Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

اشعار Ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: اشعار Ashaar

    Kehta Tha K Tu Na Mila To Mar Jaonga Mohsin.....!!!!
    Woh Aaj Bhi Zinda Ha, Yehi Baat Kisi Or Ko Kehne K Liye.


    Comment


    • Re: اشعار Ashaar

      BhoOl Ker Bhi Muhabbat K Jungle Mein Na Aana,
      Yahan Sanp Nahi Insaan Dasa Karte Hai


      Comment


      • Re: اشعار Ashaar

        Kitne Saleeqe se yaad aate ho
        Jiese Barish ho Wakfe wakfe se ...


        Comment


        • Re: اشعار Ashaar

          Abhi ikhtiyari hai to ye Aalam hai
          Mohabbat farz ho jati to kia hota !


          Comment


          • Re: اشعار Ashaar

            بول سکھی ، منڈیر پہ کاگا کیوں بولے ہے ؟
            پگلی ، تیرے در پر جوگی آیا ہو گا !

            Comment


            • Re: اشعار Ashaar

              tamam umer saharon ki aass rehty hay
              tamam umer saharey faraib detey hain


              Comment


              • Re: اشعار Ashaar

                taiz hawa nay mujh se poocha
                raait pr kia likhtey rehtey

                konsi baat hay tum main aisi
                itnay achay kion lagtey ho


                Comment


                • Re: اشعار Ashaar

                  phir bichrey pattey shaakhon se
                  phir dil nay tujhe pukara hay
                  ab pat jhar ho ya saawan ho
                  teri yaad hi aik sahara hay


                  Comment


                  • Re: اشعار Ashaar

                    Kitabon sey dalaail doon ya khud ko samnay rakhoon
                    woh mujh se pooch bethey hain muhabbt kis ko kehtey hain


                    Comment


                    • Re: اشعار Ashaar

                      Dil Pe Lafzon Ke Waar Mat Kerna
                      Aisay Ghaao Kabhi Nahe Bhartay..


                      Comment


                      • Re: اشعار Ashaar

                        Tujhe kia khabar mere haal kee
                        mere dard mere malaal kee
                        yeh mere khayal ka silsala
                        kisi yaad sey hay mila hua


                        Comment


                        • Re: اشعار Ashaar


                          بول سکھی ، وہ بن ٹھن کر کیوں نکلا گھر سے ؟
                          پگلی ، بیرن سوتن نے بُلوایا ہو گا

                          Comment


                          • Re: اشعار Ashaar

                            Usey daikhna usey sochna
                            meri zindagi ka hay faisla


                            Comment


                            • Re: اشعار Ashaar

                              yeh janoon-e-manzil-e-ishq hay
                              jo chalay toh jaan sey guzar gaye


                              Comment


                              • Re: اشعار Ashaar

                                Main Faqat Khawaab Tha Uska . . . . . .

                                Khawaab Ko Kaun Yaaad Rakhta Hai . . . . ???


                                Comment

                                Working...
                                X