Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Originally posted by <<Muqadas>> View Post
    ik tahnii per chaand tikaa thaa
    main ye samjhaa tum baithe ho

    wahan pay shukr hay aik had hay aik parda hay
    key dil ko cheer day warna ek nigha hay teer aisi

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      ji gulqand bitiya appnay ghalat shair pakra :cc:


      Raat ki dehleez pay bethi rahi aankhain
      too na aaya too koi khwab hi bheja hota

      Last edited by MuQadas; 27 October 2006, 18:14.

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        aap nay hamaray sher ka jawab :)?

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Originally posted by <<Muqadas>> View Post
          Raat ki dehleez pay bethi rahi aankhain
          too na aaya too koi khwab hi bheja hota

          aay jamal-e-dost zara sambhlnay tu day hamein
          hum saoch kay hee onn ko kheera kiyay hein aankhein

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            najanay kon duaaon mein yaad karta hay
            mein dobta hon, samndar uchal deta hay ...!!

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              yeh log bhi achhey hain makaan bhi bohat achhey
              bas main hi hoon bezaar in achhon key nagar sey
              Last edited by Masood; 27 October 2006, 18:16.
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                ye kisane jalvaa hamaare sar-e-mazaar kiyaa
                ki dil se shor uThaa, haa_e! beqaraar kiyaa

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  apnay rangoun ko samjha tha keh hein sab say juda
                  magar yeh jana keh muhabbat ka junnoun kuch aur hee hay

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    ye havaa Sagar ye halkii chandani
                    jii mein aata hai yahin mar jaiye


                    ACHA Allahafizm :)

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      yeh bhi neya sitam hai hina to lagaein ghair
                      aur uski daad chahein woh mujh ko dika key hath
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        hawa ka rukh daykhein aur phir koi teer wo phainkein
                        onhein ki ramz hey logo onhi pay aazmatay hein

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          na janey ab yeh mujhey kyun khiyaal aata hai
                          keh apney haal peh be'saakhta hansa jaey
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            yeh kaisi anjumna mein hum aaj aa gay
                            lay k biyaz-e-eshq ,..sar-e-dar aa gay

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              yeh dil yeh pagal dil mera kyun bujh geya aawargi
                              is dasht mein ik shehar tha woh kya huwa aawargi
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Originally posted by Masood View Post
                                yeh dil yeh pagal dil mera kyun bujh geya aawargi
                                is dasht mein ik shehar tha woh kya huwa aawargi
                                yun ronay say bhi duhltay hein kabhi daagh kahin ghum kay
                                Yun ban kay tamasha sa , auroun ko na behla-ein

                                Comment

                                Working...
                                X