Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aye Hasrat-i-Dil

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Aye Hasrat-i-Dil

    boht umdah Aik lumha, aik bar phir aap ne maidan maar liya hey, khush rahiye humesha aur humaray liye achi see,pyari see nazmein likhti rahiye.:rose

    Comment


    • #32
      Re: Aye Hasrat-i-Dil

      Originally posted by Aik Lamha
      hahahahaha..... haan theak hay... .yaad agaya...:)

      mujhay ma'aloom hay tu urdu say itna bhi na balad nahin hay.... khuwa mukhuwa mein chawalein na maar.. /slap
      Haan yaar mein urdu se itna na balad nahi rahoon ga, teri poetry perhni shuru ker di he :D
      :thmbup:

      Comment


      • #33
        Re: Aye Hasrat-i-Dil

        Pehli post aur Yaadgar post bohat achi post hay zabardast likha hay aapne AIk Lamha......Allah aap ko khush rakhe Ameen likhte raha karein acha likhte hain........:)
        Allah

        Comment


        • #34
          Re: Aye Hasrat-i-Dil

          Originally posted by YAARAM
          Pehli post aur Yaadgar post bohat achi post hay zabardast likha hay aapne AIk Lamha......Allah aap ko khush rakhe Ameen likhte raha karein acha likhte hain........:)
          Dekha Yaaram, Aik Lamha kitna intelligent, Zaheen, Shareef aur Masoom he...aakhir Mera doost he :lol
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Re: Aye Hasrat-i-Dil

            Originally posted by Muskan
            boht umdah Aik lumha, aik bar phir aap ne maidan maar liya hey, khush rahiye humesha aur humaray liye achi see,pyari see nazmein likhti rahiye.:rose
            Thanx Muskan...
            itnay achay alfaz mein ta'areef kernay per mein aap ka shuker guzaar hoon ... :rose

            Comment


            • #36
              Re: Aye Hasrat-i-Dil

              Originally posted by munda_sialkoty
              Haan yaar mein urdu se itna na balad nahi rahoon ga, teri poetry perhni shuru ker di he :D
              acha ab makhan nahin lagao ziada...

              Comment


              • #37
                Re: Aye Hasrat-i-Dil

                Originally posted by YAARAM
                Pehli post aur Yaadgar post bohat achi post hay zabardast likha hay aapne AIk Lamha......Allah aap ko khush rakhe Ameen likhte raha karein acha likhte hain........:)
                Thanx Yaaram... hosla afzayee ka bay hud shukriya... :rose

                Comment


                • #38
                  Re: Aye Hasrat-i-Dil

                  Originally posted by Aik Lamha
                  Thanx Qasim... buhat khushi huwi ye jaan ker kay aap ko ye adna si kawish bhi pasand ayee...

                  buhat shukriya
                  Bhai agar aapkii kaaviSHaiN adna haiN to phir maiN to kisii shumaar meN hi naheiN :tauba

                  Qassim Mirza :Qassim:

                  Comment


                  • #39
                    Re: Aye Hasrat-i-Dil

                    Originally posted by munda_sialkoty
                    Dekha Yaaram, Aik Lamha kitna intelligent, Zaheen, Shareef aur Masoom he...aakhir Mera doost he :lol

                    Comment


                    • #40
                      Re: Aye Hasrat-i-Dil

                      Originally posted by :Qassim:
                      Bhai agar aapkii kaaviSHaiN adna haiN to phir maiN to kisii shumaar meN hi naheiN :tauba

                      Qassim Mirza :Qassim:
                      Bhai... takalluf bar taraf, aap ki shayeri tou bay hud khoobsoorat hoti hay... mein kisi mubalgha arayeee say kaaam nahin lay raha.... aap ki shayeri meri shayeri say behter hay... :):phool:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Aye Hasrat-i-Dil

                        Originally posted by Aik Lamha
                        Bhai... takalluf bar taraf, aap ki shayeri tou bay hud khoobsoorat hoti hay... mein kisi mubalgha arayeee say kaaam nahin lay raha.... aap ki shayeri meri shayeri say behter hay... :):phool:
                        Bhai maiN to abhii tifl e maktab hooN ... seekh raha hooN ... Mujhay yeh haq bilkul naheiN hai k maiN apni sha'iri ko kisi aur kii sha'iri se barter yah behter samjhooN :embarasse

                        ChalaiN aap ka dil rakhnay k liay ham donoN kii sha'iri baraber hai!

                        Qassim Mirza :Qassim:

                        Comment


                        • #42
                          Re: Aye Hasrat-i-Dil

                          Originally posted by Aik Lamha
                          acha ab makhan nahin lagao ziada...
                          Ub ziada Bread bunene ki kooshish mut karo
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Aye Hasrat-i-Dil

                            Originally posted by munda_sialkoty
                            Ub ziada Bread bunene ki kooshish mut karo
                            Sehat kay hisaab say bread banna sirf tujhay hi zaib deita hay

                            Comment


                            • #44
                              Re: Aye Hasrat-i-Dil

                              Originally posted by :Qassim:
                              Bhai maiN to abhii tifl e maktab hooN ... seekh raha hooN ... Mujhay yeh haq bilkul naheiN hai k maiN apni sha'iri ko kisi aur kii sha'iri se barter yah behter samjhooN :embarasse

                              ChalaiN aap ka dil rakhnay k liay ham donoN kii sha'iri baraber hai!

                              Qassim Mirza :Qassim:
                              seekhnay ka amal tou ta dum-i-murg jaari hi rehta hay... :)

                              chaliye ji... jaisay aap kahain... :rose

                              Comment


                              • #45
                                Re: Aye Hasrat-i-Dil

                                Originally posted by Aik Lamha
                                Sehat kay hisaab say bread banna sirf tujhay hi zaib deita hay
                                aur tujay RUSK bunena :lol
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X