Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

meri pasand

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: meri pasand

    Wo kahin b rahen sar pe uske ilzaam to hai,
    uske hathon ki lakiron me mera naam to hai,
    wo mujhe apna banaye ya na banaye
    zamane me mere naam se woh badnam to hai
    wo mujh sai aksaar
    kehti thi k tujhe
    appna k choorun
    gi or phir yun hi hova
    uss nai apna banaya or chor diya.....

    Comment


    • #17
      Re: meri pasand

      Dill main na ho jurrat tu mohabbat nahi milti
      khairaat main itni bari doulat nahi milti

      kuch log yoon hi sheh'r main hum sey bhi khafa hain
      har aik sey apni bhi tabiyat nahi milti

      dekha tha jisey main nay koi aur tha shaiyad
      wo koun hay jis sey teri sourat nahi milti

      hanstey howe chehroo.n sey hay bazaar ki zeenat
      roney ko yahan waise bhi fursat nahi milti
      wo mujh sai aksaar
      kehti thi k tujhe
      appna k choorun
      gi or phir yun hi hova
      uss nai apna banaya or chor diya.....

      Comment


      • #18
        Re: meri pasand

        buhat khuub

        Comment


        • #19
          Re: meri pasand

          Raastay khud hi tabahi k nikalay humnay ,
          kar diya dil kisi patthar k hawalay humnay ,
          Haan!! hume maalum hai kya cheez hai mohabbat yaaro,
          apna hi ghar jala k dekhay hai ujjalay humne..
          wo mujh sai aksaar
          kehti thi k tujhe
          appna k choorun
          gi or phir yun hi hova
          uss nai apna banaya or chor diya.....

          Comment


          • #20
            Re: meri pasand

            Naksh kuch mitte rahe kuch sooratein banti raheen,
            Ranj ki beshi kabhie se raahatein banti raheen,
            Mera sarmaayaa umeedon ke sivaa kuch bhi na thaa,
            Kuch to yaadein ban gayeen kuch hasratein banti raheen.

            wo mujh sai aksaar
            kehti thi k tujhe
            appna k choorun
            gi or phir yun hi hova
            uss nai apna banaya or chor diya.....

            Comment


            • #21
              Re: meri pasand

              woh hamare nahi toh kya ghum hai
              hum toh unhi ke hain yeh kya kam hai.
              na gum kam hain na aansu kam hain
              dekhte hain rulane wale mein kitna dam hai
              wo mujh sai aksaar
              kehti thi k tujhe
              appna k choorun
              gi or phir yun hi hova
              uss nai apna banaya or chor diya.....

              Comment


              • #22
                Re: meri pasand

                "Roz subha khud say ek wadah kartay hain
                Tujhay iss dil say bhulanay ka irada kartay hain
                Apni he baat say mukkarr jatay hain maloom nahi kyoun
                Bheegti ankhon ko khuwab tornay ke liye amaadah kartay hain"
                wo mujh sai aksaar
                kehti thi k tujhe
                appna k choorun
                gi or phir yun hi hova
                uss nai apna banaya or chor diya.....

                Comment


                • #23
                  Re: meri pasand

                  "Beymaainay hotay hain woh lamhay jub tum paas nahi hotay
                  Lagtaa hai mujhay aisay ke zindagi tehr gayee ho jaisay
                  Aasman bhi beyrounuq sa lagtaa hai mujhay ke
                  Kisi nay chand taaron ki roshni chura lee ho jaisay"
                  wo mujh sai aksaar
                  kehti thi k tujhe
                  appna k choorun
                  gi or phir yun hi hova
                  uss nai apna banaya or chor diya.....

                  Comment


                  • #24
                    Re: meri pasand

                    Dhoka Diya tha Jab Tune Mujhe,
                    Zindgi Se Main Naraaz Tha,
                    Socha Ki Dil Se Tujhe Nikaal Du,
                    Magar Kambkhat Dil Bhi Tere Pass Tha...

                    wo mujh sai aksaar
                    kehti thi k tujhe
                    appna k choorun
                    gi or phir yun hi hova
                    uss nai apna banaya or chor diya.....

                    Comment


                    • #25
                      Re: meri pasand

                      jakham aisa diya ke koi dwa kaam na aayi
                      aag aisilagai ke paani se bi bhuj naa paayi
                      aaj bhi rote hai hum unki yaad mein
                      jinhe hamari yaad aaj tak naa aayi
                      wo mujh sai aksaar
                      kehti thi k tujhe
                      appna k choorun
                      gi or phir yun hi hova
                      uss nai apna banaya or chor diya.....

                      Comment


                      • #26
                        Re: meri pasand

                        Ghum utha loonga to aur sanwar jaaunga...
                        main teri zulf nahi hoon jo bikhar jaaunga...
                        jo bhi chahe bina maange de dena mujhko...
                        haanth failaunga to nazaron se utar jaaunga.....
                        wo mujh sai aksaar
                        kehti thi k tujhe
                        appna k choorun
                        gi or phir yun hi hova
                        uss nai apna banaya or chor diya.....

                        Comment


                        • #27
                          Re: meri pasand

                          Kisi mod par hum aapko khone nahi denge,
                          Juda hona chaho to bhi hone naho denge.
                          Chandani rato me aayegi meri yaad,
                          Meri yaad ke woh pal aapko sone nahi dengE...
                          wo mujh sai aksaar
                          kehti thi k tujhe
                          appna k choorun
                          gi or phir yun hi hova
                          uss nai apna banaya or chor diya.....

                          Comment


                          • #28
                            Re: meri pasand

                            "Jitna tum ko chaaha tha hum nay
                            Utnaa kisi ko chaah na sakay

                            Socha tha bhool jaaingay kabhi na kabhi
                            Lekin najaanay kyoun bhulaa na sakay

                            Honton nay to chupa liye armaan dil ke
                            Lekin ankhon say chupa na sakay"
                            wo mujh sai aksaar
                            kehti thi k tujhe
                            appna k choorun
                            gi or phir yun hi hova
                            uss nai apna banaya or chor diya.....

                            Comment


                            • #29
                              Re: meri pasand

                              teri yaad me aasuo ka samandar bana liya,
                              tanhai ke saher me apna ghar bana liya,
                              suna hai log pujte hai patther ko,
                              is liye dil apna patther bana liya.
                              wo mujh sai aksaar
                              kehti thi k tujhe
                              appna k choorun
                              gi or phir yun hi hova
                              uss nai apna banaya or chor diya.....

                              Comment


                              • #30
                                Re: meri pasand

                                Kismat ruk gayi, dil ke taar toot gaye
                                Wo bhi rooth gaye, sapne bhi toot gaye
                                Khazaane mein the sirf do aansu,
                                Jab yaad aayi aapki, to wo bhi lut gaye....
                                wo mujh sai aksaar
                                kehti thi k tujhe
                                appna k choorun
                                gi or phir yun hi hova
                                uss nai apna banaya or chor diya.....

                                Comment

                                Working...
                                X