Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Eshaa Ka Intikhaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Aey tez hawa naaraz na ho

    Originally posted by Masood
    Very nice Eshaa bohat achhi sharing hai :)
    Hmm Shukriya :phool:Jeetay rahieey :khi: Khush rahieey
    sigpic

    Comment


    • Re: Aey tez hawa naaraz na ho

      Originally posted by Hala
      wow buht umdha shairng hai Eshaa ji ....:phool:
      Thanks Hala ji:hug:
      sigpic

      Comment


      • Re: Aey tez hawa naaraz na ho

        Originally posted by Rida
        Assalam-0-Alaikom:rose

        buht umdah
        Wa Alaikum Assalam
        Shukriya Rida Dear:phool:
        sigpic

        Comment


        • Ruswaeeyan bhi hon(Ahmed Faraz)

          Adaab!!!
          One of my fav: ghazal

          Dil bhi bujhaa ho shaam ki parchaeyan bhi hon
          Mar jaaye jo aisay mein tanhaaeyan bhi hon


          Aankhon ki surKh lehar hai mauj-e-suparadagi
          Ye kyaa zarur hai ke ab angraeeyan bhi hon


          Her husn-e-saadaa lau na dil mein utar saka
          Kuchh to mizaaj-e-yaar mein geharaeyan bhi ho.n


          Duniya k tazkaray to tabiyat hee le bujhay
          Baat us ki ho to phir sukhn aaraeeyan bhi hon


          Pehlay pehal ka ishq Abhi yaad hau Faraaz
          Dil khud ye chahta hai , ruswaeeyan bhi hon

          (Ahmed Faraz)
          sigpic

          Comment


          • Re: Ruswaeeyan bhi hon(Ahmed Faraz)

            Assalaam-0-Alaikom:rose

            niiceeee one
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment


            • Re: Ruswaeeyan bhi hon(Ahmed Faraz)

              Originally posted by Rida
              Assalaam-0-Alaikom:rose

              niiceeee one
              WaAlaikum Assalam ,
              Thanks Rida Dear ...:phool:
              sigpic

              Comment


              • Re: Ruswaeeyan bhi hon(Ahmed Faraz)

                wow ..
                Beautifull sharing Eshaa:rose
                Keep Sharing :)

                Comment


                • Re: Ruswaeeyan bhi hon(Ahmed Faraz)

                  Originally posted by aik_lerki
                  wow ..
                  Beautifull sharing Eshaa:rose
                  Keep Sharing :)
                  thanks ji :phool:
                  sigpic

                  Comment


                  • Baarish ki Awaaz ko sun ker

                    Adaab!!!
                    saawan ki barsat is zameen per qatra qatra ban k her taraf jal thal ka saaman peda ker dety hai Aur saman bayhadd mashoor kun hota hai , bohat see yaadein , bohat c ankahee baatein, bohat se sapnay dil k shafaf aaeyno mein nikhray nazar aatay hain
                    Amjad Islam Amjad nay apni is nazm mein baarish ki aawaz sunaeey hai ...


                    Pairon ki aagosh mein sehmi shakhein jhoomnay lagty hain
                    Gard-e-malal mein liptay pattay, jaag uth-tay hain
                    Aur hawa ki peengon mein sargoshiyaan jhoolnay lagty hain
                    Khirki k sheshon per jis dam pehli boondein perty hain to
                    Baarish ki aawaz gharon mein khushboo ban ker darr aatee hai
                    Duniya k bay ant dukh aur andeshon ki
                    Urty mitti bayth-ti hai aur
                    Bujhay dil ki aqleemon mein
                    Shamein jalnay lagty hain
                    Raahein chalnay lagty hain
                    Baarish ki aawaz ko sun ker
                    Seenay k aangan mein rakhay bojh ki dheri
                    Holay holay kat-ti hai to saansein halki hoti hain
                    Rim jhim ki aawaz mein jesay sab aawazein kho jaatee hain
                    Baarish ki Awaaz ko sun ker
                    Jaagty aankhein
                    Sapno ki dehleez se apnay reza reza khaab uthhanay
                    Aur inhein tarteeb mein laanay lagty hain
                    Mit-ti banti tasweerein, phir dhiyan mein aanay lagty hain
                    Barish ki Aawaz ko sun ker..!!
                    sigpic

                    Comment


                    • Re: Baarish ki Awaaz ko sun ker

                      Nice Esha......:thmbup:
                      keep it up....:)
                      khush raho.......:phool:

                      Comment


                      • Re: Baarish ki Awaaz ko sun ker

                        Originally posted by ummid
                        Nice Esha......:thmbup:
                        keep it up....:)
                        khush raho.......:phool:
                        O Dear thank you:hug:
                        u too b happy :phool:
                        sigpic

                        Comment


                        • Re: Baarish ki Awaaz ko sun ker

                          Assalaam-0-Alaikom:rose

                          woww ma fav Amjad Islam Amjad

                          thanks for sharing a niceeeee poem Eshaa :phool:
                          For New Designers
                          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                          Comment


                          • Re: Baarish ki Awaaz ko sun ker

                            Originally posted by Rida
                            Assalaam-0-Alaikom:rose

                            woww ma fav Amjad Islam Amjad

                            thanks for sharing a niceeeee poem Eshaa :phool:
                            WaAlaikum Assalam ,
                            meray bhi pasandeedah shayar hain
                            Ur welcome Rida
                            sigpic

                            Comment


                            • "Khizaan ka Pehla Bulawa"

                              Adaab!!!:salam: :rose


                              Najanay kab fursat milay
                              Isee lamhay chalay aao

                              Najanay kab fursat milay
                              k jab tum bhi na mil paao
                              Aur hum bhi na mil paaen
                              Tumhein shikway sunanay hain
                              Hamein aansoo bahanay hain
                              Tumhein ilzaam dena hai
                              Hamein baydaam rehna hai
                              Tumharay naam ki table
                              kisi cafe k goshay mein
                              Dinner k waastay book hai
                              Hamein bhi shaam ki chaey
                              kisi k saath peena hai
                              Naeey khushboo hai paris ki
                              Jo yum ko saath lena hai
                              Hamein bhi tie ka packet
                              naeey packing mein laynma hai
                              To kion na shaam sepehlay
                              Kisi lamhay mein mil jaaen
                              Khizaan ki dhoop pheli hai
                              Hawa bhi thori geeli hai
                              Udasi ka fasoon sa hai
                              Junoon mein ik sukun sa hai
                              Ye mausam hai bicharnay ka
                              Isee rut mein bichhar jaao.!!
                              Abhi Aao
                              Abbhi Aao
                              ...
                              ...
                              Bichar jaao
                              sigpic

                              Comment


                              • Re: "Khizaan ka Pehla Bulawa"

                                Bohat khoobsurat nazm share kere hai aap ny esha :rose
                                Thankx 4 sharing :)

                                Comment

                                Working...
                                X