Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r
Collapse
This is a sticky topic.
X
X
-
Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r
Originally posted by <<Muqadas>> View PostHum ne uski judai mei khana peena tak chor dia Faraz
Phir khayal aya k "khaon ga nai to Bara kaise hun ga?..."
yeh kis Faraz ka shair hai? lagta hai us waqt Faraz jhooley mein ho ga 372-haha
tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r
:mm:Muqadas mujhey is shairi per shak hai. Yeh Faraz ki shairi nahin. Aap ney kahan sey yeh ashaar liyey hain???Originally posted by <<Muqadas>> View Postme ko kia pata:donno:apnay unhay jhola jhulaya ziyda apko malom hai
bholay say bhi na kkholna apni almari ki daraz
kahin us main say nikal na aay faraztumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
-
Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r
aaaah phir mera shak drust tha keh yeh do-takey ki shairon ka kamaal hai. Aisey ashaar post na kiya kijiyey. Sirf woh ashaar post kijiyey jo shairi ka haq ada kartey hain! :)Originally posted by <<Muqadas>> View Post:mm:ap shaq na karain sms main aay thay ajkal new shair aay hain na yeh wohi haintumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
-
Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r
Yeh ashaar Mazahiya adab key section mein to chal saktey hain, magar Pegham per shairi ka aik bohat haseen meyaar hai, in section mein yeh nahin chalein gey. Afsos to yeh hai keh main inhein Ashaar bhi nahin kah sakta. Log kis tarha aik azeem shaair key naam ko yun ruswa kar detey hainOriginally posted by <<Muqadas>> View Postok sir par yeh achay nahi kia
tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
Comment