Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Yaad-e- maazi khushk pholon ky siwa kuch bhe nahe
    haal ki kalyon sy mustaqbil ka andaza kero

    wao

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      warna sakoot-e-marg kahan aur ham kahan?
      hairan kar geya hameinapni sada ka dukh

      HEY
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Humne kab sitaron sy roshni ki khawahish ki
        hum tumhare aanhkon sy shab ko jagmaga'ain gay
        hum tere mohabbat kay jugno'on ky amad per
        titliyo kay rango say raasty saja'ain gay


        yay

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          hi salamzzzzz again...oj my God i think aik larki u ka koi gehra taluq hai yay k sath khyr .....


          ye afsana-e-mohabbat ye kahaniyan wafa ki
          koi aur zikr chero mera Dil lahoo lahoo hai

          so again yay

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Ye dil bhulata nahe hai mohabbatain us ki
            pare hoe hain mujhy kitne aadatain us ki
            mai barishon ma juda ho gae hon usse mager
            ye mera dil mere sansain amanatain us ki

            yay:khi:

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Ye khaab hey ke azaab hey ye morr hey ke saraab hey
              yahaN har taraf heiN manzileiN par raastoN ka pata nahi

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                [B]ROZ SOTA HY MUJH KO YAAD KAR K
                US KO LAGTA HY KHUD SE DAR KITNA
                [/B]
                :rose
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Aaaj ka din to qayamat ki tarah guzra
                  janay kiya bat the her bat pay rona aya


                  alif

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Aaj dekhi hai jo tasweer teri!
                    yaad aaya hai na'jaaney kya kya


                    Alif
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Abhe to tere tabiat ko jeetny ky liay
                      dil - o - nigaah ki shartain bhe harni honge
                      ye shairi , ye kitabain , ye aayatain dil ki
                      nishaniya ye sabhe tujh per varni honge

                      yay

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        yeh dil, yeh aaseb ki nagree, maskan sochon wehmon ka
                        soch raha hoon is nagree mein tu kab sey mehmaan huwa?


                        Alif
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Ek din aisa bhe hoga intazar - e- dost main
                          neend aa ja'ay ge dervaza khula rah ja'ay ga

                          alif

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Aey mohtasb-e-shehar nahin tujh sey shikayat
                            ham khud hi dil-o-jaan ki tabahi ka sbab hain


                            noon
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Na doste say rahay na dushmani say rahay
                              humay tamaam gilay apne aagahi say rahy
                              wo pas aa'ain to mozo - e- guftugo na milay
                              vo lout ja'ay to her guftugo use say rahay

                              yay

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Yeh ahl-e-wafa kaun hain aey koocha-e-qatil!
                                jaan nazar-e-wafa ker key bhi bedad talab hain

                                Noon
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X