Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

    Hoti nahi khabool dua tark e ishq ki
    dil manta na ho to dua me asar kahan

    Comment


    • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

      zindagii tark e ta'alluq meN kate gii kaise Nasir
      bass "khayaal" itnaa bataa jaa mujhe ifhaam ke saath

      Comment


      • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

        meri aqal-o-hosh ki sab haaltain
        tumne saanche main junoon ke dhaal deen
        kar liya tha main ne aehd-e-tark-e-ishq
        tum ne phir baanhain gale main daal deen

        Comment


        • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

          Yahan tu yaad bhi unki bhula sake na koi Nasir
          woh kaun log hain jo tark e ishq karte hain

          Comment


          • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

            yeh meri anna ki shikast hai na dua karo na dawa karo
            jo karo to bus ye karam karo mujhe mere haal pe chor do

            na main kohkun hoon na main Qais hoon mujhe apni jaan aziz hai
            mujhe tark-e ta,aluq qabool hai jo tumhain yaqeen-e wafa na ho

            Comment


            • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

              tark e ishq ko kya kahen Nasir
              ishq agar naadani ho....

              Comment


              • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                LIkhaa Rakhaa Hai Ehd E Tarq E Ishq...
                Magar DIL Dastakhatt Karttaa Nahhi Hai

                Comment


                • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                  Muddat ke bad hazarat-e-naseh karam kiya
                  Farmaiye mizaj-e-muqaddas ki bat chit

                  Far tark-e-ishq ke liye izhar kuch na ho
                  Main kya karun nahin ye mere bas ki bat chit

                  Comment


                  • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                    Karein gay tark e ishq ye tum se wada raha,
                    Badan se saans ka rishta to toot janey do,

                    Comment


                    • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                      Aye dost hum ne tark-e-Ishq k bawajood
                      Mehsoos ki hai teri zarorat kabhi kabhi

                      Comment


                      • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                        iraadaa thaa tark-e-muhabbat kaa lekin
                        fareb-e-tabassum me.n phir aa gaye ham
                        abhii khaake Thokar sambhalane na paaye
                        ki phir khaa_ii Thokar sambhalate sambhalate

                        Comment


                        • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                          tark-e-ishq ka lutf maloom nahi humein.....
                          shayad isliye aap ke mehfil me naa aasake.....

                          Comment


                          • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                            mujh ko bhi khoof tark e taluk ne aa lia
                            wo bhi aise kheyal se oroon ki ho gayi

                            Comment


                            • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                              Kya karen ab ham tujh se tark e ishq ka gila
                              zehar jab pina hi thera ,zaiqa jaisa bhi ho

                              Comment


                              • Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                                Yahaan to yaad bhi unki bhula sake na koi
                                woh kon log hain jo tark e ishq kartay hain

                                Comment

                                Working...
                                X