Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

meri pasand

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: meri pasand

    hum dosti ka farz yunhi nibhate rahenge,
    waqt bewaqt apko satate rahenge,
    duva karo umar lambhi ho hamari,
    varna yaad bankar apko zindagi bhar rulate rahenge.
    wo mujh sai aksaar
    kehti thi k tujhe
    appna k choorun
    gi or phir yun hi hova
    uss nai apna banaya or chor diya.....

    Comment


    • #32
      Re: meri pasand

      kitne parvane jale raaz ye pane ke liye
      Shamma jalne ke liye hai ya jalane ke liye?

      Ronewale tujhe rone ka saliqa bhi nahi
      ashq pine ke liye hai ya bahane ke liye?

      Aaj kah dunga shab-e-gum ki shararat unse
      roz aa jati hai kambaqt satane ke liye

      humko maloom tha aap ayenge mere ghar lekin
      khud chala aya hoon yaad dilaneke liye
      wo mujh sai aksaar
      kehti thi k tujhe
      appna k choorun
      gi or phir yun hi hova
      uss nai apna banaya or chor diya.....

      Comment


      • #33
        Re: meri pasand

        Kab ki pathar ho chuki hein ye meri aankhein magar
        chhooke jab dekha to haath geele ho gaye
        wo mujh sai aksaar
        kehti thi k tujhe
        appna k choorun
        gi or phir yun hi hova
        uss nai apna banaya or chor diya.....

        Comment


        • #34
          Re: meri pasand

          Unhone wada to kiya tha khwab me milne ka
          Ye hamari badnasibi ki hame nind hi nahi aai
          wo mujh sai aksaar
          kehti thi k tujhe
          appna k choorun
          gi or phir yun hi hova
          uss nai apna banaya or chor diya.....

          Comment


          • #35
            Re: meri pasand

            Mere is dil ke reth par tum chali,
            tere un kadmonke nishan aaj bhi hein.

            Rodiye hum jab ye jana,
            hum chale the wahan sirf pathar bikhare hue the,

            Jahan koi nishan bante nahi the.
            wo mujh sai aksaar
            kehti thi k tujhe
            appna k choorun
            gi or phir yun hi hova
            uss nai apna banaya or chor diya.....

            Comment


            • #36
              Re: meri pasand

              phir kisi yad nay shab bhar hay jagaya mujh ko
              Kiya saza di hay mohabat nay khudaya mujh ko
              wo mujh sai aksaar
              kehti thi k tujhe
              appna k choorun
              gi or phir yun hi hova
              uss nai apna banaya or chor diya.....

              Comment


              • #37
                Re: meri pasand

                Yeh zindgi tere bin adhuri hai,
                Na jaane kyo tere mere beech yeh duri hai,
                Sochta hun bhula dun tumhe,
                par teri ek muskan meri kamzori hai
                wo mujh sai aksaar
                kehti thi k tujhe
                appna k choorun
                gi or phir yun hi hova
                uss nai apna banaya or chor diya.....

                Comment


                • #38
                  Re: meri pasand

                  Dil ne to uunki har baat ko, apne seene se lagaa liya..
                  Par uunhone jara si baat par, mujhe nazaron se gira diya..
                  wo mujh sai aksaar
                  kehti thi k tujhe
                  appna k choorun
                  gi or phir yun hi hova
                  uss nai apna banaya or chor diya.....

                  Comment


                  • #39
                    Re: meri pasand

                    Tumhare saath bitaye gaye lamhe to hamesha yaad aayenge,
                    Jab bhi dekhenge tasveer tumhari, aankon mein aansu bhar aayenge,
                    Ek baat aaj dil se kehte hai sanam,
                    Kabhie kisi haal mein tumko na bhul payenge..
                    wo mujh sai aksaar
                    kehti thi k tujhe
                    appna k choorun
                    gi or phir yun hi hova
                    uss nai apna banaya or chor diya.....

                    Comment


                    • #40
                      Re: meri pasand

                      Khamosh kuch aise rehne laga haun
                      Jaise jindagi mein kuch raha hi nahi
                      Dil to rota raha bahot
                      Aankho se ek ashq bhi na chhalka kabhi
                      wo mujh sai aksaar
                      kehti thi k tujhe
                      appna k choorun
                      gi or phir yun hi hova
                      uss nai apna banaya or chor diya.....

                      Comment


                      • #41
                        Re: meri pasand

                        Kuch Beete hue lamhon se mulakat hui,
                        Kuch toote hue sapno se baat hui.
                        Yaad aaye woh kisse Purane jab
                        aankhon se boondon ke barsaat hui.
                        wo mujh sai aksaar
                        kehti thi k tujhe
                        appna k choorun
                        gi or phir yun hi hova
                        uss nai apna banaya or chor diya.....

                        Comment


                        • #42
                          Re: meri pasand

                          har waqt mere saath rehta hai..
                          bata e dard to rishtey me mera kya lagta hai...
                          wo mujh sai aksaar
                          kehti thi k tujhe
                          appna k choorun
                          gi or phir yun hi hova
                          uss nai apna banaya or chor diya.....

                          Comment


                          • #43
                            Re: meri pasand

                            Dard ke siva kuch bhi baki naa raha
                            dard hume apno ne itna diya
                            hum unhe pyar naa itna de paaye
                            unhone dard hume jitna diya...
                            wo mujh sai aksaar
                            kehti thi k tujhe
                            appna k choorun
                            gi or phir yun hi hova
                            uss nai apna banaya or chor diya.....

                            Comment


                            • #44
                              Re: meri pasand

                              Aankho ke saamne kal, jo aapka rumaal aa gaya,
                              Kaise miloon phir aapse, ye phir sawaal aa gaya,
                              Uutth to gaye hi the kadam aapke ghar ki taraf,
                              Magar Dil ko aapki dee kasam ka khyaal aa gaya..
                              wo mujh sai aksaar
                              kehti thi k tujhe
                              appna k choorun
                              gi or phir yun hi hova
                              uss nai apna banaya or chor diya.....

                              Comment


                              • #45
                                Re: meri pasand

                                Kat rahi hain zindagi meri kuch is tarah
                                Jaise paed ki shaakh se ek pata tuta
                                Jabse gayi ho meri zindagi se tum
                                Zindagi mein rehna ka maqsad choota
                                wo mujh sai aksaar
                                kehti thi k tujhe
                                appna k choorun
                                gi or phir yun hi hova
                                uss nai apna banaya or chor diya.....

                                Comment

                                Working...
                                X