Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

    ہوا تھا ہجر کا احساس لمحہ بھر کے لیے
    پھر اُس کے بعد تری یاد عمر بھر آئی

    قابل اجمیری


    Comment


    • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

      tujh ko bhola houN tu kuch aur preshaaN houN waheed
      tujhe yaad kerne se mera waqt tu guzer jataa thaa


      Comment


      • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

        مجھ کو تری یادوں کے بھنور میں بھی سکوں ہے
        مانگا ہی نہیں میں نے کنارا، اُسے کہنا

        mujh ko teri yaadoN k bhaNwer meiN bhi sukooN hai
        maanga he nahi maiN ne kinaara, usay kehna


        Comment


        • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

          کُچھ حاشیے دوات و قلم اور تمھاری یاد
          کرتے ہیں اہتمامِ غزل سادگی سے ہم

          kuch hashiye dwat-o-qalam owr tumhari yad
          krtey hain ehtmam-e-ghazal sadgi sy hum


          Comment


          • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

            جب بھی سوچا کہ شبِ ہجر نہ ہوگی روشن
            مجھ کو سجانے تری یاد کے جگنو آئے

            jub bhi socha k shab_e_hijr na ho gi roshan
            mujh ko sajaane teri yaad k jugnoo aaye


            Comment


            • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

              یاد میں تیری جہاں کو بھولتا جاتا ہوں میں
              بھولنے والے، کبھی تجھ کو بھی یاد آتا ہوں میں

              yad mein teri jahaN ko bholta jata hOn mein
              bholney waley, kbhi tujh ko bhi yad aata hOn mein


              Comment


              • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                آج پھر یاد بہت آیا وہ
                آج پھر اس کو دعا دی ہم نے

                aaj phir yaad bohat aaya wo
                aaj phir us ko dua di hum ne


                Comment


                • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                  اپنی تنہائی مرے نام پہ آباد کرے
                  کون ہو گا جو مجھے اس کی طرح یاد کرے

                  apni tanhai merey nam py aabad kry
                  kon ho ga jo mujhy uski trhan yad krey


                  Comment


                  • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                    طبیعت اپنی گھبراتی ہے جب سنسان راتوں میں
                    ہم ایسے میں تری یادوں کی چادر تان لیتے ہیں

                    tabiyat apni ghabrati hai jub sunsaan raatoN meiN
                    hum aese meiN teri yaadoN ki chaader taan lete haiN


                    Comment


                    • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                      یاد میں تیری جہاں کو بھولتا جاتا ہوں میں
                      بھولنے والے، کبھی تجھ کو بھی یاد آتا ہوں میں

                      Yaad mein teri jahan ko bholtay jata hon maiN
                      Bholnay walay, kabhi tujh ko bhi yaad ata hoN maiN


                      Comment


                      • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                        ہائے اُس مہ جبیں کی یاد عدم
                        جیسے سینے میں دم اٹک جائے

                        عبدالحمیدعدم


                        Comment


                        • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                          Aik Lamha Yaad Ki Qeemat ho Agr aik Paisa...

                          To Suno Tum Arbon K Maqrooz ho Mere....


                          Comment


                          • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                            اب کون سے موسم سے کوئی آس لگائے
                            برسات میں بھی یاد نہ جب اُن کو ہم آئے

                            ab kon sy mousam sy koi aas lagaye
                            barsat mein bhi yad na jb un ko hm aaye


                            Comment


                            • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                              Kon puchta hai Pinjry mein band in Panchiyo ko...
                              Yaad wo hi aaty hein jo urr jaate hain...!!!


                              Comment


                              • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                                آج تک نظروں میں ہے وہ صحبتِ راز و نیاز
                                اپنا جانا یاد ہے، تیرا بلانا یاد ہے


                                Comment

                                Working...
                                X