Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Hum Mohabbat mei bhi Tauheed ke Qayel hain
    Ek hi shaks ko mehboob banayeh rakha
    sigpic

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Ager talash keron to koi to mil ja'ay ga
      mager tumhare tarah koun humy chahy ga
      tumhary sath ye mosam gulabon jesa hai
      tumhary baad ye mosam bohat sata'ay ga

      alif

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Aey Bad-e-saba kuch to ne suna' mehmaan jo aaney waley hain
        Kalia'n na bichana raho'n mei' Hum aankhien bichaney waley hain
        sigpic

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Na jaany manzil milay kis mour pay
          thak ga'ay hain hum ye safar kerty kerty

          yay

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            yeh aur baat ke ab na shanaas ho jaye
            kabhi to ilm usey bhi hamarey haal ka tha

            next alif
            :rose

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Apni wafa pay aap peshman hain hum mager
              un ki jafa pay unko peshman na ker sakay

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                ya to hamare sath na chalna,azam-e-safer mut karna
                sath chalo to phir raste me agar magar mut karna

                next alif

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Originally posted by shy
                  ya to hamare sath na chalna,azam-e-safer mut karna
                  sath chalo to phir raste me agar magar mut karna

                  next alif

                  Shy ji
                  Attached Files
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Ye aur baat hai ky wo door hoa hai aaj mager
                    kal tak wo mera dost tha usay bura na kaho
                    najanay koun se majborioon ka wo qaide ho
                    vo saath chor gaya hai mager usay baywafa na kaho

                    wao

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      wo rishta e dosti se purdam nah rahay
                      pehlay se taluqat bahem nah rahay
                      un ka maqsood tha hasool e matlab
                      matlab hasil hua to mehram nah rahay


                      yay

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Yeh log koun se manzil KI Baat karty hai
                        Musafiroo kay liyee Rasta hi kafi hai

                        Mujhey Bahar Kay Musam Se Kuch Nahi Leena
                        Tumharien Piyaar Ki Rangeen Fiza Hi Kafi Hai


                        yay

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          aslaam_u_alikam


                          yaad e maazii azaab hey yaa RAB
                          chezn ley mujh sey haafiza meraa


                          alif

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            is jahan mein kab kisi ka dard apnatey hain log
                            rukh hawa ka dekh kar aksar badal jatey hain log

                            :rose

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              ghata ghata kay mujhy samandar say ker diya katra
                              ab us say kaho mujhy aur mukhtasar na keray

                              yay

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Yoon Laga Hay Dakh Kar Ek Ajnabe Soorat Ko Aaj
                                Samnay Jasay Koe Ho Modatoon Ka Aashna

                                Next...alif

                                Comment

                                Working...
                                X