Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

    tum tark-e-ishq ka kisi se zikr na karna
    mein logoan se khe dunga fursat nahi milti

    Comment


    • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

      tark e talluq k bawajud teri yaad dil me hai
      ye kaisi ajeeb si kasak teri judai me hai

      Comment


      • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

        Hisaab e Tark e Ta'aluq Tamaam Main Ney Kiya
        Shuru Us Ney Kiya Tha Tamaam Main Ney Kiya
        bOht DinOn Mein Meray Ghar Ki KhaamOshi tOoti
        KhUd Apney Aap Sey iK Din Kalaam Main Ney Kiya

        Comment


        • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

          Chashm-e-Num Teri Rawani Se Alag Rehta Hon

          Aag Hi Aag Hon Pani Se Alag Rehta Hon
          Gumshuda hon Dhoond Mat Mera Naam-o-Nishan

          Mai To Her Yaad Dehani Se Alag Rehta hon

          To Mere Tazkara-e-Ishq Mai Kyoun Rehta Hai

          Mai To Khud Apni Kahani Se Alag Rehta Hon

          Phool Se
          Tark-e-Taluq Ko Zamana Guzra

          Ab To Mai Teri Her Nishani Se Alag Rehta Hon

          Ek Se Hain Mujhe Sub Hazir-o-Ghayib
          Mai Tere Aalam-e-Fani Se Alag Rehta Hon.

          Comment


          • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

            Ishq mujh ko nahi wehshat he sahi
            Meri wehshat teri shohrat he sahi

            Qata kijye na taluq hum say
            Kuch nahi hay tho adaawat he sahi

            Meray honay may hay kya ruswaai?
            AAy wo majlis nahi khalwat he sahi

            Comment


            • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

              Umar har chand k hay Barq-e-khiraam
              Dil k khoon krnay ki fursat he sahi

              Hum koi tark e wafa krtay hain
              Na sahi ishq museebat he sahi

              Comment


              • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                Yeh dil ka chor ke is ki zaroortain theen bohat,
                Wagarna tark-e-taluq ki soortain theen bohat,

                Miley to toot roye na khul ke batain keen,
                Ke jese ab dilon mein Kudurtain theen bohat,

                Bula diye hain tere gham ne dukh zamane ke,
                Khuda nahin tha tou pathar ki moortain theen bohat,

                Dareeda peerhano ka khayal kya ata,
                Ameer sheher ki apni zarooratain theen bohat,

                Faraz dil ko nigahon se ikhtlaaf raha,
                Wagarna sheher mein hum-shakal soortain theen bohat...

                Comment


                • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                  Wo Chahe To Ab Mujh Se Tark-e-Ta'aluq Kar Le
                  Wo Meri Zindagi Hai Usay Bata ke Aayi HooN
                  __________________

                  Comment


                  • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                    Wohi Raaton Ki Bedaari Hai Ab Tak,
                    Tamanna Ka Safar Jaari Hai Ab Tak,

                    Khayal-e-Zabt Aur Tark-e-Talluq,
                    Yehi Pathar Bohat Bhari Hai Ab Tak,

                    Comment


                    • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''


                      کر لیا تھا میں نے عہدِ ترکِ عشق
                      تم نے پھر بانہیں*گلے میں*ڈال دیں

                      Comment


                      • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                        Wo Chahe To Ab Mujh Se Tark-e-Ta'aluq Kar Le
                        Wo Meri Zindagi Hai Usay Bata ke Aayi HooN

                        Comment


                        • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                          مشکل کہاں تھے ترک تعلق کے مرحلے
                          اے دل مگر سوال تیری زندگی کا تھا

                          Comment


                          • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                            دفعتاً ترک تعلق میں بھی رسوائی ہے
                            الجھے دامن کو چھڑاتے نہیں جھٹکا دے کر

                            Comment


                            • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                              Dekhaa mujhe to tark-e-taluq ke bawjood,
                              Woh muskuraa diya yeh hunar bhi ussi ka tha..
                              __________________

                              Comment


                              • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                                Baat
                                mukhtasar thi
                                .
                                .
                                .
                                aage barhi
                                aur
                                Tark hua Tal'aluq

                                Comment

                                Working...
                                X