Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf december poetry

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf december poetry

    ابھی لمحے نہیں بکھرے
    ابھی موسم نہیں بچھڑے
    میرے کمرے کی ٹھنڈک میں
    ابھی کچھ دھوپ باقی ہے
    میری ڈائری کے کچھ صفخے
    ابھی کچھ کہ نہیں پائے
    میرے آنگن کے سب پودے
    ابھی بھی گنگناتے ہیں
    میرے بے جان ہونٹوں پر
    ابھی مسکان باقی ہے
    کسی کے لوٹ آنے کا
    ابھی امکان باقی ہے
    دسمبر بات اک سن لو
    سنو تم مان جاؤ نا
    کہ جب تک وہ نہیں آتا
    دسمبر تم نہ جاؤ نا

    Comment


    • Re: sirf december poetry

      Usse kehna
      December lot aaya hay!
      Hawaein sird hain aur vaadiyan Bhi dhund me gum hain!
      Paharo ne baraf ki shaal
      phir se orh rakhi hay!
      Sbhi raste tumhari yaad me pur’nm se lagte hain!
      Jinhe Sharf-e-Musafat tha!
      Wo saare cards, wo perfume, wo chhoti C diary!
      Wo teris, wo chaye, jo ham ne sath me P thi!
      Tumhari yaad laate hn!
      Tumhe wapis bulate hn!
      Usse kehna K dekho yun satao na!
      December lot aaya hy!
      Suno!
      Tum laut aao na….!

      Comment


      • Re: sirf december poetry

        اسے کہنا
        ڈسمبر کی سرد ہوائیں
        لوٹ آئی ہیں
        اماوس رات کو اسکی یاد
        کسی جگنو کی مانند
        میرے آسپاس روشنیاں بکھیرتی رہتی ہے
        اسے کہنا
        اپنی یادوں کو سمجھا جائے
        کہ
        اسکے بنا مجھے
        روشنیاں اچھی نہیں لگتیں

        Comment


        • Re: sirf december poetry

          اسے کہنا
          ڈسمبر کی سرد ہوائیں
          لوٹ آئی ہیں
          اماوس رات کو اسکی یاد
          کسی جگنو کی مانند
          میرے آسپاس روشنیاں بکھیرتی رہتی ہے.
          اسے کہنا
          اپنی یادوں کو سمجھا جائے
          کہ
          اسکے بنا مجھے
          روشنیاں اچھی نہیں لگتیں

          Comment


          • Re: sirf december poetry

            December k dino mein tum ny mujh sy kaha tha na
            k tanha hon magar phir bhi tumhara sath mein doon ga
            apny hat aankhon par meri rakh kr kaha tha na
            bhari dunya sy takra k tumhara sath mein doon ga
            na badloon ga kabhi jese mausam ye badalte hain
            badalte mausamon mein bhi tumhara sath mein doon ga
            tumhari in hi baaton se bohat majboor ho kar mein
            sab k samny tum se ye kehna chahta hoon
            tumhare ehed o peemaan se to ye mousam hi achy hain
            tum ehed kar k nahee loty yeh mousam lout aya hy
            december mein kaha tha na k wapas lout aaon ga

            Comment


            • Re: sirf december poetry

              ابھی لمحے نہیں بکھرے
              ابھی موسم نہیں بچھڑے
              میرے کمرے کی ٹھنڈک میں
              ابھی کچھ دھوپ باقی ہے
              میری ڈائری کے کچھ صفخے
              ابھی کچھ کہ نہیں پائے
              میرے آنگن کے سب پودے
              ابھی بھی گنگناتے ہیں
              میرے بے جان ہونٹوں پر
              ابھی مسکان باقی ہے
              کسی کے لوٹ آنے کا
              ابھی امکان باقی ہے
              دسمبر بات اک سن لو
              سنو تم مان جاؤ نا
              کہ جب تک وہ نہیں آتا
              دسمبر تم نہ جاؤ نا.

              Comment


              • Re: sirf december poetry

                "DECEMBER JAB BHi AATA HAi"

                wo pagli phir se beetay mosam ko yaad krti hai.

                porane cards parhti hai, k jis main oss Ne likha tha,

                MAiN LOTOON GA DECEMBER MEiN

                Naye kaprey banati hai, wo sara ghar sajati hai,

                DECEMBER k har aik din ko wo gin gin ker bitati hai.

                joon hi 15 gozarti hai, wo kch kch toot jati hai,

                Nahi maloom ye oss ko,
                K beete waqt ki khoshiyaan bohot takleef deti hain.
                mehiz dil ko jalati hain.

                yoon hi din beet jate hain.

                DECEMBER lout jata hai.

                magr wo khosh feham larki, dobara se calendar main,
                DECEMBER k mahine k safey ko
                mor ker phir se DECEMBER k
                sehar main dhob jati hai.

                k akhir os Ne likha tha,

                "MAiN LOTOON GA DECEMBER MAiN".

                Comment


                • Re: sirf december poetry


                  دسمبر ہوش کر پاگل تجھ کو کیا ہوا آخر
                  بنا برسے چلے جانا تیری عادت نہ تھی پہلے

                  Comment


                  • Re: sirf december poetry



                    بیت گئے سارے مہینے سال کے
                    اب پھر لوٹ آیا ہیں دسمبر

                    میرے غمو کا موسم جاتا نہیں
                    یا الله کچھ مجھ پر کرم کر

                    جب بھی اسکی یاد اتی ہیں مجھکو
                    نہیں سو پاتا ہوں ایک کروٹ پر
                    اب تو سردی بھی نہیں لگتی دسمبر میں
                    نہیں رکھتا میں ایک بھی کپڑا بدن پر

                    الله تو لوٹا دے پھر سے وہ مہینے اور سردیاں
                    یا پھر یہ سارا معاملہ ہی ختم کر

                    Comment


                    • Re: sirf december poetry

                      December aaj bhi apnay asaasay sath laya hay
                      wahi taiwar,wohi afsurdgi or sard sa lahhja

                      Comment


                      • Re: sirf december poetry

                        Bus ik meri baat nahi thi,sab ka dard december tha
                        baraf k shehar mai rehne wala ik ik fard december tha

                        بس ایک میری بات نہیں تھی ،سب کا درد دسمبر تھا
                        برف کے شہر میں رہنے والا ایک ایک فرد دسمبر تھا

                        Comment


                        • Re: sirf december poetry

                          December Lot Aya He…
                          Tmhare Lot Aney Ki
                          Nai Umeed Jagi He
                          Abhe Pichley Baras Tum Ne
                          Mere Hathon Pe Rakh K Hath
                          Haya Se Munh Chupaya Tha
                          Abhe Pichley Baras Hi To
                          December Ke Mahiney Men
                          Tumhain Bahon Men Thama Tha
                          Or April Aney Tak
                          Tmhari Jheel C Ankhon Men
                          Naya Spna Sajaya Tha
                          Merey Chotey Se Aangan Men
                          Tumhain Wehshat C Hoti Thi
                          Mujhey Tum Ne Bataya Tha
                          Ksi Ki Qaid Men Rehna
                          Mujhey Acha Nhe Lagta
                          Men Ik Azad Panchi Hn…
                          Suna He Phir Se Tanha Ho
                          September K Maheeney Se
                          Bohot Khamosh Rehtey Ho
                          K Jis Ko Tum Ne Chaha Tha
                          Wafa K Naam Se Usko
                          Bohot Wehshat C Hoti Thi
                          Wo Ik Azad Punchi Tha
                          Ksi Ki Qaid Men Rehna
                          Usey Acha Nhe Lagta
                          Suna He Merey Aangan Ki
                          Tumhain Ab Bhe Yad Aati He
                          Suna He Tm Pasheman Ho
                          Chalo Phir Aesa Kartey Hen
                          December Ka Mahina He
                          Naya Aaghaz Kartey Hen
                          Mere Hathon Pe Rakh K Hath
                          Haya Se Munh Chupa Lo Tum
                          December Lot Aya He….!

                          Comment


                          • Re: sirf december poetry

                            Shaam thi
                            December ki...

                            Sard Sard
                            Jhonky thy...

                            Is liye hi To shaayad,

                            Pairr pe Parindy thy,

                            Aur na Sadaa'ein theen...

                            Aur sookhy
                            Patton pe,

                            Ous ki Nami si thi...

                            Ek sakoot Taari tha,

                            Jesy saara
                            Gulshan hi,

                            Mery gham me
                            Shaamil tha...

                            Main jo pairr K neechy,

                            Yun udaas Betha tha,

                            Jesy k Judaai ko,

                            Chand lamhy
                            Guzry hon...

                            Jb'k yeh Haqeeqat he,

                            Jaany kitny barson se,

                            Is tarah hi
                            Krta hun...

                            Saal k Guzarny se,

                            Chand Roz
                            Pehly hi,

                            Sb se Rooth Jata hun...

                            Khhud se door
                            Jaata hun,

                            Aur sb se chhup kr Main,

                            Tera Gham
                            Manaata hun...!

                            Comment


                            • Re: sirf december poetry

                              ""Ek Din""

                              Aakhri Chnnd Din December K...

                              Hr Baras He Garaan GuZarte Hain...

                              Khwahish0n K Nagaar'Khaane Se...

                              Kaise Kaise Gumaan GuZarte Hain...!

                              RaftaGaan K Bikharte SaaY0n Ki...

                              Ek Mahfil C Dil Main Sajti Hai...

                              Ph0n Ki Diary K Safh0n Se...

                              Kitne Number Pukarte Hain Muje...

                              Jin Se MarBo0t ,Be'nawa Ghantti...

                              Ab FaQat Mere Dil Main Bajti Hai...

                              Kis Qdr Piyare Piyare Naam0n Pr...

                              ReeNgti Badd'numa Lakeeren C...

                              Meri Aankh0n Main Phail Jaati Hain...

                              Do0riyaan ,Daai're Bnaati Hain...

                              Dehaan Ki Seerriy0n Pa Kia Kia Aks...

                              Mash'alein Drd Ki Jalaate Hain...

                              Naam Jo Katt Gaye Hain ,Un K Harf...

                              Aese KagHaz Pa Phail Jaaty Hain...

                              HaaDse K Maqaam Pr Jaise...

                              Khun K So0khte Nishaan0n Pr...

                              Chaak Se Laai'nein Lgaate Hain...!

                              Phir December K Aakhri Din Hain...

                              Har Baras Ki Trha Se Ab K B...

                              Diary Ek Sawaal Krti Hai...

                              "Kya Khabar Is Baras K Aakhir Tk...

                              Mere In Be'Chiraagh Saffh0n Se...

                              Kitne He Naam Katt Gaye Hun Ge...

                              Kitne Number Bikhar K Rast0n Main...

                              Gard_e_MaaZi Se Att Gaye Hun Gy...

                              Khaak Ki DheeriY0n K Daaman Main...

                              Kitne Taufaan Simatt Gaye Hun Ge...!

                              Hr December Main Sochta Hun Main...

                              Ek Din Is Trha B Hona Hai...

                              Rang Ko Roshni Main Kh0na Hai...

                              Apne Apne Ghar0n Main Rakhi Hui...

                              Diary ,Dost Deakhty Hun Ge...

                              Un Ki Aankh0n K Khaak'Daan0 Main...

                              Ek Sahra Sa Phailta Ho Ga...!

                              Aur Kch Be'Nishaan Saffh0n Se...

                              Naam Mera B Katt Gaya Ho Ga...!!!!

                              (Amjad Islam Amjad)

                              Comment


                              • Re: sirf december poetry

                                DECEMBER tere aney se

                                Diyar-e-shoq bnta tha

                                Kbi ban kr ujrta tha

                                K jese arzu or zindgi ko

                                Be tahasha waswason ne ghair rakha tha

                                Kmi shayed junon ki thi

                                Mere jazbey sabhi mohtaj-e-mosam the

                                Wo mosam ghair dayem they
                                .
                                Magr mujh ko
                                .
                                Yaqeen-e-pekar ne kuch aesa yaqeen bakhsha
                                .
                                Sukoon-e-awwaleen bakhsha
                                .
                                Qarar-e-aakhireen bakhsha
                                .
                                Maheena koi bhi aaey
                                .
                                Maheena koi bhi jaye
                                .
                                Kisi mosam kisi rut ki tmanna ab nhi baaqi
                                .
                                DECEMBER ! Terey aaney se
                                .
                                DECEMBER ! Terey jaaney se...!
                                .
                                Badalta ab nhi kuch bhi
                                .
                                Wo saarey mosamon k sath,, busta hai meray andar.....!!!

                                Comment

                                Working...
                                X