Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    آج کسی نے دِل توڑا تو جیسے ہم کو دھیان آیا
    جس کا دِل ہم نے توڑا تھا وہ جانے کیسا ہو گا
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Ana parast to hum bhi hein ghazab ke laikin,
      Bus uske gharoor ka ehtaraam karte hein,

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Najany wo kesy loog thay jo zindagi to jee ga'ay
        Aik hum hain kay umer bhar na jeena aaya
        Sadyon ka safer ker ky pohchy thy barishon mai
        Thi bala ki tashnigi kay paani bhi na peena aaya

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          ajab inqilaab-e-zamana hai mera mukhtasar sa fasana hai
          yeh jo aaj baar hai dosh per yehi sar tha zaan-o-yaar per
          main raheen-e-dard sahi magar mujhey aur kya chahiyey JIgar
          gham-e-yaar hai mera sheftana gham-e-yaar per
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Rastay veerna hoay manzilain saraab hoi
            Raaah e vafa per musafir kab talak qayaam rakhy

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              yeh jo ham hijr mein deewar-o-dar ko dekhtey hain
              kabhi saba ko kabhi naama'bar ko dekhtey hain
              woh aaey ghar mein hamarey Khuda ki qudar hai
              kabhi ham unko kabhi apney ghar ko dekhtey hain
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Na janay koun sa aanso kise say kiya kah day
                Hum is khayaal say nazrain jhuka'ay baithy hain

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  nukta'cheen hai gham-e-dil usko sunaaey na baney
                  kya baney baat jahan baat banaaey na baney
                  main bulata hoon usko magar aey jazbah-e-dil
                  us peh ban jaey kuchh aisi keh bin aaey na baney
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Yay bond bond si baarish kise ki yaadon ki
                    Mery yaqeen ka kacha makaan gira'ay gii

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      yeh kahan ki dosti hai keh baney hain dost na'seh
                      koi chara'saaz hota, koi gham'gusaar hota
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Abhi paaya bhi nahi tha kay osay khoo diya
                        Apni aadat hai her kaam ma ijlat kernaa

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          apno ney nazar pheri to dil ney to diya saath
                          duniya mein koi dost merey kaam to aaya
                          woh subah ka ehsaas ho ya meri kashish ho
                          dooba huwa khursheed sar-e-baam to aaya
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Aik lerki hansti thii chooti chooti baaton per
                            Mager yay baat puraani hai janay kitny saalo ki

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              yeh kin nazaron sey tum ney aaj dekha
                              keh tera dekhna, dekha na jaey
                              hamesha key liyey mujh sey bicharrna ja
                              yeh manzar bar'haa dekha na jaey
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Yay koun loog hain mery idher udher
                                Wo doosti nibhaany valay kiya hoay
                                Mai on ki raah daikhta hon raat bhar
                                Wo rooshni dikhaanay valay kiya hoay

                                Comment

                                Working...
                                X