Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Eshaa Ka Intikhaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Eshaa Ka Intikhaab

    Assalam-o-Alaikum
    .."mohabbat chup nahin rehti"se kuch ashaar

    Wo mujh se poochty hai mujh se batein q nahin kartay
    Main kehta hoon abhi to dekhnay ki manzilon pr hoon

    Wo mujh se poochty hai tum samander mein kabhi utray
    MAin bola ek samander doosrey mein kis lieey utray

    Wo boli dil mein koi ba waja sa khauf rehta hai
    Main bola ishq to baybaak logon ka shewa hai

    Wo kehty hai mujhey soch kar batla main kaisee hoon
    Main kehta hoon sarabi sochnay mein waqtlagta hai

    Wo mujh se poochty hai kia mujhey tum yaad kartay ho
    Main kehta hoon jaan-e-mann tumhein main bhoolta kab hoon

    WO boli teray haatho per ye zakhmon k manazir q
    Main kehta hoon kuch zewar baray anmol hotay hain

    WO boli dil ko koi be yaqeeni si hai mohabbat mein
    Main bola theek hai per Ishq to Eemaan hota hai

    Wo boli haath dekho bay irada hee laraztay hain
    Main bola haath dikhlao to phir dekho bhi himmat se

    Wo boli main mata-e-Ghair hoon teray lieey Farhat
    Main bla haan ye to sadiyon se mohabbat ka wateera hai

    Mohabbat zehan ka ek khaas Aalam hai kaha us ney
    Kaha mainey mohabbat rooh ki dehleez hoty hai
    Last edited by Eshaa Chaudhry; 8 September 2006, 07:15.
    sigpic

  • #2
    Meri pasand..aap k lieey(update)

    Assalam_0_Alaikum
    I'm sharing here....these...........hope u will like it
    Attached Files
    Last edited by Aania; 28 December 2006, 19:52.
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Meri pasand(Amajd Islam Amjad)

      AAsslam-o-Alikum WR WB

      Bhot umda Eesha ji .. Hum safar ... nice 1 hy

      keep shiring

      FeaamNAlalh
      Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
      Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


      Comment


      • #4
        Re: Meri pasand(Amajd Islam Amjad)

        Assalam_0_Alaikum...
        Bheegi palkein
        Shukriya pasand karnay ka ...InShaAllah mazeed apni pasand share karoon gi main jald hee lekin ek baat kahoon mind na kjieey ga ..Mera name Eesha nahin Eshaa hai....
        Thanks
        Last edited by Eshaa Chaudhry; 20 October 2005, 14:39.
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Meri pasand(Amajd Islam Amjad)

          wow its beautitul sharing
          lakin main ny last wali ko pasand kia hay any way nice name TOO

          Comment


          • #6
            Re: Wo mujh se poochty hai....(farhat abbas shah)

            Asslam-o-Alikum WR WB

            Bhot umda ... nice choice hy

            FeaamNAllah
            Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
            Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


            Comment


            • #7
              Re: Wo mujh se poochty hai....(farhat abbas shah)

              Originally posted by Eshaa_wellwisher
              Assalam-o-Alaikum
              I'm posting one of my fav: poet's sh'r from his book..."mohabbat mar nahin sakti"

              Wo mujh se poochty hai mujh se batein q nahin kartay
              Main kehta hoon abhi to dekhnay ki manzilon pr hoon

              Wo mujh se poochty hai tum samander mein kabhi utray
              MAin bola ek samander doosrey mein kis lieey utray

              Wo boli dil mein koi ba waja sa khauf rehta hai
              Main bola ishq to baybaak logon ka shewa hai

              Wo kehty hai mujhey soch kar batla main kaisee hoon
              Main kehta hoon sarabi sochnay mein waqtlagta hai

              Wo mujh se poochty hai kia mujhey tum yaad kartay ho
              Main kehta hoon jaan-e-mann tumhein main bhoolta kab hoon

              WO boli teray haatho per ye zakhmon k manazir q
              Main kehta hoon kuch zewar baray anmol hotay hain

              WO boli dil ko koi be yaqeeni si hai mohabbat mein
              Main bola theek hai per Ishq to Eemaan hota hai

              Wo boli haath dekho bay irada hee laraztay hain
              Main bola haath dikhlao to phir dekho bhi himmat se

              Wo boli main mata-e-Ghair hoon teray lieey Farhat
              Main bla haan ye to sadiyon se mohabbat ka wateera hai

              Mohabbat zehan ka ek khaas Aalam hai kaha us ney
              Kaha mainey mohabbat rooh ki dehleez hoty hai

              aslaam_u_alikam

              bohat khub kalaam pesh kiya hey aap ney .
              bohat shukriya

              Comment


              • #8
                Re: Meri pasand(Amajd Islam Amjad)

                aslaam_u_alikam

                aap key post kiye huey kalaam bohat achey lagey khaas tor per 1st one.
                shukriya

                Comment


                • #9
                  Re: Meri pasand(Amajd Islam Amjad)

                  bhali c iik shakal buhat pyaari hai esha wellwisher:)

                  Comment


                  • #10
                    Re: Meri pasand(Amajd Islam Amjad)

                    Wow bohat khoooooob...kamal ki sharing hay keep sharing
                    Allah

                    Comment


                    • #11
                      Aey Sitara-e-Shab-e-Zindagi

                      Wohee Shaam Kohar si Shaam Phir
                      Teray Naam ho to Ghazal Kahain
                      Wohee Shaam Jis Ki Ragon Mein Thay
                      Tere Khaab Ankhon k Rat Jagay
                      Wohee Subha-e-Dhoop Ki Laali
                      Teray Aarizon per Khilay to Phir
                      Rag-e-Jaan Se Nazm Kasheed Ho
                      Wohee Rang Ho Wohee Roshni
                      Wohee Khushbuon Ka Hajoom Ho
                      Wohee Ek Pal Tere Deed Ka
                      Jo Miley To Daar Ki Aut Mein
                      Sabhi QehQahay Chhalak Uthein
                      Sar-e-Loh , Shaam-e-Firaaq Phir
                      Gham-e-Ishq Moj-e-Naveed Ho
                      Aey Sitara-e-shab-e-Zindagi
                      Idher aa k Jashn Ho Moatabar
                      Nazar Aa k Dhang Se Eid Ho

                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: Aey Sitara-e-Shab-e-Zindagi


                        BOHT KHOOBSORAT......


                        NAZAR AA K DHANG SE EID HO.........

                        CHIPKOOOOOOOOOOOO

                        Comment


                        • #13
                          Re: Aey Sitara-e-Shab-e-Zindagi

                          buht khoob likhaa haii :thmbup: .... khosh rahii :)
                          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                          :pr:

                          Comment


                          • #14
                            Ye Kaisi Rut Hai

                            Ye kaisi rut hai?
                            k aangano mein phool to khiltay hain magaar-aankhon mein
                            pichhlay mausam k khushk pattay bikhar rahay hain
                            gulab chaaron taraf khilay hain
                            magar dareechon mein janay walon ki raah taktay udaas chehray
                            khizaan ki dehleez per kharay hain
                            ulajhtay baalon mein pichli rut k lagaey phoolon ki
                            sabz khushbu
                            shafeeq haathon ko dhoondti hai
                            bichharnay walon ki yaad kano mein larkharati huey sadaon
                            k jaal bunti hai
                            ye kaisi rut hai?
                            bahar aa k khulay kiwaron ko khatkhatati hai
                            bey dili ki hawa dareechon mein sarsarati hai
                            aur peelay gulab aangan mein khil rahay hain
                            ye kaisi rut hai?
                            k paaniyon mein tamam manzar ghiray huey hain
                            magar nigahon mein pyas likhi hai
                            ye kaisi rut hai?
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: Ye Kaisi Rut Hai

                              :) haan yeh kaisi rut aai? keh sarey mausam badley huwey hain aur insaan bikhrey huwey hain :) - nice eesha ji
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X