Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Originally posted by Masood View Post
    Nasir ham ko mila tha, tanha aur udaas


    wohi purani batein uski, wohi purana roag
    Click image for larger version

Name:	gaf-17.gif
Views:	1
Size:	2.1 KB
ID:	2370715

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      "Gum ke sanjoog acche lagte hain...
      Mustaqil roag acche lagte hain....
      koi aihd-e-wafa na ker mujh se....
      be-wafa log acche lagte hai.......":wk

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        sorry.. ahsas ji...

        Alif...

        "Arasta tu khair na thi zindagi kabhi.....
        Per tujh se qabl itni pareshan bhi na thi..":lpop:

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Yeh muhabbat nahin hai aasan bas itna samajh lijiye
          ik aag ka darya hai aur tair key jana hai
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Originally posted by Masood View Post
            Yeh muhabbat nahin hai aasan bas itna samajh lijiye



            ik aag ka darya hai aur tair key jana hai
            :kr: :kr: :kr:

            oye tair ke nahi....

            doob ke jana hai....

            faqat aik shair saheb gar bar hogai...:D

            @ topic...


            "aati hi chahatoon ki kahani per ab hansi...
            tujh se bichar kar soch k rukh bhi badal gaye..":blush:
            Last edited by ummid; 6 March 2007, 19:07.

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Originally posted by ummid View Post
              :kr: :kr: :kr:

              oye tair ke nahi....

              doob ke jana hai....

              faqat aik shair saheb gar bar hogai...:D

              @ topic...


              "aati hi chahatoon ki kahani per ab hansi...
              tujh se bichar kar soch k rukh bhi badal gaye..":blush:
              :kr: meri nazar tv per thi us per aik film chal rahi hai jis mein aik qatal hai paani mein aur detective tair ker jaa raha to wohi likh diya :kr: :kr: :kr:
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                yeh Ishq bhi kya hai ? issey apnaaye koi aur
                chaahoo'n main kisi aur ko yaad aaye koi aur
                uss shakhs ki mehfil kabhi barpa ho to dekho
                ho zikar kisi aur ka .... sharmaaye koi aur

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  رت نے مرے چاروں طرف کھينچے حصار بام ودر
                  يہ شہر پھر ميرے ليے زندان ہو کر رہ گيا

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Originally posted by Masood View Post
                    :kr: meri nazar tv per thi us per aik film chal rahi hai jis mein aik qatal hai paani mein aur detective tair ker jaa raha to wohi likh diya :kr: :kr: :kr:
                    accha hai aap ki film ka hero tair raha tha:blush: .... suicide nahi ker raha tha ...warna ap shiar kuch yun banate...:kr:

                    "yeh ishq nahi aasan bus itna sumjh lijye....
                    chand neend ki gooliyan hai aur kha ke marna hai...":kr:

                    ya phir...:D

                    "yeh ishq nahi asan bus itna sumjh lijye......
                    aik bhari hoi pistol hai aur goli kha ke marna hai...":kr:

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Originally posted by ahsaas View Post
                      رت نے مرے چاروں طرف کھينچے حصار بام ودر



                      يہ شہر پھر ميرے ليے زندان ہو کر رہ گيا

                      "Uski zaat hawalon tak thi....
                      Guzrey bitey salon tak thi...
                      Us ke pass jawab nahi the...
                      Sari bat sawalon tak thi......":wk
                      Last edited by ummid; 6 March 2007, 19:19.

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Yaad aaein gey zamaney ko misalon key liyey
                        jaisey boseedah kitabein hon hawalon key liyey
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Originally posted by Masood View Post
                          Yaad aaein gey zamaney ko misalon key liyey


                          jaisey boseedah kitabein hon hawalon key liyey
                          "Yeh mujhe chain kyun nahi pardta?????
                          Aik hi shakhs tha jahan mein kya????"

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Originally posted by ummid View Post
                            "Yeh mujhe chain kyun nahi pardta?????


                            Aik hi shakhs tha jahan mein kya????"
                            ajnabi shehron mein tujh ko dhoondta tha jis tarha
                            ik gali har shehar mein, teri gali jaisi bhi thi
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Originally posted by Masood View Post
                              ajnabi shehron mein tujh ko dhoondta tha jis tarha


                              ik gali har shehar mein, teri gali jaisi bhi thi

                              "Is ko bhoole hoye tu ho faani*....
                              kya karoge ager woh yaad aaya?"

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Originally posted by ummid View Post
                                "Is ko bhoole hoye tu ho faani*....

                                kya karoge ager woh yaad aaya?"
                                ab kaun muntazir hai hamarey liyey wahan
                                shaam aa gaii hai laut key ghar jaein ham to kya
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X