Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

meri pasand

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: meri pasand

    Aaghaz to hota hai anjam nahi hota
    Jab meri kahani mein wo nam nahi hota
    wo mujh sai aksaar
    kehti thi k tujhe
    appna k choorun
    gi or phir yun hi hova
    uss nai apna banaya or chor diya.....

    Comment


    • #77
      Re: meri pasand

      Woh ashk ban ke Meri Chashm e tar mein rehta hai
      Ajeeb shakhs hai Paani ke Ghur mein rehta hai
      wo mujh sai aksaar
      kehti thi k tujhe
      appna k choorun
      gi or phir yun hi hova
      uss nai apna banaya or chor diya.....

      Comment


      • #78
        Re: meri pasand

        Tum nahit o zindugi mein aur kya reh jaye ga
        Door tak tanhayion ka silsila reh jaye ga
        wo mujh sai aksaar
        kehti thi k tujhe
        appna k choorun
        gi or phir yun hi hova
        uss nai apna banaya or chor diya.....

        Comment


        • #79
          Re: meri pasand

          kuch aise din bhi meri zindagi me aaye hain,
          aankhe jab roti rahi aur honth muskuraye hain,

          sabse jyada jo door gaye mere daman se ,
          jaane kyun sabse zyaada wahi yaad aaye hain.
          wo mujh sai aksaar
          kehti thi k tujhe
          appna k choorun
          gi or phir yun hi hova
          uss nai apna banaya or chor diya.....

          Comment


          • #80
            Re: meri pasand

            Manzil safar mein thi, qadam faaslon mein tha
            Mein door tha zaroor, Magar Raaston mein tha
            wo mujh sai aksaar
            kehti thi k tujhe
            appna k choorun
            gi or phir yun hi hova
            uss nai apna banaya or chor diya.....

            Comment


            • #81
              Re: meri pasand

              Tanhaion me unko hi yaad karte hain,
              Wo salamt rahe yahi fariyad karte hai,

              Ham unke hi mohabbt ka intzar karte hai,
              Unko kya pata hum unse kitna pyaar karte hai.
              wo mujh sai aksaar
              kehti thi k tujhe
              appna k choorun
              gi or phir yun hi hova
              uss nai apna banaya or chor diya.....

              Comment


              • #82
                Re: meri pasand

                kadam kadam par baharon ne saath chod diya,
                pada jab waqt to apno ne saath chod diya,
                kasam khaayi thi sitaron ne saath dene ki,
                subah hote hi sitaron ne bhi saath chod diya.
                wo mujh sai aksaar
                kehti thi k tujhe
                appna k choorun
                gi or phir yun hi hova
                uss nai apna banaya or chor diya.....

                Comment


                • #83
                  Re: meri pasand

                  suna Hai Pyaar Ke Kissey Ajib Hote Hain,
                  Khushi Ke Badle Gam Naseeb Hote Hain,
                  Mere Dost Mohabbat Na Karna Kabhi,
                  Pyaar Karnewale Bade Badnaseeb Hote Hai.
                  wo mujh sai aksaar
                  kehti thi k tujhe
                  appna k choorun
                  gi or phir yun hi hova
                  uss nai apna banaya or chor diya.....

                  Comment


                  • #84
                    Re: meri pasand

                    Dil se yaad karte hain,
                    Ankhon se aansoo chalak jaate hain.
                    Kabhi hazaar baatein karte thhe,
                    Aaj ek baat ke liye taras jaate hain.
                    wo mujh sai aksaar
                    kehti thi k tujhe
                    appna k choorun
                    gi or phir yun hi hova
                    uss nai apna banaya or chor diya.....

                    Comment


                    • #85
                      Re: meri pasand

                      Na pucho hamse koi baat ke zindgi ek sawal ban ke rah gai hai,
                      dard itna hai sine me ki khushi ek khayal ban ke rah gayi hai.
                      wo mujh sai aksaar
                      kehti thi k tujhe
                      appna k choorun
                      gi or phir yun hi hova
                      uss nai apna banaya or chor diya.....

                      Comment


                      • #86
                        Re: meri pasand

                        humne kabhi kiya na tha pyar tumse pyar karne se pehle
                        aur na kabhi chaha tha kisiko tumhe chahne se pehle

                        par tune hume zakhm diye itne zaalim
                        har pal ghut ghut ke mar gaye har pal jeenay se pehle
                        wo mujh sai aksaar
                        kehti thi k tujhe
                        appna k choorun
                        gi or phir yun hi hova
                        uss nai apna banaya or chor diya.....

                        Comment


                        • #87
                          Re: meri pasand

                          Chahat me teri dil jala baithe hain, paani se bhi yeh aag bhujti nahi
                          Ab to aalam yeh hai ki samandar bhi humse dhoor chala jaata hai

                          Khak ho gaye zaalim hum to tere pyar me jalte jalte
                          Ab to aag me bhi tera hi chehra sa nazar aata hai
                          wo mujh sai aksaar
                          kehti thi k tujhe
                          appna k choorun
                          gi or phir yun hi hova
                          uss nai apna banaya or chor diya.....

                          Comment


                          • #88
                            Re: meri pasand

                            bhari mehfil mein tanha mujhe rehna sikha diya,
                            tere pyaar ne duniya ko jhoota kehna sikha diya,

                            kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hota ab to,
                            sab kuch zindagi mein chup-chap sehna sikha diya.
                            wo mujh sai aksaar
                            kehti thi k tujhe
                            appna k choorun
                            gi or phir yun hi hova
                            uss nai apna banaya or chor diya.....

                            Comment


                            • #89
                              Re: meri pasand

                              aagar bhigne ka itna shaukh hai barish mein
                              to dekho in ankhoo mein,
                              baarish to har ek ke liye barasti hai,
                              ye ansu sirf tumhare liye baraste hain..
                              wo mujh sai aksaar
                              kehti thi k tujhe
                              appna k choorun
                              gi or phir yun hi hova
                              uss nai apna banaya or chor diya.....

                              Comment


                              • #90
                                Re: meri pasand

                                Humne iss duniya main, itne zakhm khaaye hain
                                Mujhse jo bichad gaye, wo khud mere saaye hain

                                Jee rahaa hoon zindagi main in aansuon ke sahaare
                                Mere liye to ab apne bhi paraaye hain
                                wo mujh sai aksaar
                                kehti thi k tujhe
                                appna k choorun
                                gi or phir yun hi hova
                                uss nai apna banaya or chor diya.....

                                Comment

                                Working...
                                X