Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aye Hasrat-i-Dil

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Aye Hasrat-i-Dil

    Originally posted by munda_sialkoty
    aur tujay RUSK bunena :lol
    dekh munday... kisi shayer ki nazam ki post mein aker sirf daaad dena hi acha lagta hay... bisti kerna nahin... /slap :hathora

    Comment

    • #47
      Re: Aye Hasrat-i-Dil

      Originally posted by Aik Lamha
      dekh munday... kisi shayer ki nazam ki post mein aker sirf daaad dena hi acha lagta hay... bisti kerna nahin... /slap :hathora
      Yaar mein is khushk mahool mein kuch taazgi laana chahta hoon...yahan per to her taraf udaasi hi udaasi he...kisi ki aankhein veeran hein, kisi ka dil bunjer he, kisi ke aansu khushk ho gaye hein, aur koi kehta he mein mein nahi tum ho jata hoon...itnay saaray abnormal loog kese guzara ker lete hein Aik Paalay shay Gugulu guglu shay Lamhay :lol
      :thmbup:

      Comment

      • #48
        Re: Aye Hasrat-i-Dil

        Originally posted by munda_sialkoty
        Yaar mein is khushk mahool mein kuch taazgi laana chahta hoon...yahan per to her taraf udaasi hi udaasi he...kisi ki aankhein veeran hein, kisi ka dil bunjer he, kisi ke aansu khushk ho gaye hein, aur koi kehta he mein mein nahi tum ho jata hoon...itnay saaray abnormal loog kese guzara ker lete hein Aik Paalay shay Gugulu guglu shay Lamhay :lol
        :lol :lol :lol :lol dil ko lagti hay baat gainday ki.... :lol :lol

        Comment

        • #49
          Re: Aye Hasrat-i-Dil

          Originally posted by Aik Lamha
          :lol :lol :lol :lol dil ko lagti hay baat gainday ki.... :lol :lol
          Yaad rahay yeh baat dil ko hi lagni chahiye, dil pe na laga lena is baat ko :D

          Yaar tu to aik sada dil bunda hua kerta tha, duniya ke ghum, tanhaiyoon, aur dard-e-dil se beperwa, tu is dager per kyoon chal para...mein ne suna he ke jo loog ziada serious rehne lagtay hein wo jald hi nasha kerna bhi shuru ker dete hein...tu to aisa bilkul bhi na tha...ho na ho kisi ghumgheen, aur dilharay aashik ne tujay taaveez pila diye hein
          :thmbup:

          Comment

          • #50
            Re: Aye Hasrat-i-Dil

            Originally posted by munda_sialkoty
            Yaad rahay yeh baat dil ko hi lagni chahiye, dil pe na laga lena is baat ko :D

            Yaar tu to aik sada dil bunda hua kerta tha, duniya ke ghum, tanhaiyoon, aur dard-e-dil se beperwa, tu is dager per kyoon chal para...mein ne suna he ke jo loog ziada serious rehne lagtay hein wo jald hi nasha kerna bhi shuru ker dete hein...tu to aisa bilkul bhi na tha...ho na ho kisi ghumgheen, aur dilharay aashik ne tujay taaveez pila diye hein
            nayee nayee nayee.. hum dil per nahin lagatay baat ko .. ye tou tu janta hi hay...

            Yaar mein abhi bhi aik sada dil bunda hoon... aur iss dagar per tou mein buhat pehlay say chal raha hoon... shayeri aik alag cheez hay... aur akser jaga meri wajah-i-shinakht meri shayeri hi hay... HG per bhi meri entry poetry kay thru hi huwi thi... wo tou tum jaisay achay dost milay tou hum nay wahan tafreeh bhi shuru kerdi.. :)

            fiker na ker... mein nasha nahin keroonga ;) tera hashar yaad hay mujhay

            Comment

            • #51

              :eek: :eek: ye tum donon kyon aik dujai kai raaz khol rahai ho :tang:

              Comment

              • #52
                Re: Aye Hasrat-i-Dil

                Originally posted by muskaan
                :eek: :eek: ye tum donon kyon aik dujai kai raaz khol rahai ho :tang:
                kon? :eek:

                Comment

                • #53
                  Re: Aye Hasrat-i-Dil

                  Originally posted by Aik Lamha
                  kon? :eek:

                  lo karlo gall ab ye bhi mein bataoon hadh hai masumiat ki :tang:

                  Comment

                  • #54
                    Re: Aye Hasrat-i-Dil

                    Originally posted by muskaan
                    lo karlo gall ab ye bhi mein bataoon hadh hai masumiat ki :tang:
                    hay tou....

                    Comment

                    • #55
                      Re: Aye Hasrat-i-Dil

                      Originally posted by Aik Lamha
                      nayee nayee nayee.. hum dil per nahin lagatay baat ko .. ye tou tu janta hi hay...

                      Yaar mein abhi bhi aik sada dil bunda hoon... aur iss dagar per tou mein buhat pehlay say chal raha hoon... shayeri aik alag cheez hay... aur akser jaga meri wajah-i-shinakht meri shayeri hi hay... HG per bhi meri entry poetry kay thru hi huwi thi... wo tou tum jaisay achay dost milay tou hum nay wahan tafreeh bhi shuru kerdi.. :)

                      fiker na ker... mein nasha nahin keroonga ;) tera hashar yaad hay mujhay

                      Abay yeh baat tu kyoon bhool gaya ke muj jesa doost ka shafkat bhara haath ub bhi tere ser ke ouper he :D Meri jaan murgi ke anday, GS mein baharein teri waja se hein, tere bina GS section suna suna lagta he, tere bin to GS ki baharein bhi khazan se bud-tar lagti he, tere bina phoolon mein khusbhu bhi kisi keeray maar dawai ki tarah lagti he...choor de yeh sanyaas, aur aa ja meri baahon mein (mera matlab he GS mein)...Hum intzaar karein ge tera keyaamat tak...ager tu aaj na aaya to muj se bura koi nahi ho ga :lol
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #56
                        Re: Aye Hasrat-i-Dil

                        Originally posted by muskaan
                        :eek: :eek: ye tum donon kyon aik dujai kai raaz khol rahai ho :tang:
                        Kahin aap ka ishara meri suchi suchi baaton aur Aik Lamha ki jhooti jhooti baaton per to nahi :D
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #57
                          Re: Aye Hasrat-i-Dil

                          Originally posted by Aik Lamha
                          Thanx Aaaniee... :rose
                          ahaan phir thnx ???????
                          kab sudhero ge sohnyo :lol
                          Visit My Early PS Work
                          You Are Welcome To Comment

                          Comment

                          • #58
                            Re: Aye Hasrat-i-Dil

                            Originally posted by Aik Lamha
                            hay tou....

                            itna bara jhooot :tang:

                            Comment

                            • #59
                              Re: Aye Hasrat-i-Dil

                              Originally posted by munda_sialkoty
                              Kahin aap ka ishara meri suchi suchi baaton aur Aik Lamha ki jhooti jhooti baaton per to nahi :D

                              :lol :lol mera ishara tum donon ki jhooti jhooti baatoon par hai :lol

                              Comment

                              • #60
                                Re: Aye Hasrat-i-Dil

                                khoob janab

                                Comment

                                Working...
                                X