Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~ * Khan ki Pasand * ~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Muhabbat Khaas Hoti Hai

    nice
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment


    • #92
      Zindagi ki rahoun main

      Zindagi ki rahoun main
      loog mil he jatay hain
      aarzo k daman main
      phool khil he jatay hain
      miltay hain rafo-gar bhe
      chaak sil he jatay hain
      lehja jan-godaaz magar
      tum sa dil-nawaaz magar
      hum ko ya nahi milta
      jiski narm batoun main
      es qadar halawat ho
      jis k phool lehjay se
      jhaankti sakhawat ho
      jis ka naam aatay he
      koe khushbo dheray se
      khal-o-khad main ghul jaaey
      koe phool tehni pe
      be-waja he khil jaaey
      jis ka zikr kartay hoey
      zo-fishan sitaray hon
      jis ne rang-o-aahan k
      roop tak sanwaray hon
      aao sub se pehla kaam
      aaj hum ye kartay hain
      shiddatoun ki gherai
      ye khayal-o-raanai
      Us K Naam Kartay Hain
      aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
      kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

      Comment


      • #93
        Re: Zindagi ki rahoun main

        Bohat Khoob
        :(

        Comment


        • #94
          Din Bhar

          Tapti hoe rahoun pe, phiraya mujhay din bhar
          u teray tasawwur ne sataya mujhay din bhar

          dil main wo kasak choor gaya subha ka tara
          ek lamha bhe aaraam na aaya mujhay din bhar

          veraan bayabaan main,kabhi ujray gharoun main
          phirta raha lekar tera saaya mujhay din bhar

          daite rahi chaandni shub bhar mujhay aawaaz
          soraj ne bhe reh reh k bolaya mujhay din bhar

          har simt bharay shehar thay kia janay pher bhe
          tanhai k ehsaas ne khaya mujhay din bhar

          lehjay main ghani chaoun k pattoun ki zuban main
          pairoun ne tera haal sunaya mujhay din bhar

          eak pal main he batla gae dam toorti kirnain
          wo raaz jo aae shaam ne paya mujhay din bhar
          aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
          kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

          Comment


          • #95
            Re: Din Bhar

            very nice...........

            Comment


            • #96
              Re: Din Bhar

              Asslam-o-Alikum


              Bohat Ala kalam ha
              :(

              Comment


              • #97
                Re: Din Bhar

                Originally posted by khan khan View Post
                Tapti hoe rahoun pe, phiraya mujhay din bhar

                u teray tasawwur ne sataya mujhay din bhar

                dil main wo kasak choor gaya subha ka tara
                ek lamha bhe aaraam na aaya mujhay din bhar

                veraan bayabaan main,kabhi ujray gharoun main
                phirta raha lekar tera saaya mujhay din bhar

                daite rahi chaandni shub bhar mujhay aawaaz
                soraj ne bhe reh reh k bolaya mujhay din bhar

                har simt bharay shehar thay kia janay pher bhe
                tanhai k ehsaas ne khaya mujhay din bhar

                lehjay main ghani chaoun k pattoun ki zuban main
                pairoun ne tera haal sunaya mujhay din bhar

                eak pal main he batla gae dam toorti kirnain

                wo raaz jo aae shaam ne paya mujhay din bhar
                :SubhanAllhaa:
                very good

                Comment


                • #98
                  Re: Din Bhar

                  Originally posted by life. View Post
                  very nice...........
                  Originally posted by BaytaabTabaani View Post
                  Asslam-o-Alikum


                  Bohat Ala kalam ha
                  Originally posted by ahsanhussain View Post
                  :SubhanAllhaa:
                  very good
                  W.Salaam,
                  aap sub dostoun ka bohat shukriya.:rose
                  aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                  kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                  Comment


                  • #99
                    Re: Muhabbat Khaas Hoti Hai

                    Originally posted by BaytaabTabaani View Post
                    Achi Nazm ha As usual
                    Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                    nice
                    Thanx.:rose
                    aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                    kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                    Comment


                    • Re: Zindagi ki rahoun main

                      Originally posted by BaytaabTabaani View Post
                      Bohat Khoob
                      Thanx.:)
                      aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                      kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                      Comment


                      • Re: Amal ko toolnay wale

                        Originally posted by BaytaabTabaani View Post
                        Ap ki post parhnay walay aur parh ka reply karnay
                        walay bary dervish hotay hain:D:


                        Nice selection Double Khan ji



                        Khush rehay



                        PBT
                        Originally posted by saraah View Post
                        yeh underlined kya word hai.......do tell me.....
                        Thanx.:rose
                        aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
                        kia tujhay koe kaam kaaj nahi!

                        Comment


                        • Re: Amal ko toolnay wale

                          buht khooob...
                          For New Designers
                          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                          Comment


                          • Re: Zindagi ki rahoun main

                            awesome...:)
                            For New Designers
                            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                            Comment


                            • Re: Zindagi ki rahoun main

                              Originally posted by khan khan View Post
                              Zindagi ki rahoun main

                              loog mil he jatay hain
                              aarzo k daman main
                              phool khil he jatay hain
                              miltay hain rafo-gar bhe
                              chaak sil he jatay hain
                              lehja jan-godaaz magar
                              tum sa dil-nawaaz magar
                              hum ko ya nahi milta
                              jiski narm batoun main
                              es qadar halawat ho
                              jis k phool lehjay se
                              jhaankti sakhawat ho
                              jis ka naam aatay he
                              koe khushbo dheray se
                              khal-o-khad main ghul jaaey
                              koe phool tehni pe
                              be-waja he khil jaaey
                              jis ka zikr kartay hoey
                              zo-fishan sitaray hon
                              jis ne rang-o-aahan k
                              roop tak sanwaray hon
                              aao sub se pehla kaam
                              aaj hum ye kartay hain
                              shiddatoun ki gherai
                              ye khayal-o-raanai
                              Us K Naam Kartay Hain

                              very Nicerose:rose

                              Comment


                              • Re: Amal ko toolnay wale

                                Originally posted by khan khan View Post
                                Amal ko toulnay wale baray darvaish hote hain

                                khamoshi boolnay wale baray darvaish hotay hain

                                yahan par jhoot palta hai,yahan sub jhoot kehtay hain
                                yahan sach boolnay wale baray darvaish hotay hain

                                zamana barf ki sil ki tarha jub sard par jaaey
                                tu es par khoulnay wale baray darvaish hotay hain

                                wo darvaishi jo koh'na umar main aaey,bhali lekin
                                jawani roolnay wale baray darvaish hotay hain

                                anaa'oun,nafratoun,khud gharzioun k tehray pani main

                                muhabbat ghoolnay wale baray darvaish hotay hain
                                koi dost hai na raqeeb hai
                                tera shehar kitna ajeeb hai
                                yahan kise kahon mere sath chal
                                yahan sub k sir pay saleeb hai
                                yahanm kis ka chehra parra karon
                                yahan koun itna kareeb hai
                                wo jo ishq tha wo junoon tha
                                ye jo hijrr hai ye naseeb hai

                                Comment

                                Working...
                                X