Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Yun phir raha hai kaanch ka paiker liyey huwey
    ghafil ko gumaan hai keh pather nahin aaey ga


    Alif
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Ous hath mei totey huwey sheeshey ki tara hoon
      Itna hi buhut hai keh bikharney nahi daita
      sigpic

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Azal sey rach gaee hai sarbulandi apni fitrat mein
        mujhey bas tootna aata hai jhuk jana nahin aata


        Alif
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Originally posted by Masood
          Azal sey rach gaee hai sarbulandi apni fitrat mein
          mujhey bas tootna aata hai jhuk jana nahin aata

          Alif

          sigpic

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Ous ne bhi mere sath outhayeh hain dukh buhut
            Khush hoon k Rah-e-Shok mei tanha nahi hoon
            sigpic

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Na kar shikwa muqaddar sey tu qismat aazmata jaa
              na kar manzil ki doori sey qadam aagey bharhata jaa


              Next ALIF
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Aisa to nahe jaany say tery
                is gher nay udaasi orhe hai
                haan jitne chandne pehly the
                ab is say bohat he thore hai

                yay

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Yahan aayeh they Duniya dekhney ko
                  Mila apna hi tamasha dekhney ko
                  sigpic

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Yeh zindagi ka dasht, yeh mahroomiyon ki aanch
                    baithoon kahan keh saya-e-deewar bhi nahin


                    Noon
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Na chaho ousey ousey aagaz-e-safar mei itna
                      Bichrey ga to ek ek adaa tang karey gi
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Aslamo ALikum:)
                        Attached Files
                        Allah

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Yay zarori to nahe aag say jal ja'ay bashar
                          baaz logo ko muqadder bhe jala dety hain

                          noon

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Na jaaney kitney iradon mein batt geya hai wajood
                            tumhein bhula bhi diya aur beqrar bhi hoon


                            Next phir noon
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              nah thi jin se rasman bhi dosti apni
                              dukh un k bhi apnay drd mein dhaal liye

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                yaar bay perwa kabhe hum nay koi shikwa kiya
                                haan mager in na sapaas aankhon ka num apni jaga
                                kya keray ye dil kise ki na saha sunta nahee
                                aap nay jo kuch kaha , mohtaram apni jaga


                                hay

                                Comment

                                Working...
                                X