Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar

    thee kis qadar ajeeb musafat kuch mat pouchye
    aankhain abhi safar mai theen k khuab thak gaye


    Comment


    • Re: ashaar

      Aoo k ik sajda kerain Aalam a Madhoshi main..

      Log kahtay hain Saghar ko Khuda yaad nahi.


      Comment


      • Re: ashaar

        Is shehr main kis se milain
        Hum sey toh chooty mehfilein
        Har shakhs tera naam lay
        Har shakhs deewana tera


        Comment


        • Re: ashaar

          Na urao youn thokroun se meri khak-e-qabar zalim
          yehi ek reh gayi hai mere pyar ki nishani
          tuje pehle he kha tha,hai jahan sarai-e-fani
          dil-e-badnasib tu ne meri baat hi na mani
          ye inayatain ghazab ki,ye blaa ki mehrbani
          meri khairiyat bhi pouchi to kisi aur ki zubani


          Comment


          • Re: ashaar

            Woh tujhko Bhooley hain to tujh per bhi laazim hai MEER ..
            Khaak daal, Aag laga, Naaam na ley, Yaad na ker.....!!!!


            Comment


            • Re: ashaar

              Zindagi Yon b Kam hai Muhabbat k liye
              Yon Rooth k Waqt gan'waney ki zaroorat kiya hai !!!


              Comment


              • Re: ashaar

                Rah-e-Mohabbat Main Ajab Pathraon Se Raha Wasta Saagar
                Naa Zakham Nazar Aata Hai Naa Dard Saha Jata Hai........!!!


                Comment


                • Re: ashaar

                  Hoty hay sadaqat main khamashi ki gehrayee
                  Sirf shor hota hay harf-e-besadaqat main


                  Comment


                  • Re: ashaar

                    Rafaqaton k nay khowab khush numa hain lakin

                    Guzar Chuka teray Itabaar ka mousam


                    Comment


                    • Re: ashaar

                      Muhabbt haar kay jeena buht dushwar hota hay
                      usey bus itna keh dena bharam tora nahee kartey


                      Comment


                      • Re: ashaar

                        uljha howa hoon gardish-e-doran men aajkal......
                        tum yeh na samajhna kay ulfat nahi rahi..


                        Comment


                        • Re: ashaar

                          Main Tu Ratoon Ka Musafer Hoon, Meray Sath Na Chal
                          Yoon Na Ho Tou Bhi Andheron Main Kahi Kho Jaye


                          Comment


                          • Re: ashaar

                            itne tu rula diya hota kaa ansoo hee chalk aatay

                            palkon mein rukey howaa ansoo ka dard saha nahe jata


                            Comment


                            • Re: ashaar

                              muflisi mei woh din bhi aye hain
                              hum ne apna malal baich diya


                              Comment


                              • Re: ashaar

                                dukhon nay baant lia hay tumharay baad hamain
                                tumharay haath main rehtey toh kitna acha tha


                                Comment

                                Working...
                                X