Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~* Nadia Ki Pasand *~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~* Nadia Ki Pasand *~

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    mere bhai mein is field ka khilaari nahi hoon, mujay moaaf kerna, mein to bus avein he aaj idher aa gaya :garmi:
    pher aap ko edar nahi ana chaye tha

    Comment


    • Re: ~* Nadia Ki Pasand *~

      Originally posted by Nadia khan View Post
      pher aap ko edar nahi ana chaye tha
      theek he

      Nahi aata ub
      :thmbup:

      Comment


      • Re: ~* Nadia Ki Pasand *~

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        theek he

        Nahi aata ub
        jo cheez apke dil ko achi lage sher karni chaye na

        Comment


        • Re: ~* Nadia Ki Pasand *~

          Originally posted by Nadia khan View Post
          jo cheez apke dil ko achi lage sher karni chaye na
          me kyoon bataon, me ko to u ne apni taraf se apnay thread se nikaal dia he na
          :thmbup:

          Comment


          • Re: ~* Nadia Ki Pasand *~

            Yeh field aap ki ENGLISH ki kahani say mukhtalif nahin hay meray dost, jinn ehsaas ko aap nay apni tehreer "It is raining again" main bayan kia tha, yahan bhi wohi baat horahi hain, ussay jazba-e-mohabbat ka zikar horaha hay jiss kay liye baarish main bheegna aur lutf-e-intizaar laina acha lagta hay....!!!! bas farq itna hay kay woh ENGLISH main thay aur yeh URDU main, magar maqsad srif aik hi tha aur woh tha "Shiddat-e-MOHABBAT"!!!!

            Sochyeh ga, apnay dil ki gehrayoon say, yeh alfaaz aap ko apnay lagay gain aur aap khudh ko ussi bheegti hoyee baarish main yeh kehtay sunnay gain kay "Chaloo aik baar phir tajdeed-e-mohabbat kartay hain" :)

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            mere bhai mein is field ka khilaari nahi hoon, mujay moaaf kerna, mein to bus avein he aaj idher aa gaya :garmi:
            sigpic

            Comment


            • Re: ~* Nadia Ki Pasand *~

              Originally posted by thefire1 View Post
              Kahani nahin munda_sialkoty..... roudad-e-mohabbat hay aik aaisi PUKAAR jiss main taRap hay, kisi say milnay ki chahat hay, kisi ki khaatir haar jaanay ki khuwahish hay, kisi kay deedar ki khaatir apna wajoob qurban karnay ki justajoo hay, in short woh mohabbat hay jo shayed phoot phoot ko apnay aap ko kisi per nichawaar karnay kay liye taRap rahi hay..... bohat khoob Nadia, bohat hi khoobsurat nazm share ki hay aap nay, dil khush kardiya, khiraj-e-tehseen qubool kijyey, khush rahyeh :)
              thank you so much Ali:rose
              aur bahut shukriya jo alfaaz aap ne likhe
              sada khush rahain rose:

              Comment


              • Re: ~* Nadia Ki Pasand *~

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                me kyoon bataon, me ko to u ne apni taraf se apnay thread se nikaal dia he na
                nahi main ne ye nahi kaha aap nikal jao balke ye kaha hai apko pasand nahi tu aap na dekho
                mera behaviour sab ke saath eik jesa hai

                Comment


                • Re: ~* Nadia Ki Pasand *~

                  Originally posted by thefire1 View Post
                  Yeh field aap ki ENGLISH ki kahani say mukhtalif nahin hay meray dost, jinn ehsaas ko aap nay apni tehreer "It is raining again" main bayan kia tha, yahan bhi wohi baat horahi hain, ussay jazba-e-mohabbat ka zikar horaha hay jiss kay liye baarish main bheegna aur lutf-e-intizaar laina acha lagta hay....!!!! bas farq itna hay kay woh ENGLISH main thay aur yeh URDU main, magar maqsad srif aik hi tha aur woh tha "Shiddat-e-MOHABBAT"!!!!

                  Sochyeh ga, apnay dil ki gehrayoon say, yeh alfaaz aap ko apnay lagay gain aur aap khudh ko ussi bheegti hoyee baarish main yeh kehtay sunnay gain kay "Chaloo aik baar phir tajdeed-e-mohabbat kartay hain" :)
                  I appreciate your keen observation. I really liked your comments. Adding your reputation :shyy:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • Re: ~* Nadia Ki Pasand *~

                    Originally posted by Nadia khan View Post
                    nahi main ne ye nahi kaha aap nikal jao balke ye kaha hai apko pasand nahi tu aap na dekho
                    mera behaviour sab ke saath eik jesa hai
                    YOu have been a really nice and pleasant addition in PG. I acknowledge your all time soft nature. Adding your repu as well :thmbup:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: ~* Nadia Ki Pasand *~

                      Originally posted by thefire1 View Post
                      Yeh field aap ki ENGLISH ki kahani say mukhtalif nahin hay meray dost, jinn ehsaas ko aap nay apni tehreer "It is raining again" main bayan kia tha, yahan bhi wohi baat horahi hain, ussay jazba-e-mohabbat ka zikar horaha hay jiss kay liye baarish main bheegna aur lutf-e-intizaar laina acha lagta hay....!!!! bas farq itna hay kay woh ENGLISH main thay aur yeh URDU main, magar maqsad srif aik hi tha aur woh tha "Shiddat-e-MOHABBAT"!!!!

                      Sochyeh ga, apnay dil ki gehrayoon say, yeh alfaaz aap ko apnay lagay gain aur aap khudh ko ussi bheegti hoyee baarish main yeh kehtay sunnay gain kay "Chaloo aik baar phir tajdeed-e-mohabbat kartay hain" :)
                      :thmbup::rose

                      Comment


                      • Re: ~* Nadia Ki Pasand *~

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        I appreciate your keen observation. I really liked your comments. Adding your reputation :shyy:
                        thankooooooooo:rose

                        Comment


                        • Re: ~* Nadia Ki Pasand *~

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          YOu have been a really nice and pleasant addition in PG. I acknowledge your all time soft nature. Adding your repu as well :thmbup:
                          shukriya :rose

                          Comment


                          • Re: ~* Nadia Ki Pasand *~


                            اگر مل سکے تو وفا چاہیے
                            ہمیں کچھ نہ اس کے سِوا چاہیے

                            بہت بے سکوں ہے وہ میرے بِنا
                            اُسے زندگی کی دُعا چاہیے

                            کہیں بھی میں جاؤں پلٹ آؤں گی
                            مجھے بس تیری اک صدا چاہیے

                            ہو تکمیل جس سے میری ذات کی
                            بہاروں کی ایسی نوا چاہیے

                            مجھے تیرے قدموں میں اے ہم نوا
                            اگر مل سکے تو جگہ چاہیے

                            کہاں تک بھلا میں نبھاؤں وفا
                            کبھی تو مجھے بھی صلہ چاہیے

                            سمندر سمندر میری زندگی
                            کنارا مجھے اے خدا چاہیے

                            کبھی شام ہے تو کبھی رات ہے
                            مجھے روشنی اے خدا چاہیے

                            پلٹنے کا مجھ میں نہیں حوصلہ
                            تیرے در پہ ہی اب قضا چاہیے

                            Comment


                            • Re: ~* Nadia Ki Pasand *~

                              Wah Nadia, bohat khoobsurat ghazal hay, issay dua kahoon, yaa sada-e-dil, pukar-e-mohabbat kahoon yaa khuwahish-e-zindagi.... itna kuch samaita hua hay iss ghazal main, bohat hi acha intikhaab hay aap kay, keep sharing, yeh shair bohat ziyda acha laga
                              کبھی شام ہے تو کبھی رات ہے
                              مجھے روشنی اے خدا چاہیے
                              sigpic

                              Comment


                              • Re: ~* Nadia Ki Pasand *~

                                beautiful sharing nadu
                                میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                                Comment

                                Working...
                                X