat khoab Moin bht acha likha ha :rose
              Thanx ur_friend.. :)

              Comment

              • #22
                Re: Aye Hasrat-i-Dil

                Originally posted by Aik Lamha
                thanx Muskaaan.... Nazam pasand kernay ka shukriya..
                khush raho aur mein umeed karti hoon share kartai raho gai :rose

                Comment

                • #23
                  Re: Aye Hasrat-i-Dil

                  :rose

                  aik aur bohat khoobsurat nazm :)

                  bohat acha likhtey hain aap share kartey raha karain :rose

                  Comment

                  • #24
                    Re: Aye Hasrat-i-Dil

                    Dil chahta he ke waday ke mutabik tari tareef mein zameen aasman aik ker doon :lol

                    Lekin hakeekat yeh he ke ager mein sirf Very Nice likh doon to teri poetry se insaaf nahi ho ga Tu mahaan shair he meri jaan murgi ke anday :clap: aakhir tuj pe mera bhi to kisi had tak asar he :khi:

                    P.S. yaar tu itni mushkil mushkil baatein sooch kese leta he :lol
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #25
                      Re: Aye Hasrat-i-Dil

                      Originally posted by kanwal
                      :rose

                      aik aur bohat khoobsurat nazm :)

                      bohat acha likhtey hain aap share kartey raha karain :rose
                      thanx Kanwal...

                      aap ka husn-i-nazar hay janab....
                      agar aap wahi HG wali kanwal hein tou hum tou aap kay FANs mein atay hein... aur aap ki taraf say ta'areef hamaray liye aik sarmaye ki haisiat rakhti hay :rose

                      Comment

                      • #26
                        Re: Aye Hasrat-i-Dil

                        Aik aur baat, yaar is section mein to sabi bohat serious ho ke jawaab dete hein..aisa kyoon :-s
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #27
                          Re: Aye Hasrat-i-Dil

                          Originally posted by munda_sialkoty
                          Dil chahta he ke waday ke mutabik tari tareef mein zameen aasman aik ker doon :lol

                          Lekin hakeekat yeh he ke ager mein sirf Very Nice likh doon to teri poetry se insaaf nahi ho ga Tu mahaan shair he meri jaan murgi ke anday :clap: aakhir tuj pe mera bhi to kisi had tak asar he :khi:

                          P.S. yaar tu itni mushkil mushkil baatein sooch kese leta he :lol
                          konsa wada.. kaisa wada? :lol

                          teri dhaki chupi ta'areef per mein tera shuker guzaar hoon... :phool:

                          P.S. konsi mushkil batein?

                          Comment

                          • #28
                            Re: Aye Hasrat-i-Dil

                            Originally posted by munda_sialkoty
                            Aik aur baat, yaar is section mein to sabi bohat serious ho ke jawaab dete hein..aisa kyoon :-s
                            section bhi tou serious hay na.... :cc:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Aye Hasrat-i-Dil

                              Originally posted by Aik Lamha
                              konsa wada.. kaisa wada? :lol

                              teri dhaki chupi ta'areef per mein tera shuker guzaar hoon... :phool:

                              P.S. konsi mushkil batein?

                              Abay mein ne wada kiya tha na ke chahay mujay samaj aaye ya na aaye teri tareef mein zameen aasman aik zaroor karon ga :D

                              Jese umeed thi waisa hi hua...samaj to nahi aai, lekin tere mushkil mushkil alfaz :eek: ko perh ker itna andaza zaroor ho gaya ke tu ne jo bhi likha he acha hi likha ho ga :D

                              Aik baar Quaid-e-Azam Angreezi mein takreer ker rahay thay, aur aik meri tarah ka un-perh baray enhmaak se takreer sun raha tha, kisi ne us-paindu se poocha ke tujay to angreezi nahi aati tu itnay shook se takreer kyoon sun raha he. Wo un-perh bola, ke waqei mujay samaj to nahi aa aati, lekin Wo (Quaid-e-Azam) jo bhi keh rahay hein such keh rahay hein.

                              Is liye tu jo bhi likhta he...bohat acha likhta he :lol
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30

                                hahahahaha..... haan theak hay... .yaad agaya...:)

                                mujhay ma'aloom hay tu urdu say itna bhi na balad nahin hay.... khuwa mukhuwa mein chawalein na maar.. /slap

                                Comment

                                Working...
                                X