Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar

    ye aur baat hai k tarruf na ho saka
    hum zindagi k saath bohat door tak gaye


    Comment


    • Re: ashaar

      Woh shakhs jis ki yad mein ankhein pighal gaeen

      Chup chap mere pas se ho kar guzar gya


      Comment


      • Re: ashaar

        Un Ki Yaad , Un Ki Tamana , Un Ka Gham....

        Kat Rahi Hai Raat Barey Aaraam Se...


        Comment


        • Re: ashaar

          Sikha di bewafai bhi tumhein zalim zamane ne

          Keh tum jo seekh lety ho hum he pe azmaty ho


          Comment


          • Re: ashaar

            Bus SHukRia KeHnA ThA es Nazr-e-KArAm Ka

            kHuwAb Me Mily Ho Or KIa KhoB milY ho


            Comment


            • Re: ashaar

              ﮐﮩﺎ ﺗﮭﺎ ﻧﺎﮞ
              ﮐﮧ ﻣﺠﮫ ﻣﯿﮟ ﺣﻮﺻﻠﮧ ﮨﮯ ﻏﻢ ﺍﭨﮭﺎﻧﮯ ﮐﺎ
              ﮨﺮ ﺍﮎ ﻃﻮﻓﺎﮞ ﺳﮯ ﻟﮍﻧﮯ ﮐﺎ
              ﻣﯿﮟ ﺟﯽ ﻟﻮﮞ ﮔﺎ ۔۔۔ ﺗﻤﮩﺎﺭﮮ ﺑﻌﺪ ﺑﮭﯽ ﻟﯿﮑﻦ
              "ﻣﺠﮭﮯ ﺗﻢ ﯾﺎﺩ ﻣﺖ ﺁﻧﺎ"


              Comment


              • Re: ashaar

                Wo jo ek safer tha janoon ka, wo jo manzilon ki talaash thi
                Jo tarrap thi mujh myn kahan gai, mujhy kis kami ny bujha diya


                Comment


                • Re: ashaar

                  Ek Hi Zakham Nahi
                  Yahan To Sara Hi
                  Wajood Zakhmi Hai...!!
                  Dard Bhi Hairan Hain
                  K Aakhir Uthon To
                  Kahan Sy Uthon...!!


                  Comment


                  • Re: ashaar

                    q


                    Comment


                    • Re: ashaar

                      Jane Kaya Soch Kar Nahi Guzra..

                      Ek Pal Raat Bhar Nahi Guzra..



                      Comment


                      • Re: ashaar

                        Kuch Youn Lajawab Hon
                        Tere Samne Mein ....!!!

                        Kuch Mujhe Alfaz Ni Milte
                        Or Kuch Anjan Hon Shayad


                        Comment


                        • Re: ashaar

                          Yeh Muhabbat To
                          Museebat Ki Tarah Hoti Hai

                          Tujh Ko Hona Na Pare Khuwaar...
                          Mere Saath Na Chal !!


                          Comment


                          • Re: ashaar


                            پھر اس کو یاد کیا

                            اور موند لی آنکھیں

                            کہ اس کے بعد

                            نظر کون آنے والا تھا ....؟؟


                            Comment


                            • Re: ashaar

                              Kis Ko Fursat Hai
                              Mujh se Behus Kre
                              Or Sabit Kre k
                              Mera Wajood
                              Zindagi K Liye
                              Zaroori Hai


                              Comment


                              • Re: ashaar

                                Pukara Tha Tujhe Be Intihaa
                                Dur Tujh Se Ho Nehin Skta
                                Mohabbat Yehi Hai Shayad
                                Tou Sumjh Nehin Skta .....!!


                                Comment

                                Working...
                                X