Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

اشعار Ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: اشعار Ashaar

    Originally posted by pErIsH_BoY View Post
    mujhe zindagi ki dua na dey
    meri zindagi sey bani nahee
    خوب۔۔۔۔۔۔۔

    Comment


    • Re: اشعار Ashaar

      main hoon tum ho phool aur khushboo
      baqi sab gumnaam hua hay


      Comment


      • Re: اشعار Ashaar

        Jo Ho ijazat tu teri Yadon k sang lipat k so jaia Karon
        Kat tu jati hai yah raat magar neend nahee aati


        Comment


        • Re: اشعار Ashaar

          بول سکھی ، کیوں منوا جل کر طُور بنا ہے ؟
          پگلی ، پیتم نے جلوہ دِکھلایا ہو گا

          Comment


          • Re: اشعار Ashaar

            Aa tujhe aik raaz batlaaon
            Mein bhi fani hon, Tu bhi fani hai


            Comment


            • Re: اشعار Ashaar

              Uski jeet se hoti he khushi mujhko,
              Yahi jawab mere paas apni haar kaa tha.


              Comment


              • Re: اشعار Ashaar

                zindagi kaaghaz ki naao
                baarish ka paani hoti
                fikron se dooor yaa Rub
                main na kabhi syani hoti


                Comment


                • Re: اشعار Ashaar

                  بول سکھی ، یہ تَن مَن کس کی بھینٹ چڑھاؤں ؟
                  پگلی ، جس کے کارن جیون پایا ہو گا

                  Comment


                  • Re: اشعار Ashaar

                    Saad hoti hain aisi baatein bhi
                    jin ka mumkin nahee bayan hona


                    Comment


                    • Re: اشعار Ashaar

                      ab shoq-e-safar khawhish-e-yakjayee buht hay
                      dushman hi milay raah main tanhayee buht hay


                      Comment


                      • Re: اشعار Ashaar

                        Mujhe Khabar Hai Ke Kia Hai Judaaion Ka Azaab
                        Ke Mein Ne Shaakh Se Gul Ko Bichartay Dekha Hai


                        Comment


                        • Re: اشعار Ashaar

                          Meri Rooh Ki Haqeeqat Mere Aansu`on Se Poocho
                          Mera Majlisi Tabassum Mera Tarjumaan Nahi Hai


                          Comment


                          • Re: اشعار Ashaar

                            Yah lafzon ki shararat hai sambhal kar Khuch Bhee likhna tum
                            Mohabbat khanay ko lafaz hai Lakin yah aksar Ho Bhee jati hai


                            Comment


                            • Re: اشعار Ashaar

                              mujhe rastay main para hua kisi badnaseeb ka khat milaa
                              kaheen khoon -e-dil se likha hua kaheen ansoo-on se mitta hua


                              Comment


                              • Re: اشعار Ashaar

                                بول سکھی ، کیوں نٹ کھٹ سکھیاں چھڑیں مجھ کو ؟
                                پگلی ، تو نے بھید انہیں بتلایا ہو گا

                                Comment

                                Working...
                                X