Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    aik aik karke hoye jaate hain taare roshan...
    meri manzil ki taraf tere qadam aate hain.....

    ye...

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      yaad karo woh din keh har yak halqa terey daam ka
      intizar-e-said mein ik deedah-e-bekhawab tha
      ghalib

      alif
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Originally posted by Masood
        yaad karo woh din keh har yak halqa terey daam ka
        intizar-e-said mein ik deedah-e-bekhawab tha
        ghalib

        alif
        Ab tum bhi zindagi k naey rukh tarash lo
        mere bhi zindagi mein naya baab aa gaya ...:tomato: :tomato:
        Alif:p
        sigpic

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          ager fiza hai mukhalif tu zulf lehrao............
          keh bad-baan hawaon ka rukh badalte hain..
          (Ahmed faraz)
          ye...

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Originally posted by Eshaa_wellwisher
            Ab tum bhi zindagi k naey rukh tarash lo
            mere bhi zindagi mein naya baab aa gaya ...:tomato: :tomato:
            Alif:p
            ab jafa sey bhi hain mehroom ham Allah Allah
            is qadar dushman, arbab-e-wafa ho jana

            alif
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Originally posted by ummid
              ager fiza hai mukhalif tu zulf lehrao............
              keh bad-baan hawaon ka rukh badalte hain..
              (Ahmed faraz)
              ye...
              yaad hai ser-e-chiraghan Nasir
              dil key bujhney ka sbab yaad nahin

              noon
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Na jaane kis liye ummid waar baitha hon..
                aik aisi rah per jo tairi rah guzar bhi nahi...
                (faiz Ahmad faiz)
                ye...

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Originally posted by Masood
                  ab jafa sey bhi hain mehroom ham Allah Allah
                  is qadar dushman, arbab-e-wafa ho jana

                  alif
                  Ab k bichhar k us ko nadamat thi is qadar
                  g chahta bhi ho to palat ker na aaey ga

                  Alif
                  sigpic

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Originally posted by ummid
                    Na jaane kis liye ummid waar baitha hon..
                    aik aisi rah per jo tairi rah guzar bhi nahi...
                    (faiz Ahmad faiz)
                    ye...
                    yeh baat zarf ki hai magar phir bhi kya karein
                    qatra bhi aaj kal hai samundar bana huwa

                    alif
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Originally posted by Masood
                      yeh baat zarf ki hai magar phir bhi kya karein
                      qatra bhi aaj kal hai samundar bana huwa

                      alif
                      Ik chashm-e-iltefaat ki paiham talash mein
                      hum bhi uljhatay jaatay hain , lafzon ka jaal bhi

                      Amjad Islam Amjad
                      yey
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Originally posted by Masood
                        yeh baat zarf ki hai magar phir bhi kya karein
                        qatra bhi aaj kal hai samundar bana huwa

                        alif
                        ada-e-husan ki masoomiyat ko kum karde...
                        gunah gaar nazar ko hijaab aata hai...........
                        (faiz Ahmad faiz)

                        ye....

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Originally posted by Eshaa_wellwisher
                          Ik chashm-e-iltefaat ki paiham talash mein
                          hum bhi uljhatay jaatay hain , lafzon ka jaal bhi

                          Amjad Islam Amjad
                          yey
                          Ye mana ki shesha-e-dil, ronaq-e-bazar-e-ulfat hai..
                          Magar jab toot jata hay tou qeemat aur hoti hai.......


                          ye..

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Originally posted by ummid
                            Ye mana ki shesha-e-dil, ronaq-e-bazar-e-ulfat hai..
                            Magar jab toot jata hay tou qeemat aur hoti hai.......


                            ye..
                            Ye kis ka saamna kernay se lafz gurezaan hain
                            Sukhn shanason mein ye kaun baa kamal aaya


                            Alif
                            sigpic

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              abhi tak raste ke pech-o-kham se dil dharkta he
                              mera zoq-e-talab shaed abhi tak khaam he saqi

                              next ye

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                yeh masjid hai hamein darpaish, aur dil ki yeh halat hai
                                machal jata hai rastey mein jahan but khana aata hai
                                nayyar amritsari

                                yey
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X