Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~~Bait Baazi~~
Collapse
This topic is closed.
X
X
-
Re: ~~Bait Baazi~~
Originally posted by Masood View PostYeh muhabbat nahin hai aasan bas itna samajh lijiye
ik aag ka darya hai aur tair key jana hai
oye tair ke nahi....
doob ke jana hai....
faqat aik shair saheb gar bar hogai...:D
@ topic...
"aati hi chahatoon ki kahani per ab hansi...
tujh se bichar kar soch k rukh bhi badal gaye..":blush:Last edited by ummid; 6 March 2007, 19:07.
Comment
-
Re: ~~Bait Baazi~~
Originally posted by ummid View Post:kr: :kr: :kr:
oye tair ke nahi....
doob ke jana hai....
faqat aik shair saheb gar bar hogai...:D
@ topic...
"aati hi chahatoon ki kahani per ab hansi...
tujh se bichar kar soch k rukh bhi badal gaye..":blush:tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: ~~Bait Baazi~~
Originally posted by Masood View Post:kr: meri nazar tv per thi us per aik film chal rahi hai jis mein aik qatal hai paani mein aur detective tair ker jaa raha to wohi likh diya :kr: :kr: :kr:
"yeh ishq nahi aasan bus itna sumjh lijye....
chand neend ki gooliyan hai aur kha ke marna hai...":kr:
ya phir...:D
"yeh ishq nahi asan bus itna sumjh lijye......
aik bhari hoi pistol hai aur goli kha ke marna hai...":kr:
Comment
-
Re: ~~Bait Baazi~~
Originally posted by ahsaas View Postرت نے مرے چاروں طرف کھينچے حصار بام ودر
يہ شہر پھر ميرے ليے زندان ہو کر رہ گيا
"Uski zaat hawalon tak thi....
Guzrey bitey salon tak thi...
Us ke pass jawab nahi the...
Sari bat sawalon tak thi......":wkLast edited by ummid; 6 March 2007, 19:19.
Comment
-
Re: ~~Bait Baazi~~
Originally posted by ummid View Post"Yeh mujhe chain kyun nahi pardta?????
Aik hi shakhs tha jahan mein kya????"ajnabi shehron mein tujh ko dhoondta tha jis tarha
ik gali har shehar mein, teri gali jaisi bhi thitumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: ~~Bait Baazi~~
Originally posted by ummid View Post"Is ko bhoole hoye tu ho faani*....
kya karoge ager woh yaad aaya?"ab kaun muntazir hai hamarey liyey wahan
shaam aa gaii hai laut key ghar jaein ham to kyatumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
Comment