Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

    Originally posted by aquari View Post
    Duniya
    Kitabon ma likhy jaty hain dunya bhar ky afsanay
    mager jin ma haqeeqat ho kitabon ma nahe rehtey

    bohat piyara sher !

    Comment


    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

      Kitaboun!
      Mein tu oss din se harasan hoon k koi yeh na kahay
      Khush phooloun ko kitaaboun mein na rakhay koi

      Comment


      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

        Kitabon say kitaben


        ye ilam ka soda ye risalay ye kitaben
        ik shaks ki yadon ko bhulanay k liye hain
        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

        Comment


        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

          Shakhs

          barasoun ke baad dekhaa ik shaKhs dil_rubaa saa
          ab zahan mein nahi hai par naam tha bhalaa saa

          Comment


          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

            Shaks
            Woh baat baat pr kehta thaa mujh ko jaan
            woh shaks sarey shehr ko bejaaan kr gaya

            Comment


            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

              shahar

              Aaa ja ky abhe jazbaat ka mosam nahe guzra
              Aaa ja ky paharon py abhe barf jami hai
              khushbo ky jazeeron se sitaron ki hado tak
              is shahar ma sab kuch hai bas ek tere kami hai

              Comment


              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                Khushboo

                Khusbhoo ki tarha thaam key chaliyey hawa ka haath
                masl-e-ghubar, bojh fizaa per na daaliyey
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: Shairoun ki Barsaat :)


                  Khusbuu

                  iss k har lafz mein sau phooloun ki shaamil hai mahak
                  shaayari apani hai urdu k dahan kii Khushbuu

                  Comment


                  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    Phoolon

                    Phoolon ki rut hai aur thandi hawaein
                    ab unki marzi woh aaein na aaein
                    apni wafa ya unki jafaein
                    kya yaad rakhein kya bhool jaein
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      Yaad

                      Chalo baant leytay hein apni sazaein
                      na tum yaad aao na hum yaad aayein

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        Bant:-

                        SHAMAR USKI SAKHAWAT KA KIYA KARAIN JO SHAKHS
                        CHARAGH BAANT-TA PHIRTA HAY CHEEN KAR AAN
                        KHAIN

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          Aaankhain

                          Vaado ka ek shahar the jis se guzar rahy thy hum
                          aankhain khule to dour tak her so vohi saraab thy

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            shehar

                            us shehar main kitnay chehray thay kuch yaad nahi sab bhool gaye
                            ik shaks itabob jesa tha , wo shaks zubani yad hoa
                            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              KUCHH LOG

                              kuchh log muhabbat ka sila maang rahey
                              nadaan hain bandey sey Khuda maang rahey hain
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                silah


                                mujh say mat poch dosti ka silah
                                dushmanon ka bhi dil hila day ga
                                Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                                Comment

                                Working...
                                X